Jin Posts kai jawab zyada hotay hein wo red hojati hein aisa kyu hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jin Posts kai jawab zyada hotay hein wo red hojati hein aisa kyu hota hai?
    Dosto yeh red post ka concept samjh nahi aaraha per mai ne andaza lagaya hai kai jis Thread kai jawab zyada hotay hein wo post red hojati hai. Aager aap kai pas informative jawab hai to please reply karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye mere bhai jin jin posts ko zyada threads means posts ka reply hota hai woh red ho jaati hai hain jinhain red hot thread kaha jata hai or jise kam reply hote hain woh gray color ki hoti hai or jissay banned kiya jata hai us pe tala laga hota hai
    • #3 Collapse

      Dear jab ap threads new post karty hai to wo balck color ko hota hai . Rafta rafta jab user threads ka reply dety hai to wo pir red ho jata hai . Jitna zaida reply fast hoga threads ka otna hi jald threads ka color red ho jaye ga .
      • #4 Collapse

        is min yeh hota hai k jab ham ik post ka zeada se zeada jawb datay hain tu forex walon ki taraf se is pe star ka nishan lag jata hi jis ka matlab hai is thead main log zeada dilchasbi lay rahy hain
        • #5 Collapse

          well my dear friend, jahan tak meri knowledge hay to ye sub bus indications kay leay hota hay kay banda colors kay through kisi bhe cheez ko understand kar sakay aur red color kay indication ka bhe yehi concept hay kay ye thread ziada logon nay read bhe ke hay aur iss main ziada comments bhe post kia hain, iss tarhan new aur old thread main differentiate karnay main easy ho jata hay...
          • #6 Collapse

            Bhai Personaly main nay kabhi is baat par dhyaan nahin Diyaa K Thread Red hoti hain ya green ya blue ya black,whatever mujhe Tou sirf learning say matlab hai,i m crazy for learning phr post Ka colour jo bhi ho i Dont care
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              sory is kay mutalik mujhay abi tak koi khass information nae hay k aesa q hota ha matlab ye k red kab hota hay aor black kab hota koi pta nae
              • #8 Collapse

                yaar mere khaayaal may tou jis pay bht post hote hain shahayd is wajah say hojati hugi kay us pay mazeed gunjaish na ho yaa koi aur baat wese may new hun mjh itna nahi pata is cheez kay baare may
                • #9 Collapse

                  upar bohat se logon ne galat info di hai, esa kuch nai hai thread me two colours hoty hain. red and blue. red threads wo hoti hain jo old hogai hoti hai. means un threads ko aye huwy thora time ho chuka hota hai. jb k blue threads wo hoti hai jo abi newly or fresh ai hoti hain
                  • #10 Collapse

                    dear sir mere samne to abi tak aisa koi masla paish nhe aya or mene abi tak koi red psts nhe dekhi hain or mene is forum ko join kiye hue 2sra mah hai mere samne to aisi koi feeling nhe ayi hai shayad hamare porane senior trader ko is k bare me malomat ho who apko zarur bata denge...
                    • #11 Collapse

                      ap ka thread acha bi hy aur inforemative bi hy lekin mein ess k bary mein kuch nai janti hoon mein ny yeh forum kafi arsy sy join kia hua hy aur mujh ko ess mein senior member bi bna dia gia hy lekin honestly mein ess k abry mein kuch nai janti hoon aur ap k threds ki posting sy mujhy ko inofrmation mili hy very informative thread hy.
                      • #12 Collapse

                        g han red hone wali threads isliye red hoti hen ky unper bht sare answers diye jachuke hote hn or black threads isliye hoti he ky wo bilkul new hoti hn or wo unread hoti hn or us wakt black rehti hn jab tak unper bht sare posts nhi hojatin.
                        • #13 Collapse

                          bhai jan me to yahan new hun, mjhe bhi iska nhi pta bilkul, lekin jb yahan sb k comments parhay to andaza hua k red, black, grey ka kya matlab hota, thanks to all for telling.. thanks again!!
                          • #14 Collapse

                            bhai ap ko jo bi post kani hy wo apko red min posts karni hy or ek post min ek hi post kani hy or jab apki post ho jy gi to us red post par green arow bana ajy ga phir us min post ni karni hy ap on or balack posts min posting ni karni hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              asslam o alikum dear's yes dear mjy to ajj pata cahl ha ky jo post par red sa nasan a rha hota ha wo as liye red hote ha kyoo ky unke replay sub sy ziada hoty ha mjy to khod ajj pata chal ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X