Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.
    Dear forex main RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hain
    app logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban piang ay
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

    RSI aik boht he important indicator mt4 ka hai us main app aik to market ka over bought our over sold check kisi bhe pair ka kerty hain our sath main app us main divergence our convergence k oper trade kerty hain appp k baat theek hai k us main standard to us main do level 30 our 70 ka hoty hian us main hum mazeed levels 20 50 our 80 k bhe add ker sagty hain oiur jab un do peak levels 20 ya 80 ko market tocuh kerty hain to pher humery leay strong sell ya strong buy ka signal hota hai our us k oper trade ker k hum ache earning short term our long term trade ker k time frame k mutabik earn ker sagty hain our dosrae brey RSI ki strategy divergence trade hai jo k her trader k leay aik acha profit bnanay main kafi help diti hia oiur us say hum acha profit araam say ban sagty hain
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

      India aap ko pata hona chahiye KR Si ya relative strength index car indicator trending market condition mein kabhi bhi nahi karta aapko Maloom hona chahiye ke indicator standing market condition main aapko huge amount of losses day ga.
      Ami Jayegi Jab Hum market Mein trading Kare Toh Hame Apne opportunities ko miss nahi karna chahiye aur Market Mein trending karte hue and long term trading karna chahiye.
      forex market Mein Humne Hamesha relative strength index ko follow karte rehna chahiye Kyunki aap ko pata hona chahiye ke relative strength index ke upar reading nahane by the whole ho sakta hai agar Hame kisi ke Sabke support resistance areas ka nahi pata to.
      forex market Mein trading karne ke liye Hum Hamesha stop nasrullah gana chahiye Kyunki market Mein relative strength index aapko trending market condition mein bahut jyada lost Dega isliye is overbought oversold condition sehrish ranging market Mein Jabardast behaviour profit Hota Hai.
      Shafi Ranveer 1 major Trends chal raha hu usme Kisi Ki Samta Sewing Aaya Hoon Tu Sooraj main b h x ray H4 time frame a relative strength index crpr Si isko kehte hain ye Hame Ek accha information ya perfect indication deta hai.
      Hame chahiye ki hum market major trading Kare To Humne metatrader 4 ke ilawa insta Forex ki application ke upar computer ke upar relative strength index indicator use karna chahiye aur usme Hame different kissinger told Nazar Aate Hain Jin ke upar Hum analysis karne mein aasani se analysis kar sakte hain.
      Is Tarah Hame forex market Mein Kafi achha profit Hasil ho jata hai aur Hume trading karte ho Karte achha information Milta Hai.
      Hame relative strength index e r s i n decatur Ko Ek Aur indicator Hai em ACD moving average convergence and divergence or scalar commodity channel index or scalar stochastic indicator in ke sath combine Karke use karna chahiye Is Tarah main market Mein accha result Milta hai aur accha income Hasil ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

        Dear jaha tak baat hai RSI indicator ki to ais mai jab ap koi trade lagaty ho to ap ko ais mai 2 lines nazar aa rhe hoti hai aun mia aik to 20 ka level hota hai aor aus mai dosra ap ka 80 ka level hota hai ais mai jab bhi market 80 k level se oper ho to hum sell karty hai aor ais mai jab bhi 20 k level se nechy ho to aus time hum buy karty hai.
        Rsi agar ap ne use karna hai to ap k zehan mai aik baat honi chaye k ais market mai jab ap koi bhi aisa pair dekho jo range bana raha ho to aus mai ap ais ko use karo kun k ye trend mai kaam ni karta hai,
        agar ap Rsi ko trend mai use karo gay to ap ko loss ho ga ais liay agar ais ko range mai use kary to ye hum ko bahot hi acha result deta hai kun k range mai ais mai hum ko over sold ya over bought level batana hota hai aor hum aus mai trade laga sakty hai aor ais se faida autha sakty hai magar trnd mai jab market hoti hai aor ye over sold ya over bought show kar raha hota hai magar aus time ap market mai ais k hisab se trade kary gay to ap ko ais mai loss ho ga.
        Rsi ko use karny k liay sath moving average use kary ta k ap ko sath pata chalta rahy k market trend mai ja rahe hai ya range bana rahe hai aor aus k hisab se ap ais mai trade laga sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

          Forex trading kay liye 2 trah kay indicatiors hotay hain jo trading kay tool kay tour per kam kertay hain. In main kuch leading indicators hotay hain aur kuch lagging indicator hotay hain. leading advance main counting ker kay bata detay hain kay agay kia ho sakta hay aur jo lagging indicators hotay hain wo jam move ho jati hay us kay bad show kertay hain kay ye kam ho chuka hay. is liye un ko lagging (late) indicator kaha jata hay.
          RSI relative stregth indicator hota hay jo kay us pair ki move ko count ker kay us pair ki strength ko show ker raha hota hay. aksar ye moving averages kay sath use hota hay. aur is ko divergence kay liye bhi istamal kia jata hay. is indicator say hiddin divergence bari achi trah say dekhi ja sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Dear forex main RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hain
            app logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban piang ay
            Forex trading main RSI Ek bahut hi useful indicator hai bahut Sare acres is indicator for use Karke threading karte hain Rs are indicators ke result RSI offee better bahut Sare users are Si indicator for use Karke trading Kalpana Jab Hum is indicator for use Karke trading karte hain to market ke trend ka accha andaza Lagaya Ja sakta hai aur Hume trading Karke profit hone ke chances bahut jyada Hote Hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

              bhai ap ny boht achi post ki hai jis main ap ny boht achi infarntion hmary sath share ki hai forex trading main RSI indiactors relative starength kaha jta hai yah indiactors bhi hmain trend k bary main bata hai jis main ap market k trend ko finsd out karty hain RSI indiactors main hmain jo level milty hain wo zero se ly kar 100 tak hoty hain jub k es k defualt level main 30 se ly kar 0 tal set kiye hoty hain aghr tu market ka folw 70 par over hota hai mtalb croos karta hai tu apko over bought ko show larta hai or esi trha jahan market reverse kar skti hai or market k 30 se cross karti hai tu yah down main overs old hota hai jis main hum aghr trading karen tu hmain boht ahtiyat se karni hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                Dear forex main RSI indicator k oper main apna knowledge our experience share kerta hoon us main humeray pass default setting main do he level hoty hain 30 our 70 levels hain but jab app lganay lagain to pher app 20 our 80 ka dono add ker dian jes say app ko mazeed ye faida ho ga k jab bhe market 80 ya 20 ko touch kerti hai to pher app ko aik mazeed confirmation mil jati hai our us say app ko confirm 80 say sell ki trade kerni hai our jab 20 ko touch kery to pher app ko buy ki trade lain gay to mazeed confirm move milay gee oiur us k bad ager thora wait karean gay to divergence k oper app pher say trade lay sagty hain
                app logoun ko bhe apna expereince sahre kerna ho ga pher he hum us say acha profit mil k mehnat ker k ban piang ay
                Trading karne ke liye rsci ek bahut Jabardast indicator hai bahut sara traders in trading karne ke liye is indicator ko use karte hain main bhi Kafi time trading karne ke liye Yahi indicator use Kiya Hai Ishq results BA coffee better hote hain lekin traders ko ek baat Apne Mann mein rakhni chahiye ki koi bhi indicator light nahi hota aur trading karne ke liye Hamesha Apna pura plan Banaye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                  RSI indicator popular technical trading technique hay jes se market ki situation ka andaza lagaya ja sakta hay, RSI indicator key base par long aur short dono term type ki trading ho sakti hay, market key oversold aur overbought levels ka agar anadza ho jaye to koi be trader asani se buying selling position successfully open kar sakta hay, sab se main cheez RSI indicator ko learn karny key ley es par work karna bahot zarori hay, demo account me agar RSI indicator par full time work kia jaye to es key signals ko asani se understand kia ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                    bhai forex trading main boht se indiactors hain jin ko use kar k trading ki ja skti hai or aghr hum RSI indicators ki bat karen tu yah aik boht acha indicator hai jis main hmain lvel diye jaty hain jis ko hum apni trading main osi hisab se trdaing kar lety hain har indiaxtors ka maqsad aik he hota hai laken osk bary main aghr hmain ilm nahi hai tu hum indoactors k sath bhi loss ko face kar skty hain tu zarori hai k apni trading main har inddiactors ko ach trha se use karen ta k apko apki trading main loss na ho or ap apni trading main acha profit eran kar skaen main aik bat bhi yahan par clear kar dun indiactors hmain hmaisha he acha result nahi dety hain es liye apny expiernce ko bhi madhe nazar rakhty howe trading karni chahye jis se hum profitable trading kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                      trading members Pakistan Forex forum mein knowledge or experience bahut jyada hai aapko trading mein Expert opinion be Lena chahiye relative strength index indicator Forex trading mein both beneficial Hai isko use Karne Ka tarika aap ko aana chahiye Pakistan Forex forum meinpractice ke liye demo account mein relative strength index indicator ko use karna chahiye iski reading Agar 20 point below chali Jaye to oversold market Hoti Hai Jab Ke Agar relative strength index king reading 50. above chali Jaye and Agar relative strength index key in reading 80 above chali Jaye to overbought market Jyoti high relative strength index indicator Ek best indicator Hai Jisko aapko higher timeframes pe use karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                        dear forex member RSI indicator jo ky takreeban sab sy popular hai aor takreeban her trader he ais ko use karta hia aor ais ko newbies bi use karty hai aor ais ko use kar ky short term trading sy faida utha sakty hai aor thoora thoora profit kama ky apna account grow kar sakty hia ager rsi ki setting theek sy ki jaye aor aap ko ais ka istimaal karna aata hoo to aap ais sy faida utha sakty hai RSI main do level hai 30 and 70 jab RSI 30 ko sy neechy jaye to buy kiya jata hai aor ager aisi tarah jab market up jaye aor indecator ky point 70 ko cross kar jaye to phir sell kiya jata hai ais tarah follow kar ky koi bhi trader daily bases py profit bana sakta hia aor apna account grow kar sakta hia
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                          Forex trading member As-salamu alaykum Pakistan Forex forum mein trading Karne Wale underscore indicators and oscillators ka uses seekhna both help kar sakta hai main Ye Batana Chahta Hoon ke relative strength index indicator Ko Agar bollinger band indicator and Fibonacci retracement indicator ke sath use kiya jaye both Perfect Combination Ban sakta hai market ko technically understand karne ke liye indications ideas aur protection with quick decision making power market ko kaise kar sakte ho knowledge and management planning Forex trading main aapki rehnumai karti hai aapko Forex trading Mein skills development program ke jariye bonus affiliated program ke jariye trading Karni chahiye Pakistan mein available hai Pakistan Forex forum mein different sections mein different knowledge available hai aap knowledge ko avail karte hue trading karo aap ko bahut acchi results mil sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                            g han dear ap ny bilkul thek kha forex mein rsi indicators new user or old 2no kay liye ek best tools ha is ko use kar kay ap uper level or down level market ki position ko read kar sakty hein or ye best ha is liye agar ap market ki movement ko judge kareen to ye best ha or many time frame mein use kareen kiyon kay ap agar time mein mein har time frame mtlb one hour dfive minute or fifteen minute mein bhe market ko dakheen jis level pay ho mtlb agar wo uper level pay ho to trad sell ki open kar dein wo trad ap ko sure acha profit earn karwa kay day gi lekin kam lot ka use kareen or take profit or stop loss ka istamal zaror kareen then he ap risk free trading kar sakty hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Forex main RSI indicator ki kia importance hai our use kesay kia jeay.

                              RSi indicator bhot hi acha indicator ha jis ka fida bhot hi Zayed ha is ko istaml kr ky him log Kafi kuch Hasil kr skty ha is ka bhot hi Zayed fuda hota ha or him logo ko kamyabi milti hai is ki wajah sy him log Kafi acha profit bna skty ha
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X