Jaiza : Stop loss kia hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Stop loss kia hay

    dear forex members billkul sahi kaha hamen bahut hi zabardast affer ki jati hay jis say easily trade kar sakty hain ziada time online rahy bagair hamen stop loss kay baray main ilam hona chahiay kun k agar hum 24 ghanty online nahi reh dsakty to hum aik stregy bana letay hain kay agr hamara loss is level tak pochay to hamari trade atometically close ho jau jis say hum ziada say ziada loss say bach sakty hain aur stop loss ko laganay ka tareeqa bhi har trader ka different hota ha kuch traders currencies k daily average ka hisab laga kar stop loss lagatay hain, aur kuch trader support and resistance level ko check kar k stop loss lgatay hain.is liay hamen stop loss ki waja say kafi ziada faida hasil hota hay aur hum nuqsan say bach sakty hain is liay hamen stop loss ki samjhna chahiay is ki working kay aray main jan na chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Stop loss kia hay

      stop loss lost limit set karne ko kaha jata hai just like pending orders sell limit buy limit sell stop buy stop ISI hisab se Forex trading main management planning accuracy ko take profit or sell stock strategy use ki Jati Hai Pakistan Forex forum mein bunch of new members working all the time they are not sharing accurate knowledge and experience thread should not be allowed to some time limit should be raised for new members to avoid thread generation schema are working in Pakistan Forex forum I requested to the moderators to control them and restrict them in Pakistan Forex forum to maintain the decorum of Forex forum stop loss order take profit ke Boss Sare benefits Yeh thred bar repeat Zyada bar repeat ho chuka hai hamara behtreen Jawab Mein repeated knowledge share nahi hona chahiye Pakistan Forex forum mein hidden secrets ko discuss karna chahiye indicators and oscillators ko discuss karna chahiye demo kaun practice ko important samajhna chahiye
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Stop loss kia hay

        Stop Loss
        Stop loss aik bohat he aham hota hay agar hum eskay bgair trading karen gay to market main ziada nuqsan ka khadsha hota hay aur ziada nuqsan kay risk ko kam say kam karnay kay liye humay stop loss ko apni har trade ka hissa zaroor bnana chahiye kyun keh eskay use say humay aik had tak loss hota hay aur uskay baad humari trade nuqsan main close honay kay baad humara baqaya balance safe rehta hay es liye es kay bgair trade karna kisi bhi risk say khali nahi hota risk level ko jitna bhi kam rakh kar trading ki jaye gi to esmain humara he faida hota hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Stop loss kia hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
          Boht say new traders ko stop loss ka pata nahi hay. aur wo aksar pochtay hain kay stop loss kia cheez hay aur ye que lagaya jata hay. Is liye mera khayal main stop loss ko yahan per bayan kerna new logo kay fiday kay liye boht hi acha idea hay.

          Stop loss kia hay?

          jesa ka nam say hi zahir hay kay "stop, loss" . Is main do lafaz hain "rukna aur nuksan" Matlab jab loss ko rokna. Ye aik limit hay jo trader trade laganay say phelay apni trading strategy say gin leta hay kay ager pair ki price is price tak chali jati hay to mera trade ka idea ghalat ho gia aur meri trade itnay loss kay bad close ho jay.

          Stop loss ka istamaal :

          Is liye apnay account kay nuksan ko control kernay kay liye stop loss ka istamaal kerna boht zarori hay. Stop loss say account ki hifazat hoti hay ager stop loss istamal na kia jaye to sara account nuksan main ja sakta hay.
          Assalamualaikum Bhaijaan Forex trading mein bahut Sare saare tools istemaal kiye Jate hey Din Mein Se stop loss be Ek Dil Hai Jise aap apne nuksaan ko Rock sakte hain lekin trading ke kisi be to LKO istemal karne se pehle aapko Uske baare mein proper information Hasil karna bahut jyada Jaroori Hota Hai aur stop loss aapke account gay Izzat Karta Hai Jiski wajah se aapko loss nahi hota
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Stop loss kia hay

            stoploss ko ap limited loss bhi keh skty hain.
            dear members leverage ky hisab sy trade lgana phr lot size ko apny capital ko dekhna chye jub apky pas 100$ hain to apko lot size .10 sy increase nhi krni chye yeh bat ma apko major currency oairs ki bta raha hun agr apko lot size minor pair ky hisab sy dekhen to ma apko yeh btana chahta hun ky apko .05 lot size bhi bahot zeyada hai is leay apko isky according krni chye ma apko yeh bhi btana chahta hun ky forex forum ma apko bahot acha knowledge dea jata hai ma apko yeh bhi btana chahta hun ky technical aor fundamental aspects products aor predictions ko dekhty huy plan krna chye stoploss support ky 10 point opper lgao jub ap slbuy trade lgao aor jub ap sell lgao to suppot ky ten point belw lgao
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Stop loss kia hay

              forex trading main kafi tools hoty hain jin ka use kar kay humain kam karna hota hay is main say stop loss b aik hay jis ka use karna har kisi ko nai ata hay kun kay market main agr acha profit gain karna hay or ziada loss say bachna hay to hum is ka use karty hain magr main kafi movment hoti hay kabhi profit hota hay or kabhi market loss ki taraf move karty hain is main aik haddbni lagany kay liye hum take profit ka use karty hain jis main ziada profit nai hota hay or take profit tak hota hay is kay sath sath stop loss b yahi hota hay market jab loss ki tarf ziada ja rahi to humain is main stop loss ki limit ko laga dyna chahiye ta kay ziada loss na ho sakay kun kay ye account ko wash karny say bachata hay or is ko analysis kar kay market main trade main insert karna hota hay
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                hum jasay new aana walo kay liya ya bahot zaroori hay k un tamam indicators k baray main janayjo hummay trading main hummay profit dain forex main trading ko profitable banay k liya bahot say indicators diya hain un main say eik stop loss bhi hay ,stop loss faida hay k is say hummara account wash nai hota hay

                stop loss say hum apna account ko wash hona say bucha saktain hain stop loss do jaga to bahot zaroori hay eik is jaga jub ap ka pass bonus kum ho to tub chance hotain hain k ap ka account wash ho jaya ga q ka start main hummaray pass bonus kum hota hay oar tradeing bi theek tarah say nai aati hay is liay chance hota hay k loss ho ga is liya is loss say buchna k liya stop loss zaroori hay
                doseri sorat is time hoti hay jub hummara pass bonus zeyada ho oar hum assay pair per trade kertain hain jis main movement bahot zeyada hoti hay jub bhi assa hota hay k trading k vary hona ki wajha say account wash honay k chance zeyada ho jatain hain oar is jaga bi humay stop loss ki zaroorat hoti hay
                stop loss hummay bahot baray loss say buchna k eik zariya hay stop loss ki eik khubi ya bi hay k ya vary ho jata hay hum is ko apni zaroorat k mutabiq change kertain ratay hain
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                  insta forex main kam karna chahty hain to is main trade karna hoti hay trade karny kay liye humain kafi tools ki help lyna hoti hay in tools ko understand karna or sikhn b kafi zrori hota hay jaisy kay volume hota hay take profit hota hay isi tra is main stop loss b hota hay stop loss main ye hota hay kay ye market main ziada loss karny say bachati hay is main humain aik limi milti hay jaisy kay koi b order ko place karty hain to hum agr market ko watch nai kar sakty hain to is ka ye fiada hota hay kay hum stop loss ko laga dyty hain to market main pair ki movment stop loss ki limit say exceed nai karti hay or ziada loss nai hota hay or is kay sath sath humain is ka use b sikhna hota hay kun kay stop loss bgyr analysis kay use karna kafi galt b ho sakta hay analysis kar kay lagana chahiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                    stop loss nuqsan ko mehdood krta ha basicaly ye aik trading tool ha ha or bhi bht se trading tools istimaal hote hain. stop loss nuqsaan ko rokne k liay istemaal hota ha ye tool asal us waqt istimal hota ha jb aik trader apni trade moniter ne kr raha hota ap stop loss laga kr apni trade chor datay han ap k te krda price pe ap ki close ho jate ha us se agay ap ka nuqsan ruk jata ha agr ye tool istemal na kia jae to nuqsaan brta rehat ha or aahsta aahsta ap ka account wash bhi ho sakta ha is liay ye trading tools trading kaffi helpful sabit huay hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                      forex trading main kam karny sa pehly apko is ka knowlegde hona bhut zaruri ha is ka lea apko is ko learing krni chaiya takyu apo trade lagy r stop los k bary main ilam ho forex trading main stop lose aik bhut acha option ha jis ko use kar ka apka account safe reh sakta hai or agr ap na trade lagai hui ha r apko lose ho rha ha r ap na sath stop lose wala option v on kea hua ha tu ap bhut bary lose sa bach sakty hain is tarha lose sa bachny ka lea apko lalach sa avoid karna chaiya qk lalach sa bhe insan jab bari trade lagta ha tu is sa insan ko kafi lose ho jta ha islea hmy chaiya k hm in chezon sa avoid karen r stop lose k option zarur use krna chaiya
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                        Assalamu alaikum bhai Aap Ne Pucha kya stop loss kahan hai kya hai uske baare mein information hai woh main aap ke saath baat hai stop loss ese Kehte Hain Jab Hum Log Aage Se Laga Rahe Hote Hain Tum Logon Ko Hona shuru ho jata hai To Hum Apni ID ko Dhoka Dete Hain Hum Log stop log Aate Hain
                        Removed by Moderator.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                          Salam dear Stop Loss ek trading tools ka basic feature hai jis ko hum log before trading use karte hain ke jab bhi hum trading karte hain kisi trading tools just like mt4 (meta-trader4) or any other to hum log agar stop loss ko use nahi karenge to humari trade in case agar loss mein chali jati hai to humara account wash hone ka chance barh jata hai jab ke stop loss ke use ke according humari trade chahe loss main gayi ho ya take profit ke through profit main wo trade jab close hogi to wo apni point mein aake stop hojayegi and us se humara trading account ka wash hone ka chance bhi low hojata hai to as trader we must use this feature mostly experienced and skill full trader stop loss as well as take profit ko use main laate hain jis se trade agr humari profit mein hit kr jaati hai to hum logo ko uska profit to mil jata hai lekin agr in case nahi milta to us ka loss bhi milta hai to trading ke saare related features and tools ko hum logo ko study karke inko use main laana chaye.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                            Forex trading business mein stop loss aik ehm option hy aur trading mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy stop loss ko laga kar agr hum trading kartay han tu hi hum apne account ko save rakh saktay han ki agr hum ne apni trade mein stop loss nhi laya ho ga tu trade mein loss hota hy tu account hi wash ho jata hy forex trading business mein Jo bhi trader ho wo new ho ya old us ko stop loss lazmi lagana cahaiye kiok stop loss ko laga kar trading karne se hum apne account ko wash hone se bacha saktay han kiok agr stop loss ho ga tu ap ki trade loss mein jati hy tu ap ne js point par stop loss lagya ho ga ap ki trade close ho Jaye gi aur ap ziada loss se bach saktay han stop loss buht ehm hy is ko lazmi lagana cahaiye aur new trader ko stop loss k baghair apni koi trade open nhi karni cahaiye
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                              forex business main enter hony say pehly tmam traders ko chahye kay forex ke basic terminology ko achi trah say learn karen ta kay bad main trading ky doran ya posting kay doran kici bhi qisam ke preshani say bacha ja saky. Forex trading main stop loss ek aisa tool ya command hay jo kay traders ko loss say bachati hay. stop loss, jesa kay naam say zahir hay kay loss ko rokna. agar traders trade open karty waqt stop loss ke comman laga dain to agar khuda nikhasta market mukhalif simat main chali jay aur ap ke lagayee hoe trade say negative trend chala jay to stop loss makhsoos point jis par stop loss laga ho ga wahan par trade ko close kar dy ga aur traders mazeed loss say bach jaen gy aur account wash hony say bach jay ga aur qeemti sarmaya bhi bach jay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza : Stop loss kia hay

                                Bilkul Thk Information Di Hy Apne Stop Loss Ke Barey Me Aur Bohat Hy Ache Andaaz Me Samjhaya Gaya Hy Apke Thread Me Is Se Juniors Ko I Think Samjh Me Agya Hoga. No Doubt Ke Jesa Apne Kaha Ke Forex Trading Me Stop Loss Bohat Important Hy Aur Hamey Lazmi Lagana Haiye Apne Trade Me Is Hota Yei Hy Ke Jab Trade Against Jati Hy Tou Aik Wqt Tak And Aik Amount Tak Hm Loss Bardash Krein Aur Jar Skte Hain Hum Bata Dete Hain Ke 50 Pips Maximum Me Loss Bear Kar Sktea Hun Then Is Ze Ziada Ho Tou Stop Loss Se Order Auto Close Hojata Hy. Ise Hamey Selective Loss Hota Hy Na Ke Un Expected Loss Hota Hy And Account Wash Nai Hota Hy.
                                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X