candelistic trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    is main hamain trade karny k liye market k pattern ko use kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar saky aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hum kamyab ho skay aur profit hasil kar skay gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Candle stick chart per trading karna to bot easy hota hay laikin agar aap currencies per trading karna cha rahay ho to bas aap ko chaiay hota hay kay aap trading terminology ko samjhnay ki koshish karain or candle kay meaning ko janany ki koshish karain kay kia matlab hota hay
      • #78 Collapse

        is main hamain pattrn ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k run kar saky gay aur market main achi trade kar k run kar skay gay aur profit hasil ho skay gay
        • #79 Collapse

          is main pattern ko use kar k hi hum achi trade kar k sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k hi hum trade kar k sucess ho saky gay aur knowldge hasil kar kh hi hum achi planing kar k sucess hon gay
          • #80 Collapse

            market ka chart jin ko study krny say humy maloom hota hai kay market kis tara say move kr rhi hai or humy is main kia kaam ko kub krna hota hai ye is chart ko study krny say maloom hota hai or ye candle stick pattern is kafi zada easy pattern hai
            I LOVE PAK FORUM
            • #81 Collapse

              candle stick pattern agar hum use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi hoti hay aur humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehant karen ta keh achi earning kar saky
              • #82 Collapse

                is k sary pattern ko dekh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein aur rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k acha profit hasil ho saky aur planing kar k hi trade karni ho gi ta k sucess hon gay
                • #83 Collapse

                  trading chart ki kafi zada setting hai planning say is main kaam ko kr saqty hain jin main say zada tar ye candlestick pattern ko follow krty hain isi liay is main market ki candle banti hai or humy is main price milti hai high low or is ki body say humy kafi zada easy say market ka trend maloom ho jata hai dogi candle three soldier shooting start hammer inverted hammer kafi zada is main pattern hai jin say trading ki jati hai meta trader main or chart ki planning setting b majood hai
                  • #84 Collapse

                    trade karny k liiye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is k pattern ko use kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum markt main earn karein gay
                    • #85 Collapse

                      bhai yah aik chart hota hai or es main do option hoty hain aik burresh trend hota hai or aik bullish trend hota hai es main donu trend aik doisry k oposite hoty hain es liye hmain market ko dekh kar he esko follow karna hoita hai
                      • #86 Collapse

                        market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum market main achi trade karny main asani ho saky aur experience ho ga tab hi hum market main pattern ko use kar k hi hum sucess hon gay
                        • #87 Collapse

                          bro ap ko is ma forex kay har ceez kay bary ma knowlged hone cahay our is ma trading karnay kay liay aap ko candil stick ko be ues karna cahay our indricter ko be aap ko newws sa be fiad hota ha our is ma har kaam knowlged sa jka jata ha
                          • #88 Collapse

                            humain is main candlestick parttren ko use kar kay kam karna hota hay jis ki help say humain market ko ahcy say use karna ho ga jis say market main kam karna kafi helpfull ho sakta hay magr is main supprot or resistance ko use kar kay kam karna ho ga jis ki help say trade karna humain achi earning day sakta hay ye hi aim sab ka hota hay
                            • #89 Collapse

                              candlistic chart main hmain 2 trend diye jaty hain jis main hmain aik ko select kar k tradng karni hoti hai os main aik bat dehan main rakhni cahye k os main jo trend hoty hain wo aik dosry k oposite chalty hain jub aik main buy trade hoti hai tu dosry main sell hoti hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex m trading krty hoy zarori hai k ap ko candlestick k baray mn pta ho aor as k use krny ka bhe pta ho aor ya sab tab ap ko achi trah smjh m ay ga jab ap k pass trading ka knowledge aor experience acha ho ga wesy forex trading mn 3kisam k chart use hoty hai line chart, bar chart aor candlestick chartuya 3no chart market ko analysie krny k liay use hoty hai candle stick chart baqi 2chart sy thora asan hai samjhny mn as liay ya ziada use hota hai aor candlestick chart Japanese ny bna tha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X