Jaiza : Swap
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Swap
    New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.

    Swap :

    Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.

    Positive Swap :

    Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.

    Negative Swap :

    Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.

    Note :

    Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Swap

    Dear swap accounts me trading karny waly traders hi swap key bary me knowledge rakty hey, swap account me trading na karny ki waja se mera es bary me knowledge bahot weak hay me samjta hon key instaforex ne hamy swap free account me trading ka jo advantage jo dia hay ye bahot hi great hay, Sood se pak profit agar earn kia ja sakta hay to wo Islamic ya swap free trading accounts me ho sakta hay, positive swap ya negative swap kia hay es bary me information hasil karna etna zarori nahi, ye information esy traders ko hasil karni chaye jo key swap account me trading karna chahty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Swap

      Yes dear ais market mai jab ap koi bhi trade lagaty ho to ais mai agar ap ne swap free account open ni kia to ais mai ap ko swap ya to mil raha hota hai ya ap ne ais mai swap dena hota hai, asal mai swap ko hum sood kehty hai ais liay zayda tak muslim to swap free account open karty hai magar ap ko ais k bary mia pata hona chaye k ye kaisy charge ho raha hota hai, kun kuch aisy broker hai jo ap ko swap free account ni dey rahy hoty jis ki waja se ap ko pata hona chaye.
      Swap mai agar ap koi bhi major currency ko sell karo gay to ap ko swap milta hai jaisy ap ne agar USDJPY ko sell kar lia hai apny account mai ais mai ap ne usd ko sell kar lia hai jo k major currency hai aor jpy ko buy kar lia hai ais mai ye hai ap ko swap milta hai kun k ap ne major currency dy k choti currency li hai.
      agar ap ne koi major currency ko buy kar lia hai to ais par ap ko swap dena parta hai jaisy agar ap ne USDJPY ko buy kar lia hai to ais par ap ko swap dena parta hai kun k ap ne jab usd lia hai aor aus k badly mai ap ne jpy dia hai to ap aik major currency le rahy hai aor aus k badly ap aun ko normal currecny dey rahy hai wo ais k badly ap se swap charge karty hai kun k aun ko weak currency par loss hota hai ais liay wo ap se ais k bary swap lety hai.
      Swap mai ye hai k ap jitny din trade hold rakho gay ap ko atny hi din swap milta rahy ga ya dena parta hai aor ais mai lot k hisab se bhi faraq parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Swap

        Bilkul ap ny sahi kaha hai Swap matlab sood or sood to haram hai chahy positive ho ya negative is liye hamy sood wala dekhna hi nahi chahiye k kya hai.
        Jab b ham instaforex ka account create karty hai to waha options hoti hai swap account ya swap free.Muslman hony k naty ham ko swap free account hi choose karna chahiye ta k ham sood sy bach saky chahy sood sy faida ho ya nuqsan hamy is k khilaf hi rehna chahiye agar ham swap wala account ly to us sy chahy ham zeyada earn kary lekin wo earning theek nahi hai is liye agar ham swap k bhair account bnaye or us sy kam b earn kary to hmary liye theek hai .
        Brokers option dety hai Muslims or Non-Muslims ko dekhty huwy swap account or swap free account hamy hamesha swap free account lena chahiye or baqi jo marzi account choose kary or instaforex b hamy apni marzi karny deta hai k apni marzi sy account choose kary k konsa chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Swap

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
          New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.

          Swap :

          Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.

          Positive Swap :

          Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.

          Negative Swap :

          Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.

          Note :

          Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.
          Swag suit mein Kisko kehte hain aur suit Islam nemaram Hai Pakistan mein jaake soby Muslim traders Hai unko chahiye ke woh Apna Sa App free account Banaye kyu ke apps ko kaise account Banaye Jayegi isliye Muslim traders and CRPF not reading ka account Banane password free account Banaye nczcc reduce ki trading Halal Rahegi aur koi issue nahi hoga
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Swap

            jee swap ko aap zubaan main interest rate yaani sood kaha jaata hay broker jab aap ko trading allow kerta hay to jab ap ki trade open rehti hay to woh uss per aik raat ya din ka sood jama ker leta hay jo kay ya to uss trade main jama ker dyaa jaata ha yah to aap kay account say kaa liya jaata hay
            yeh aap kay account main jama uss waqt kiyaa jaata hay jab aap ke buy kee gayi currency strong ho rehi ho yaani aap ki trade loss main ja rehi ho
            yeh aap kay account say directly cut uss waqt kiyaa jaata hay jab aap ki buy kee gayi currency weak ho rahi ho in short aap ko loss ho raha ho to swap directly cut ker lyaa jaata hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Swap

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
              New traders trading jab trading account bana rahay hotay hian to us wakat aik option "swap free" hota jis ko dekh ker boht say log pareshan ho jatay hain. Aj main ap ko batata hon kay swap ki cheez hay aur account swap free hona chahye kay nahi.

              Swap :

              Swap asal main interest (sood) ko kehtay hain. Ager koe trader kisi bhi pair per trade laga ker us ko aik raat kay liye open rakhta hay to us pair ki currency kay mutabiq us trading account main ya to interest ki raqam jama ho jati hay ya us account say wo rakam nikal li jati hay.

              Positive Swap :

              Ager koe aisa pair buy kia jaye jis ki buy ki gai currency ka interest rate zayda ho aur sell ki gai currency ka interest rat kam ho to us sorat main interest ya swap ki rakam account main jama ho jati hay.

              Negative Swap :

              Ager koe aisi trade ki gai aur wo aik raat kay liye open rahi aur us main buy ki janay wali currency ka interest rate kam aur sell ki janay wali ka interest rate zayda ho to aisi sorat main interest ya swap ki raqam account say tafreeq ho jati hay.

              Note :

              Tamam musalmano ko sood ya interest haram hay is liye "Swap free" ka option isi liye rakha gia hay kay tamam Muslim apnay account ko jaiz tarikay say chala ker jain munafa kama saken. is liye hamesha swap free account use ker kay gunah say bachen.
              Swap interest ko kehte hain aur interest ke matlab Masood hota hai agar Hum trading karte huye Shoaib ka account use Karenge to Hamari trading haram Hogi kyunke Islam Mein Sudhar alm hai isliye Hame chahiye K M swipe free account Banaye is cinema retreading Halal Hogi aur Hamra aasani se trading bhi kar Sakenge swap free account banana chahiye Jo Muslim traders Hai unko
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Swap

                trading ka account bnaty hain hum jub to sub sy last mean third step py yeh option ata hai jo bhai ny btaya hai ky forex trading ma swap kya hai yeh aik commission ya sood hai ji agr apki trade aik din sy zeyada time open rahy to kch currencies py aoko pay ya available ho skta hai .
                lkn muslims ko jub bhi ap apna trading account bnao to sirf swap free islamic account he bnana chye ta ky apko is sy sood na mily aor apko pak profit mily Pakistan Forex forum join kren to rules ko smjhen har step py seniors ki guidance sy kam kro aor market ko smjhty huy agy barhty jao
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Swap

                  forex trading main swap ko hum apny account ko create karty waqt discus karty hain jis main hmain apni trading account ko bnaty waqt khyal rkhna hota hai k hmain apna account swap main create krna hai k swap free main create krna hai q k swap account main hmain apni trading main intrest ks ath krna hota hai jis ka mqsad yah hota hai k hum jo trading karty hain os main soud ka concept hota hai jis ko hum apni trading main se pay krty hain os k bad hmarya pss account swap free account hota hai swap free account main hmain intrest k bgiar trading krni hoti hai es liye zarori hai k hmain apni trading main swap free account main trading karni chahye jis main hmain soud k sath trading nahi karti parhti hai swap free account main hum islam ki roh se trading karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Swap

                    Assalamualaikum dear Forex trading members main Yeh kehna Chahta Hoon ke Hame Forex trading ka account banaate bucket swap free Islamic account banana chahiye isme Hame best option mil sakte hain swap free Islamic account mein Na to aapko commission charge Kiya Jata Hai Nahi aapko commission pay Kiya jata hai isliye best yahi hai pata hai ki aap swap free Islamic account banao account making option ke third step mein aapko swap free Islamic account option Nazar aata Hai soothsayer voice karo swap free Islamic account banao is se best option or Koi Nahi Hai knowledge and experience is very much important for Forex trading knowledge and experience skill development ke liye Pakistan Forex forum join karna chahiye different type ke indicators use karne chahiye bahut best Forex trading online business hai hidden secrets ko learn karna bahut zaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Swap

                      forex trading main swap ka jo concept hai wo hmari trading account main hai jis ko hum intrest or without intrest k concpt k sath smjhty hain jesy k trdaing main account create karny k liye hmain do option milty hain jis main hmari apni marzi hoti hai k hum kis oprion main apna ccount bnaty hain os do option main hmain aik swap account milta hai or dosra hmain swap free account milta hai swap account se murad wo account hai jis main hum aghr apna trading ka business karty hain tu wo hmain intrest k sath krna parhta hai jis ko hum soud kahty hain jo k islam main mana hai hum muslmano k liye or es k ilwa aik swpa free account ka option milta hai jis main hum aghr pna ccount bnaty hain tu oska mtlab yah hota hai k hum apni trading aghr karty hain tu hmain kisi bhi trha ka koi bhi osud nahi dena prhta hai or hum apni trading ko soud k bgair kar skty hain tu hmaisha har trador ko swap free account bnana chahye ta k hum islam ki roh se apna business kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Swap

                        thank you dear apnay bohat he achi bat share ki ha mujy sirf or sirf swap free ka pta tha kay sood say pak ha or ye sab new user kay liye bohat he best ha kay unko market kay bary mein sab kuch pta ho kiyon kay agar apka account swap free na hoga to apka balance saood mein shamil hoga or pakistan mein hum sab muslim ha or hamary mazhab mein islam mein ha kay saood haram ha is liye hamen is bemari say najat boaht he zarori ha kiyon kay hilala earning kay liye zarori ha kay saood say pak swap free account he use karna bohat he zarori ha is liye new account open karty he swap free button pay click karfna zarori ha ta kay halal munafa kamaya ja sakeen jis mein in sha Allah bohat he barkat hoti ha is liye har muslim account open karty time swap free account ko he select kareen ta kay behtar earning ho saky or kami mnein barkat ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Swap

                          Swap :
                          Swap free account wo account hota hay jis main trader jab new trading account insta kay sath open ker raha hota hay to us ko aik option chun na hota hay kay wo apna account swap wala ya swap kay bina wala kholna chahta hay. kay liye liye tamam muslim ki swap free account chun na hota hay.

                          Swap Free account :
                          Swap free account say murad sood kay bina wala account. jab koe trader apnay account main trade kerta hay to jo currency us nay buy ki hoti hay to ager us ki sood ki sharah selling currency say zyada ho to trader ko kuch amount milti hay jis ko swap kehtay hain. is kay liye aik rat kay liye wo trade chalti rehni chaye. aur ager trader nay bayan kerda trade kay ulat trade lagai hay to us sorat main trader ko kuch amount deni perti hay jo swap ki mad main jati hay ager trade aik rat kay liye open rehti hay to.

                          Que kay tamam Muslims trader is bat say wakif hain kay sood haram hay is liye wo apna swap free account open karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Swap

                            forex trading main swap (soud) account ko kahty hain or jo tradors swap account create krta hai wo apni trading ko with soud karta hai or forex trading main swap aik option k sath set kiya gya hai jis main hmari khud ki marzi hoti hai k wo apna account swap free account option main create karen q k jub hum apni trading main swap account main trading karty hain tu hmari trading main swap ka concept hota hai jis ka hmain intrest dena hota hai apni trading main or yahi aghr hum swap free account main apni trading karty hain tu hmain kisi bhi trha ka koi bhi intrest nahi dena prhta hai jesa k hum subjanty hain k swap free account islamic account hai es lye es main kam karny k sub he roles bhi islam se related hoty hain tu es bat ka khas khtyal rkhna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Swap

                              Instaforex wale swap free account provide karte hain Muslim ko uska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log isme trading Karke kaafi accha profit bana sakte hai aur iska Hum logo ko bohot hi zyada fayda hota hai
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X