Profitable trading say confidence boost hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profitable trading say confidence boost hota hai?
    Bilkul teek baat hai k jab trading ache aor profitable ho rahe ho tu confidence level kafe ziyada high hojata hai aor trader kafe ziyada khush rehta hai es leye wo next trade k leye be kafe confidant hota hai aor khob research karta hai taake oski further trading be successful rahay eskay against mai jab kabi koss hoti hai tu trader kafe ziyada stress feel karta hai aor ik bechaine see paida hojati hai k akhir kiya waja howa k loss hogaee os time moral kafe ziyada down hojata hai aor confidence level be kafe ziyada kamzoor hojata hai aor aksar trader aise halat mai wrong decision laite hai so apko aise situations mai be control karna hoga ..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

    dear mai ap ki bat sy kise had tak agree kert hun waqi hm sab log yaha per trade kerny or us sy profit hi hasil kerny aty hy tabi hm log is mai bari lot lagaty hy taky ziyada sy ziyada profit hasil ker saky tu jab hm log trade lagaty hy or us mai hm logo ko profit hota hy ya jo hm logo ny take profit lagaya hy wo hm logo ka hit hota hy tu hm logo ko lazmi si bat hy kafi acha mehsos hota hy per mai samjhta hun ky in sab ky pechy ager daikha jay tu hm log bahut hi asani ky sath ik aise bat per ager amal kery tu hm logo ky confidence level per bahut hiu ziyada bharosa ho dsakta hy or wo hm logo ko learning hi hy jis ki waja sy hm log kamayb ho sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Bilkul teek baat hai k jab trading ache aor profitable ho rahe ho tu confidence level kafe ziyada high hojata hai aor trader kafe ziyada khush rehta hai es leye wo next trade k leye be kafe confidant hota hai aor khob research karta hai taake oski further trading be successful rahay eskay against mai jab kabi koss hoti hai tu trader kafe ziyada stress feel karta hai aor ik bechaine see paida hojati hai k akhir kiya waja howa k loss hogaee os time moral kafe ziyada down hojata hai aor confidence level be kafe ziyada kamzoor hojata hai aor aksar trader aise halat mai wrong decision laite hai so apko aise situations mai be control karna hoga ..
      Yes my dear sir apki bat bilkul sahi hai. Forex business me success hmen boht ziada Confidence daiti hai. Jis waja se hm mazeed mehnat krne lagty hain or isy mazeed achay trikay se learn krty hain.
      Hmen chahey k hm loss se kabhi b dil bardashta nai hun or poraty atmad/confidence k sath trading ko jari rakhen. Or ye k forex market me any wali new changes se b aware rahen.Jb hm sb kuch sikhen gy to hmary confidence me mazeed izafa b hoga or hm successful trader b bn saken gy.
      • #4 Collapse

        Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

        Sir g apny tick bola hai forex business main kamyabi melny par zayida confidence melta hai .kio k hum our be koshs main lag jaty hai .our hum ye best sochty hai k lose say Bach jay. Forex business isa business main k market main kabi kubar kafi zayda moments aa jata hai tu profit ki taraf chala jata hai our kabi kubar lose ka ne samna hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

          Yes, success hamein confidence deti hai,aur nakami, confidence ko khtm kr deti hai ,agr zyadah nakam ho to ,mtlb loss hon get trading mein,but success pane se I think overconfident BHI nai Hona chahye,jub bohot overconfident ho ke bari trade lgate Hain to BHI loss hota hai,
          • #6 Collapse

            Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

            G han profitable trading se hmara confidence bht zatada build hota hai q k jb hmy earning hoti hai to hm apni learning se satisfied hoty hain or zayada koshish krty hain k zayada earning ho because human beings ma ye fact naturally taor pa paya jata hai k thora aye to hm chahty hain k zayada kren esy esi liye jb hm km earning hoti hai to hmary under es kam se related interest develops hota hai or hm zayada earning k liye bht zayada struggle krty hain
            • #7 Collapse

              Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Bilkul teek baat hai k jab trading ache aor profitable ho rahe ho tu confidence level kafe ziyada high hojata hai aor trader kafe ziyada khush rehta hai es leye wo next trade k leye be kafe confidant hota hai aor khob research karta hai taake oski further trading be successful rahay eskay against mai jab kabi koss hoti hai tu trader kafe ziyada stress feel karta hai aor ik bechaine see paida hojati hai k akhir kiya waja howa k loss hogaee os time moral kafe ziyada down hojata hai aor confidence level be kafe ziyada kamzoor hojata hai aor aksar trader aise halat mai wrong decision laite hai so apko aise situations mai be control karna hoga ..
              U r right! Jb ap ki lots profit m jati hain tou ap khud bakhud es chez ki trf aa jatay hain k m aisa kaya kro k next lot b profit m aa jaey us k leay ap trend daikhain gay indictor , etc etc mtlb ap ki research barhti jaey g aur jaisay jaisay ap profit gain krtay experience tou barhta hay lekin sath m confidence b peak par pounch jata hay , agr loss kr rahay tou disheart ho jatay hain phr emotional ho k trading ki jati results ye k mazeed loss bear krain gay
              • #8 Collapse

                Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

                G ha ya ap ka question bohat acha h a profit table sa hama confidence boost hota ya bhat bilkul darut ha har insan ka sath nahi hota ha jab osa profit Hoti vo khus Nazar ata ha or is ma confidence a ja ta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

                  g han mere nazar main to ye hai k hum jab bhi aik trade aisa lagaty hain jis sy hum acha earning karty hain to humari confidence hai wo barh jata hai lekin jab hum is main loss karty hain to humara confidence kam to hota hai lekin itna nahi k jitna wo bosst hota hai agar aik profit aur aik loss dey trade to is sy hum confident ho jaaty hain.
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

                    G han sir g mere nazar main to ye hai k hum jab bhi aik trade aisa lagaty hain jis sy hum acha earning karty hain to humari confidence hai wo barh jata hai lekin jab hum is main loss karty hain to or jab ham kam kart hy to koi to hamara confidance bhut hivkam hojata hy lakin itna to nhi jota ky who boost hota hy or ik profet or ik loss day trad dy to jam confidance ham hojsty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

                      Han g ap sub Forex forum ke members khair khriat se Hu gey hum sub a6i tarah se janty Hein best r profitable trading se conference increase hota he r is key through se earning bhe a6i Hoti kun keh Forex am best forum he is Duniya me r am plate forum key tor pr Kam ke rha he
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Profitable trading say confidence boost hota hai?

                        G han dosto ap jab trade lagaen or wo profit main a jae to ap k andr jazba barh jaata or ap apka kam krny ka jazba barh jata hy..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X