Jaiza; Right use of indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Right use of indicators
    Right brothers aj hum thora discuss kerty hain indicators ky sahi istamal. Trading mein kafi sary indicators majood hain. Her trader apny hisab se aur jo us ka acha lagta hain wo use kerta hai.
    Ap indicator jo bhi istamal kerein ap ko us indicator ka sahi istamal ana chaye. Matlab ky indicator ki sahi values ko kasy istamal kiya ja sakta hai.
    Moving average indicator ko laty hain. Mein ne kafi sary trader ko study kiya hai. Her trader ka market ko analyse kerny ka apna hi andaz hai. Mukhtalif trader moving average ki mukhtlif values istamal kerty hain.
    Ager moving average ko hum do aik sath istamal kerein to us ka bahut acha result milta hai. Ager hum aik moving average 20 ka istamal kerein aur dosra 60 ka ya 100 ka istamal kerein.
    Jab bhi 20 ky moving average ki line 100 line ko cross ker gai to ap samjhein ky market ka trend change ho raha hai.
    Aik hi trend mein chalty howy jab market 100 ky moving average ki line ko touch ker wapis any lagy to woh trade lagany ka time hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Right use of indicators

    g han bhai apki bat sahi hai forex main boht se indiactors hain or har trador apny hisab se trading karty hain or jis traha se ap apni trading main indiactors ko use karty hain tu apka oska use bhi ana chahye q k baz dafa hmain indiactors exact reult nahi dety hain es liye apni indiactors ks ath sath ap apni expiernce bhi gain akrn ta k ap apni trading main achi traha se apny expiernce ka sue kars kaen forex trading main sub se zeyda jo indiactors use kiya jata hai jis main hum market k trend ko achi traha se find out karny k bad trading karty hain tu hmain chahye k hum apni trading main har indicators ko achi traha se use kaen ta k hum apni trading main achi eraning gain karen
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Right use of indicators

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
      Right brothers aj hum thora discuss kerty hain indicators ky sahi istamal. Trading mein kafi sary indicators majood hain. Her trader apny hisab se aur jo us ka acha lagta hain wo use kerta hai.
      Ap indicator jo bhi istamal kerein ap ko us indicator ka sahi istamal ana chaye. Matlab ky indicator ki sahi values ko kasy istamal kiya ja sakta hai.
      Moving average indicator ko laty hain. Mein ne kafi sary trader ko study kiya hai. Her trader ka market ko analyse kerny ka apna hi andaz hai. Mukhtalif trader moving average ki mukhtlif values istamal kerty hain.
      Ager moving average ko hum do aik sath istamal kerein to us ka bahut acha result milta hai. Ager hum aik moving average 20 ka istamal kerein aur dosra 60 ka ya 100 ka istamal kerein.
      Jab bhi 20 ky moving average ki line 100 line ko cross ker gai to ap samjhein ky market ka trend change ho raha hai.
      Aik hi trend mein chalty howy jab market 100 ky moving average ki line ko touch ker wapis any lagy to woh trade lagany ka time hai.
      Indicators ko use karne ka sabse Aasan aur sabse accha Tarika Yeh hai ki hum indicators go trading karne mein sirf helpline aur unke hundred percent believe Nakhre kyu ke sometimes indicators be wrong ho sakte hain Agar Hum indicators penther Yakeen Karke trading Karenge to hamare loss bhi ho sakta hai isliye indicators for self help ke Taur Par istemal Kare
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Right use of indicators

        koi be technical indicator ko agar es ka use right time me aur proper tareeqy se kia jaye to koi shak nahi key traders ka har order us ko profit na de, sab se pehly traders ko support and resistance levels par depend karna ho ga aur es key bad moving average se market ki strength ka andaza lagana ho ga, kesi be situation me traders ko technical indicator key against position open karny ki ghalti nahi karni chaye, koi be indicator jo key bahot zeyda use hony waly hey (support and resistance, Moving average) esy indicator ko har condition me follow karny chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Right use of indicators

          Dear ais market mai agar ap dekhy to ap ko bahot sary indicator nazar aaty hai jin se ap diffrent cheazy dekh sakty hai aus mai ye hai k kuch aisy indicators hai jo ap ko trades bata rahy hoty hai aor ais mai kuch aisy indicators hai jo ap ko market ka trend bata rahy hoty hai, indicators ki bhi diffrent types hoti hai jis k zarye ap ais mai trade kar sakty hai.

          Leading Indicators:
          Dear ye aisy indicators hai jin se hum ko market mai advance mai pata chal jata hai k market kaha tak jaye gi aor aus k baad market ne wapis aa jana hai trend mai, ain mai aik to ye faida ho jata hai k hum ko time se phly pata chal jata hai magar ais mai aik loss ye hota hai k ye market se agy chal rahy hoty hai aor kai dafa market change ho jaty hai jis ki waja se kuch trades loss mai chali jati hai, ye tamam indicator hum ko advance mai bata rahy hoty hai ais liay ain mai trade bahot phly ni lagani chaye conformation ka wait kar lena chaye warna ais mai loss ho sakta hai.

          Legging Indicators:
          Dear ye aisy indicators hai jo market k pechy pechy chal rahy hoty hai aor ye hum ko market ka trend dekh k trade dety hai ais mai aik faida ye hai k ais mai ap ko jo trade milti hai wo confrom hoti hai magar ais mai jo nuqsan wali baat hai k ye bahot late ap ko bata rahy hoty hai k market ne ab ais trend mai jana hai jab ap ko ye bata rahy hoty hai to ho sakta hai k aus k baad market trend ki retracement ley aor ap ka stop loss hit ho jaye ais liay ais mai kam karny k kuch faida hai aor kuch nuqsan hai.

          Indicators Par Trade karna:
          Dear agar hum baat kary indicator use ki to ais market mai ap jo bhi indicator use kar ley ap ko ye pata hona chaye k ais mai ap ko 100% result koi indicator ni dey ga ais mai ye hai k ap ais mai jo bhi indicator use kary aus k sath backup plan rakhy ya phir sab se achi baat ye hai k ap ais ais mai sath stop loss laga ley ta k ap ko ais mai faida ho jaye to behtar hai warna thory se loss mai trade close ho jaye ap ko zayda loss na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Right use of indicators

            Ap ny sahi kaha hai agar ham theek waqt par theek indicator use kary to ap ko acha profit ho sakta hai indicators agar theek tarha sy kaam kary to ye apko kafi earning karwa sakty hai trading me lekin apko poori tarha depend nahi hona indicators par q k indicators sometimes sahi result nahi dety q k un ko khaas kisam ki movement k liye set kia hota hai or jab news aye ye market crash ho to indicators sahi tarha sy hamy guide nahi kar paty is liye apko poori tarha indicators par depend nahi hona chahiye.
            Or trading me slight use hona chahiye indicators ka. Ap in sy faida b uthaye or in par poori tarha depend b na kary or indicator ka sahi use kary or sahi waqt par kary to is sy ap ki trading b achi ho sakti hai or trading ki earning b increase ho sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Right use of indicators

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
              Right brothers aj hum thora discuss kerty hain indicators ky sahi istamal. Trading mein kafi sary indicators majood hain. Her trader apny hisab se aur jo us ka acha lagta hain wo use kerta hai.
              Ap indicator jo bhi istamal kerein ap ko us indicator ka sahi istamal ana chaye. Matlab ky indicator ki sahi values ko kasy istamal kiya ja sakta hai.
              Moving average indicator ko laty hain. Mein ne kafi sary trader ko study kiya hai. Her trader ka market ko analyse kerny ka apna hi andaz hai. Mukhtalif trader moving average ki mukhtlif values istamal kerty hain.
              Ager moving average ko hum do aik sath istamal kerein to us ka bahut acha result milta hai. Ager hum aik moving average 20 ka istamal kerein aur dosra 60 ka ya 100 ka istamal kerein.
              Jab bhi 20 ky moving average ki line 100 line ko cross ker gai to ap samjhein ky market ka trend change ho raha hai.
              Aik hi trend mein chalty howy jab market 100 ky moving average ki line ko touch ker wapis any lagy to woh trade lagany ka time hai.
              indicator spreading mein bahut jyada harmful or useful auntony lekin traders ko ek baat mind mein rakhni chahiye ki koi bhi indicator hundred percent to write nahi hota Mai Sharab planning karne ke liye indicator ho sake to Le Gayi Dor pe use karna chahiye aur in 100% believe nahi karni chahiye Kyunki Koi vindicator hundred percent right Fabricators Shiromani planning and Karte Hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Right use of indicators

                brother pehli baat kay indicators hay kya to indicators bhi basically aik trading tool hi hay jo kay ap ko trading main assistance provide kerta hay or aap ko decision making min madad deta hay ab aap per hay kay aap indicators ko use kesay kertay hain aap kesay combinations banaatay hain or aap un combinations ko kab or kahan use kertay hain.
                brother sawaal yeh hay kay indicators ka acha use kesay kiya jaaye to bhai iss kay liye sab say important yeh hay kay aap pehlay indicators ke nature ko samjhain iss ko use kernay ka tareeka dekhain aap iss ki applications check kerain kay konsa time frame use kiyaa jaaye phir iss ko kissi doosray indicators kay saath combination ya uss kay signals kee verification kay liye use kerain lekin aik baat yaad rekhain kay indicators per completely rely nah kerain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Right use of indicators

                  brother pehli baat kay indicators hay kya to indicators bhi basically aik trading tools hi hay jo kay ap ko trading main assistance provide kerta hay or aap ko decision making min madad deta hain brothers indicators ka use trading achi bhi ker sekta hay or kharaab bhi ker sektay hay yeh depend kerta hay kay aap in ko use kesay kertay hain brother indicators ke do main types hoti hain
                  aik hotay hain leading indicators jo kay market se aagay move kertay hain or next move predict kertay hain. For Example Relative Strength Index RSI Leading Indicator hay.

                  issi tarah doosri type hay legging indicators kee jo kay market kaay peechay chaltay hain iss ko follow kertay hain or trend indication kay lye use kiye jaatay hain iss kee example main moving averages bohat achi example hain.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Right use of indicators

                    Indicators ke use sary he traders karty hain aur maire khayal say indicators market mai future prices ko predict karny aur trend ka jaiza laine ke liye bohot he ziada useful rahty hain , iss liye forex trading mai indictors ka use lazmi ho jata ha. Traders forex trading ma different trah kay indicators use karty hain.

                    Koi b indictor 100 percent accurate nai hota hai , iss liye Traders ziada tar aik say ziada indicators ka use kar rahy hoty hain. Iss trah say in ko trade opening kay liye different indictors say confirmation milti ha tu woh tab he trading positions ko open karty hain. Trading kay liye best indicators wohi hota hai jo traders ke strategy aur trading style ko suit b karta ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Right use of indicators

                      dear forex trader Indicators ko use karne ka sabse Aasan aur sabse accha Tarika Yeh hai ki hum indicators go trading karne mein sirf helpline aur unke hundred percent believe Nakhre kyu ke sometimes indicators be wrong ho sakte hain Agar Hum indicators penther Yakeen Karke trading Karenge to hamare loss bhi ho sakta hai isliye indicators for self help ke Taur Par istemal Kare
                      leading indicator
                      ye aisy indicators hai jin se hum ko market mai advance mai pata chal jata hai k market kaha tak jaye gi
                      legging
                      indicators hai jo market k pechy pechy chal rahy hoty hai aor ye hum ko market ka trend dekh k trade dety hai


                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Right use of indicators

                        Forex trading members Forex trading made different type ke indicators use kiye Jate Hain forum fellows I want to discuss on different indicators and oscillators 1. bollinger band indicator isme 3 bands Hote Hain upper and lower band and middle band
                        2. Fibonacci retracement indicator golden ratios
                        3. relative strength index indicator
                        4. commodity cycle index
                        5. daily moving average exponential moving average
                        6. trains lines ko follow karna hai Forex trading mein bahut important haidifferent Japanese candlestick harmonic patterns kalu SBI Forex trading Mein helpful ho sakta hai
                        indicators and oscillators ki complete understanding hona bhi zarori hai apko market ma perfect approach ky satg jana cbye ta ky apko acha profit hi jay
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Right use of indicators

                          Assalamualaikum dear Forex trading members main aap logo ki baat se agree Karta Hoon Forex trading Mein technical analysis zaroori hai technical analysis ke liye different tools use Kiye Jate Hain different Strategies for skills use ki Jati Hain Japanese candlestick chart pattern use Kiya Jata Hai Japanese candlestick chart pattern Mein different harmonic patterns use Kiye Jate Hain Kavya pattern flag flag market mein bahut Sare indicators Hain jinko Use Karke trading market ko achi Tarah Samjha Ja sakta hai candles Bhi Apne patterns banati Hai bullish engulfing pattern bearish engulfing pattern Yeh bahut perfect Catherine hi this main market reversal aa Jati Hai bollinger band indicator Fibonacci retracement indicator relative strength index indicator commodity channel index top gastric indicator bahut important indicators Hai trendline follow karna triangle banana Yeh be different types and strategies engines a market contest and Kiya Ja sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Right use of indicators

                            Agar Hum Dono indicator ko sahi tarah se small Karte Hain To Hum logo ko in ka bahut hi jyada fayda hota hai aur Hame Barbad Karke Kaise bana sakte hain is tra sy him log amyab trad kr ky acha profit hasil kr skty ha or him logo ko is Ka bhot fida hota ha
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Right use of indicators

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                              Right brothers aj hum thora discuss kerty hain indicators ky sahi istamal. Trading mein kafi sary indicators majood hain. Her trader apny hisab se aur jo us ka acha lagta hain wo use kerta hai.
                              Ap indicator jo bhi istamal kerein ap ko us indicator ka sahi istamal ana chaye. Matlab ky indicator ki sahi values ko kasy istamal kiya ja sakta hai.
                              Moving average indicator ko laty hain. Mein ne kafi sary trader ko study kiya hai. Her trader ka market ko analyse kerny ka apna hi andaz hai. Mukhtalif trader moving average ki mukhtlif values istamal kerty hain.
                              Ager moving average ko hum do aik sath istamal kerein to us ka bahut acha result milta hai. Ager hum aik moving average 20 ka istamal kerein aur dosra 60 ka ya 100 ka istamal kerein.
                              Jab bhi 20 ky moving average ki line 100 line ko cross ker gai to ap samjhein ky market ka trend change ho raha hai.
                              Aik hi trend mein chalty howy jab market 100 ky moving average ki line ko touch ker wapis any lagy to woh trade lagany ka time hai.
                              Moving average Main Agar Hum Log is ko achi Tarah Se istamal karna seekh Lete Hain To Phir iska Hum logo ko fayda Hota Hai Mere Pyar Mein Jab moving average 20 se Neeche Hoti Hai Tu Wahan Se Hum logo ko isko by karna chahiye aur jab hundred se upar Hoti Hai is Waqt Hum logo ko wahan se sell karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X