Hedging Kya hai or is ko use kerna kitna zroori hai. is k kya faidy hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Kya hai or is ko use kerna kitna zroori hai. is k kya faidy hain?
    Hedging kya hai or is ko use kerna kitna zroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hedging ka matlab aik he account per aik he currency pair per aik he time main double trade open karna with different orders like abhi issi waqt main eur/usd per aik trade open karta hoon buy per aur issi time main dosri trade open karta hoon sell per phir market news aanay ka wait karta hoon aager aik taraf loss horaha hoga to dosri taraf auto profit yani balance neutral horaha hoga aab example aager aap ko pata chalay kai aap ki jo trade loss main ja rahi hai aab wo profit main aana start hogae to aap apne profit wali trade ko close kar kai loss wali trade kai kam honay ka wait karein jis main aap ko profit hoja ay to yeh tamam process hedging kehlata hai aur hedging kai liye aap ko zyada equity yani zyada investment ki zaroorat hoti hai.
    • #3 Collapse

      Yes g ha sir forex me ap jo bi use karty ha to ap kar sakty ha liken me to ap ko stop loss our take profit k bare me our best indicator k bare me ap ko forex k real me use karna k kaho ga q k is me ye sab kuch use karna ap ko forex me expert trader banay me ap k help karty ha.
      • #4 Collapse

        Hedging se kisi account ko wash hone se bachaya ja sakta hai. Agar hamain ye lage keh hamara account wash ho sakta hai aur equity kam ho rahi ho negative side per to hamain foraa us negative trade against trade open kar deni chahiye aur is tarah account ko bachaya ja sakta hai.
        • #5 Collapse

          Dear frands g han forex me ap jo bi use karty ha to ap kar sakty ha liken me to ap ko stop loss our take profit k bare me our best indicator k bare me ap ko forex k real me use karna k kaho ga q k is ma ya sab kuch karna ap ko bht munafa da sakta ha .
          • #6 Collapse

            ager ap ka account wash hoy ka darr hai ot ap ko lazmi hadging ko use kerna chaeye
            ageer acount ko bachana hia to oterwise apki
            wish hai acunt ko urny dain,
            • #7 Collapse

              yeh tamam process hedging kehlata hai aur hedging kai liye aap ko zyada equity yani zyada investment ki zaroorat hoti hai.Hedging se kisi account ko wash hone se bachaya ja sakta hai. Agar hamain ye lage keh hamara account wash ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                hedging bhi trading ki ik type hai.iss main hum buy or sell ik saath karty hain or donon side pay trading karty hain lekin mery khyaal say ye useful nahin hai.hedging main bhi loss ho sakta hai.iss leiy stop loss zaroori hai.
                • #9 Collapse

                  hedging forex trading ma profit get karnay ka best way ha. is sa hum zaida money earn kar sakhty hn. hedging ma hum buy or sell at a time karty hn. or pher jub market move karti ha to hamain 1 ma profit hota ha or 1 ma loss. to pher market ka analysis kar k hamain usi hesaab sa 1 order close kar dana cahye.
                  :cool::cool::cool:
                  • #10 Collapse

                    hedging se hum ko loss hona band ho jata hai jab hamari koi trade buri tarha se loss me ja rahi ho to hum hedging kar ke us loss se nikal sakte hain or profit me bhi aa sakte hain is lye hedging bohat professional logon ka he kaam hai .
                    • #11 Collapse

                      g han forex me ap jo bi use karty ha to ap kar sakty ha liken me to ap ko stop loss our take profit k bare me our best indicator k bare me ap ko forex k real me use karna k kaho ga q k is ma ya sab kuch karna ap ko bht munafa da sakta h,.,,.,.////
                      • #12 Collapse

                        bhai mujha itna pata ha ka aghar market app ka opposite ja rahi ha to foran ap trade open kar dan jis janab market ja rahi ha yani apna account bachana ka lia is ko hedging botay ha ka account ko bachaya ja sakay wash hona sa
                        • #13 Collapse

                          with the help of hedging you can decrease the rate of losses in future trades,,,but you need to be careful while trying this thing,otherwise you may get loss,hope it helped you thanks
                          • #14 Collapse

                            agar ap apne account par aik waqt mien aik pair par aik sa ziada trade lagate hain matlab k agar ap eurusd par kam kar rahey hain to ap eurusd par par 2 trades laga dete hain usko kehte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhot hee acha sawal kiya hai aap nay hedge basically ek hee currency ko sell aur buy karnay ko kehtay hein aur yeh apnay lose ko bachanay aur iss mein risk ko kam karnay kay liay use kiya jata hai aur iss baat ko samjha jata hai kay market ki position kis taraf ziyada hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X