Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey
    Forex trading me ham se esi bahot se ghaltia every time ki trading me ho sakti hey jes ko common mistakes kaha jata hay common mistakes har kesi se hoti hey es ka ham jaiza lety hey.

    1. Over trading: Over trading esi mistake hay jes ko proper risk management karny wala trader me kesi time kar sakta hay aur agar minimum loss ho jaye to market condition ko nahi deka jata aur traders apny ko recover karny key maqsad se big lot key sath over trading karny lagty hey.

    2. Risk Management: Risk management har koi trader nahi kar sakta es key ley proper study karni bahot zarori hay, risk management na karny waly traders ko be bahhot zeyda loss apni es mistake ki waja se ho sakta hay.

    3. Trading tools: Terminal key tools ko agar apni trading me use na kia jaye (take profit, stop loss, pending orders, indicators) to es mistake ki waja se account ka balance loss me ja sakta hay.

    esi aur be bahot si ghaltia aur mistakes traders karty hey jes ki agar proper study na ki jaye to es ko control karny me trading fail ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

    g han bhai apki bat sahi hai forex trading main loss hony ki boht se wajohat hain lakenn kuj wajohat ayse hain jo common hain or har trador wohi mistakes kar jaty hain es liye hmain un sub he mistkaes se avoide krna chahye jis se hmain loss hony ka khtra hota hai tu aysi factors ko apni trading main shmail bhi nahi karna chahye main bhi ap k sath kuj mistakes ko share krna chahta hun.
    1:knolwedge main kami:
    har trador ki sub se bari jo mistakes hoti hai wo un ka knowledge ki kami hoti hai q k har trador forex ko boht maomli sa leran karny k bad yah sochta hai k wo boht achi trading kar skty hain jub k wo sub se pahly yahi miskates kar jaty hain jo k un ki trading par boht effect krta hai.
    2: Money mangement:
    bothat se tradors apni trading main jo galti karty hain wo money mangemnt ko qaim nahi rakh paty hain es liye un ko loss ho jata hai aghr tu hmain trading main acha profit eran krna hai tu hmain apni trading main lot size stop loss or take profit k sath trading karni chahye. jis se hmain loss hony k chances kam ho jaty hain
    3: Greed:
    forex trading main greed karna sub se bari galti hai jis main aksar tradors yah smjhty hain k hmain aik order par profit mil gya hai tu hmain next bhi profit he mily ga or hmain bohat se earning mil jati hai jub k ayse karny se hmain mazzed loss ka smna karna parhta hai tu greed ko avoide kar k trading krni chahye
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex trading me ham se esi bahot se ghaltia every time ki trading me ho sakti hey jes ko common mistakes kaha jata hay common mistakes har kesi se hoti hey es ka ham jaiza lety hey.

      1. Over trading: Over trading esi mistake hay jes ko proper risk management karny wala trader me kesi time kar sakta hay aur agar minimum loss ho jaye to market condition ko nahi deka jata aur traders apny ko recover karny key maqsad se big lot key sath over trading karny lagty hey.

      2. Risk Management: Risk management har koi trader nahi kar sakta es key ley proper study karni bahot zarori hay, risk management na karny waly traders ko be bahhot zeyda loss apni es mistake ki waja se ho sakta hay.

      3. Trading tools: Terminal key tools ko agar apni trading me use na kia jaye (take profit, stop loss, pending orders, indicators) to es mistake ki waja se account ka balance loss me ja sakta hay.

      esi aur be bahot si ghaltia aur mistakes traders karty hey jes ki agar proper study na ki jaye to es ko control karny me trading fail ho sakty hey.
      Assalam-u-alaikum bhai Forex trading main jab him trading krte Hain to aksar oukat trading krte waqt him bohat so ghaltiyan kr jate hain jin ghaltiyon ko common mistakes ka nam diya gya hai hai common mistakes main bohat sari mistakes fall krti hain jaise kay over trading, risk management, or trading tools hain over trading ki mistake aksar oukat bohat zyada traders kr jate hain or risk management har trader kay bad ki Bat nahi hoti is kay liye proper study kr na parti hai bohat Sarah traders ko risk management ki ghalti ki wajah say face karna parti hai isk alawa agar trading tools jaise kay stop loss take profits ko agar apni trade main use na kiya jaye to bhi trader ko loss ka samba karna padhta sakta hai shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

        G han esy common mistakes bahot zeyda hey jes ko discus karna es ley zarori hay ta key traders ka control es par hasil ho jaye aur un ko apni ghaltiu ka ehsaas ho jaye, over trading ki app ne bat ki es type ki trading karny waly traders ko me greedy traders hi samjta hon, koi be mature trader kabi over trading ka soch be nahi sakta aur na hi without account management aur risk management ki trading par depend kar sakta hay, mature traders banny ki koshish karni chaye esy common mistakes ko avoid karny ki koshish karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

          forex trading main boht se mistakes hoti hain jo tradors karty hain q k har trador ki galti hony k chances un ki apni trading ability par hoty hain q k jitna jis k pass knowledge hota hai wo use bhi otna he krta hai jis k bad yah sub k sath hota hai k wo apni trading main khud he galtian kar dety hain jis k bad un ko loss ho jata hai jub k mery khyal main jo sub se bari galti hai wo yahi hai k tradors apni trading karny se pahly market ko achi trha se analysis nahi kar paty hain jis ki wjah se un ko loss ho jta hai q k hmain apni trading main loss hony ki sub se bari jo wjaohat hain un main market sub se pahly number par hai q k jub hum market ko he achi traha se judge nahi kar opaengy tu hum apni trading ko kis trha sahi kar skty hain tu paly apni market ko analysis karna sikhna chahye os k bad trading karny.
          q k jub hum proper knowledge k bad trading karty hain tu hmari trading main boht kam loss k channes hoty hain ​tu pahly apny knowledge ko enhance karen os k bad trading karen
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

            Humere common mistakes her dafa forex maen humery account k wash hony ka sabab bante haen hum ager un ko control ker laen to pher humera account maen bara loss ya kum say kum wash nahe hoo ga
            Risk management na kerna: hum her dafa apna account bonus capital koin wash kertay haen koin k humean awal to risk management ka pata nahe hota hy ager kise ko maloom ho bhe to wo nahe kerta hy humean kum say kum wo trade kerni chahy jes maen risk 20 pios our us maen reward 100 pips ka ho
            Greedy trading: aik maen wajha humery loss ki greedy market approuch hy koin k hum aik us k sath enter hoty haen k us dafato hum bare lots k sath enter ho k aik din maen huge profit bnain gy to ys say profit to nahe hota loss bara ho jatahy us emotional feeling ko control kerna ho ga
            Over trading: humean forex maen over trading ko control kerna ho ga but ye tb he mumkin ho ga kb humery analysis achy hoon gy our humeri souch positive hoo ge huneri planning ache ho ge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex trading me ham se esi bahot se ghaltia every time ki trading me ho sakti hey jes ko common mistakes kaha jata hay common mistakes har kesi se hoti hey es ka ham jaiza lety hey.

              1. Over trading: Over trading esi mistake hay jes ko proper risk management karny wala trader me kesi time kar sakta hay aur agar minimum loss ho jaye to market condition ko nahi deka jata aur traders apny ko recover karny key maqsad se big lot key sath over trading karny lagty hey.

              2. Risk Management: Risk management har koi trader nahi kar sakta es key ley proper study karni bahot zarori hay, risk management na karny waly traders ko be bahhot zeyda loss apni es mistake ki waja se ho sakta hay.

              3. Trading tools: Terminal key tools ko agar apni trading me use na kia jaye (take profit, stop loss, pending orders, indicators) to es mistake ki waja se account ka balance loss me ja sakta hay.

              esi aur be bahot si ghaltia aur mistakes traders karty hey jes ki agar proper study na ki jaye to es ko control karny me trading fail ho sakty hey.
              Assalamualaikum ji Bhaijaan bahut hi acchi post hai new members ke batana Jaunga ke agar aap upadhi Gayi Hui 3 Baaton par hoon Amar kar lete hain to aap bahut jald Ek acche theatre Ban sakte hain aap ko chahiye kya aap kabhi bhi overtrading mat kare Kyunki agar aap overtrading karne lag Jayenge to aapko laalach Paida ho jayega aur Lala se kabhi bhi aap trading business mein kamyabi nahi ho sakte aur ja sake Hume risk management K tumko bhi Sawal karna aana chahiye kyunke trading business mein bahut jaroori hai agar aap risk management aur money management a proper knowledge ke sath trading business Mein entry Karte Hain To aapke Kamyab hone ke chances 90% Hote Hain Varna aap sirf or sirf 9% hi kamyabi ke kareeb Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                Trading mein wasy to hum bahut ziyada ghaltian kerty hsin lakin kuch common mistakes hain jin ko aj hum discuss kerty hain. New trader jo hain wo bahut ziyada ghaltian kerty hain. Un ko jaldi jaldi profit kamany ka shoq hota hai. Aur experience un ky pas hota nahi jis ki wajah se wo akser ghaltion pe ghaltian kerty jaty hain aur loss hota jata hain. Kuch ko hum discuss kerty hain.
                1.JALD BAZI.
                Maximum trader ki ye aik aam c ghalti hai. Hum sochty hain ky hum ny rozana ki trade lagani hi lagani hai. Jis ki wajah se hjm jald bazi kerty hain aur trade baghair sochy samjhy ghalat lsga dety hain.
                2. EMOTIONS
                Hum apny emotions ko controle nahi ker paty. Jab hamein loss ho jaye ya profit ho jaye. Dono sortoon mein hum emotions ko controle nahi kerty aur trade ghalat laga dety hain.
                3. LALACH
                Teesri aur ehm wajah lalach hai. Hum mein akser trader lalach ki wajah se loss ker jaty hain. Ager un ko profit ho bhi jaye to wo aur ziyada ky lalach mein aur trade lagata hai. Jis mein us ko loss hona sharo ho jata hai. Aur pehly wala bhi profit loss mein chala jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                  Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ap may zabardast baat ki hay bahut si aisi baten hain jo trader kar jatay hain aur loss main chalay jatay hain jin main say aik
                  Knowldge ki kami haay ham atay hi bgair information liay trading pa lag jatay hain aur lossajatay hain phir hamen vhahiay kay sab say pehly apnay seniour say ya pak forum say a kay knowldge akatha larena chahiay us lay baad traging karni chahiay is kay ilawa second main hamaray paas greedy a jati hay jis kibwaja say ham loss ma ziada jatay hain hamen apni lalach pa control karna hoga tab hi ham achi aurcprofitable trading kar sakty hain
                  trading krte waqt him bohat so ghaltiyan kr jate hain jin ghaltiyon ko common mistakes ka nam diya gya hai hai common mistakes main bohat sari mistakes fall krti hain jaise kay over trading, risk management, or trading tools hain over trading ki mistake aksar oukat bohat zyada traders kr jate hain or risk management har trader kay bad ki Bat nahi hoti is kay liye proper study kr na parti hai bohat Sarah traders ko risk management ki ghalti ki wajah say face karna parti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex trading me ham se esi bahot se ghaltia every time ki trading me ho sakti hey jes ko common mistakes kaha jata hay common mistakes har kesi se hoti hey es ka ham jaiza lety hey.

                    1. Over trading: Over trading esi mistake hay jes ko proper risk management karny wala trader me kesi time kar sakta hay aur agar minimum loss ho jaye to market condition ko nahi deka jata aur traders apny ko recover karny key maqsad se big lot key sath over trading karny lagty hey.

                    2. Risk Management: Risk management har koi trader nahi kar sakta es key ley proper study karni bahot zarori hay, risk management na karny waly traders ko be bahhot zeyda loss apni es mistake ki waja se ho sakta hay.

                    3. Trading tools: Terminal key tools ko agar apni trading me use na kia jaye (take profit, stop loss, pending orders, indicators) to es mistake ki waja se account ka balance loss me ja sakta hay.

                    esi aur be bahot si ghaltia aur mistakes traders karty hey jes ki agar proper study na ki jaye to es ko control karny me trading fail ho sakty hey.
                    bahut Sare traders trading karte huye apni mistakes ko Bar Bar do Rehte Rehte Hain Jeene Mein bosi 2 mistakes same Hoti Hai Jaisa K traders Ko Jab profit ho raha hota hai to wo Aksar yaad karte hain aur unko loss hone lag jata hai yeh common mistake hai jo wo Sare traders Mein hoti hai Uske ilava money management day traders nahi karte for Iske Alawa risk management b traders nahi karte Jiski wajah se traders ko bahut jaldi bahut sara loss ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                      Forex trading mai traders kafi similar trading karty hain , lakin traders mai bohot sari baatain change b hoti ha . traders ke personality b aik dosaray say kafi change hoti hai jis ke waja say traders aik dosray say kafi different mistakes kar rahy hoty hain. Iss liye say new aur experienced traders ke mistakes mai b kafi faraq hota hai.
                      Aam toor per maire khayal say traders ke bari mistake emotions per control aur ziada greed na karna he hoti ha jis ke waja say traders over trading b karty hain aur ziada bari lot size kay sath trading kar kay apni trading ko mushkil bana laite hain.
                      Iss ke elawa bohot sary traders ke common mistake yeh hoti hai ke woh trading ko ziada risky business samjhy bahgir trading karty hain .
                      Iss kay elawa b bhot se common mistakes hain lakin ziada tar traders say yahi mistakes hoti hai jis ke waja say woh achi trading nai kar patay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                        brother her banda her aik trader mistakes kerta hay or forex main bhi traders bohat see mistakes kertay hain lekin sab say common mistakes hain.

                        Bari Lot Lagana.
                        brothers traders sab say bari jo mistake kertay hain woh yeh kay baro lot use ker letay hain un kay paas high leverage hoti hay jis per maximum lotuse ker letay hin phir jab trade kuch loss main jaaye toh unn ka account wash ho jaata hay ager wash nah bhi ho toh heavy loss ho jaata hay.

                        Lack of proper Trading Plan.
                        doosri sab say bari wajah yeh hay kay traders apna koi proper trading plan nahi banaate or openly random trading kertay hain jiss ke wajah say un ko heavy loss ho jaata hay nah bhi ho toh un say account manage nahi hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                          Ak trader bht si galtia kr skta ha . Trading krty waqt lekin in galtio sy dar kr trading ko chor nai dena chahye jb ky past ki galtio sy sekhna chahye. Wo galtia ye ho skti hain.
                          LOT SIZE:ak trader jb apna lot size brhata ha to usko loss huny ky risk b barh jaty hain

                          RISK MANAGEMENT: trader agar apny risk ko manage nai kr raha to ye bht bari galti ha.

                          LALCH:trader aksar lalch main a ky nuqsan otha laity hain is liye zarori ha sabar sy kam liya jay.

                          OVER EXCITEMENT : agar profit ho raha ha to excited ho ky foran foran trading krny sy jald bazi min aksar loss ho jata ha

                          MARKET ANALYSIS :without market analysis trading krty rahna b mistake ha bht bari.

                          KNOWLEDGE : Without knowledge trading start nai krni chahye.

                          PRACTICE AND EXPERIENCE :with out experience trading nahi krni chahye.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                            forex trading main loss ki boht se wjohat hain jis main sub se zayada jis wjah se loss hota hai wo khud hmari apni galtiun par he hota hai jis se hmain loss ho skta hai es liye forex trading main har trador alag alag galtian karty hain jis ko hum yah kah skty hain k jis tradors k pass jitna knowledge hota hai wo osi hisab se galtian karta hai jo forex main common mistales hoti hain wo yahi hai k tradors apni trading main market ko achi trha se analysis nahi karty hain jis ki wjah se un ko loss ho jta hai q k market ko hum jub tak achi trha se analysis nahi karty tab tak hum apni trading ko bhi achi trha profitbae nahi bna skty hain es liye zarori hai k apni trading ability ko increase or strong karen os k bad hmari galtian bohat kam ho skti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                              agr common mistakes ki bat karain to ap ko over trading se loss ho skta hai jb ap loss mein ja raye hoty hn to ap apny emotions ko control ni krty or loss pura krny k liye or trade krty hn jin ko ap proper analyze ni kr paty jis se apko loss hota hai.phr main bat kru ga us mistake ki jo hr trader kabhi na kabhi krta hai. risk management ap ki risk and reward ration minimum 1:2 honi chaiye agr apko ye ni mil rai to ap trade na karain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X