two colors in threads one is blue and second is red but why?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    two colors in threads one is blue and second is red but why?
    dosto jab hum koi informative thread post karte hein chahay wo hamari strategy ho ya hum ne koi question kiya ho to kuch threads main hamaray pass red color mention hota hai aur kuch threads main hamaray pass blue color mention hota hai is ka concept clear karein. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Blue or red say kuch nahi hota app ko har post ka bonus milta hai blue posts jo hoti hain wo nai posts hoti hain jo kuch arsa pehlay haal hi main kisi nay posts ki hain or red post purani post ka colour hota hai tu iss main koi faraq nahi hai app dono use karo bonus dono ka milta hai app ko
    • #3 Collapse

      Green colour wo hota ha jisme app pehle post karchuke hote ho so mere khayaal se app usme post na kia karo and then phr blue and red ka muje nai pata uske answers k liye me bhi dekh rha ho thread :)
      • #4 Collapse

        forex kay forum main hamain kuch threads main red color miltay hain aur kuch main blue aur posting kay front page ki posting show limit 10 hay aur jab tak thrads kay 10 reply nahe a jatay wo blue rahta hay aur jab 10+ reply aa jatay hain to us kay color red ho jata hay
        • #5 Collapse

          blue or red sy koi khas farq ni parta hy thread jo bhe forum me show ho raha ho uc par comment kar sakty hain har thread par post ka bonus milta hy han jo threads red hoty hain wo purany hoty hain jo blue hoty hain wo new threads hoty hain
          • #6 Collapse

            Baz logo ke zehno main ye baat hoti hai keh ye thread important hai to color change kar dete hain. Waisy threads post karte waqt hum text color change kar saktey hain easily kun ke ye options upper side per available hain text box ke.
            • #7 Collapse

              Waqai main nay is Par dhyaan nahin diyaa main Sirf thread Ko parhnay k baad us Ki Date Check Kartaa hon,thread Red ho ya blue agar koi informative baat hai tou usay Zaroor agay barhnaaa chahiye forum Ka maqsad Bhi yehi hai K forex K baray Main baat cheet ki jaye or isay Agay barhaya jaye
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #8 Collapse

                bhai jaan ap ki baat itni sahi samajh nahi ai lekin ap ko mai yeh bta deta hun k jix per ap post koi ker dety hain us per ap ko shayad red nazar aye ga or jis per nahi ki us per blue but i dont think so k yeh hongy clrs
                • #9 Collapse

                  there is no such concept that for blue color thread we will get more bonus and for red color thread we will get less bonus. the thing is that red color thread are the old post and blue color post are new post. u can easily see the time and date mentioned on the threads by putting the mouse cursor on the thread
                  • #10 Collapse

                    Mere bhai red aur blue se pareshaan hone ki zarorat nahi hai blue wali posts new hoti hai jub k red wali posts pld hoti hai aap jis per bhi post karte hai aap ko bonus milta hai hai is liye aap red aur blue se pareshaan na ho jis post per green aerro bun jaye is matlab hai aap us per already post kar chuke hai.
                    • #11 Collapse

                      forex ke forum main hamain kuch threads main red color miltay hain aur kuch main blue aur posting ke front page ki posting show limit 10 hay aur jab tak threads kay 10 reply nahe a jatay wo blue rahta hay aur jab 10+ reply aa jatay hain to us ke color red ho jata hay
                      • #12 Collapse

                        meray bhai jaan meire khayal mein tou aap threrad mein koi bhi color ko use ker saktey hain iss liaye ager aap chahien tou aap bhi iss ko use ker saktey hain.
                        • #13 Collapse

                          brother paksitan forex forum main app jab koi thread post karty hain to wahan par jo colors show ho rhy hoty haoin wo is liay hty hain ta kah app apny thread ki priority ko show kar sakain
                          • #14 Collapse

                            blue color nai post k lye assign kia gya hai n red purani posts k lye .... ap kissi pe bhi post kar saktay 1 time but so new ho ya purani bonus milta hai post karney ka
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              kuch arsa pehlay haal hi main kisi nay posts ki hain or red post purani post ka colour hota hai tu iss main koi faraq nahi hai app dono use karo bonus dono ka milta hai app ko.forex kay forum main hamain kuch threads main red color miltay hain aur kuch main blue aur posting kay front page ki posting show limit 10 hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X