Dear Friends
PSL A raha hai 14th Feb Se
Koun C Favorite Team Hai ap ki
Dear Friends
PSL A raha hai 14th Feb Se
Koun C Favorite Team Hai ap ki
merey favorite team Karachi kings hai kyon kay main karachi main rahta hon or Karachi Kings ko support karta hon. but main semi finals daikhna passand karta hon har match nahen daikhta close matches daikhna passand karta hon,
Ha bai g mari favorite team Multan ki team ha ma khayal sa yahi team jeta gi a ga dakta ha kaya hota ha or ma hama sah is I ko support karta hu or karta rahu ga ao ki kqya ray ha