Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

    market main mistkes karny ki kafi reasons hoti hya is main loss b humain tab hi hasil hota hay jab market ko understand nai karty hain or hurry dikha kar is main kam karna start kar dyty hain jo aik bvoht bare mistake hoti hay or is kay sath sath technical mistake b karny say humain kafi loss ho sakta hay jaisay kay humain agr trade main loss ho jat ahay to hum is ko recover karny kay liye is main lot ko lagty hain magr lot ka size barha dyty hain or jis say over trading karty hain ye b kafi risky kam hota hay os is kay sath sath hum risk ko manage nai karty hain to ye b manage karna zrori hota hay magr tools b kafi ahmiat rkhty hain stop loss or take profit ka istamal b kafi aham hota hay kun kay ye trading limit dyty hain jis say humain limit tk profit milta hay agr in ka use na kary to loss ka sabab bnta hay
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

      market main boht say log kam akrty hain magr is main boht km hota hay kay log mistake km karty hain magr mistake to har aik say hi hoti hay kun ka mistake kar kay hi log kam karna sikhty hain agr to hum market main ziada achy say kam karty hain full focus say trade karty hain to hi kam karna asan ho sakta hay agr to is main seniour traders kay bary main study karty hain to un ko b phly loss hi hota hay jis main ye bat hoti hay loss ko lesson bana kar kam karty hain to apni mistake ko durust karny ka moka milta hay is main overtrading karna loss ko cover karny kay chakar main kafi riksy ho sakta hay is kay sath sath humain acount ko manage karna ata ho jis saya risk ko b manage karna a jat hay humain stop loss ka use na karny or take profit ko avoid karnay say loss ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

        market main kafi log mistake karny ki waja say loss karty hain jis main ye hota hay kay loss jab hota hay to trader is ko cover karny kay liyue high lot ko select karty hai jis say ye hota hay high lot ki waja say market main risk b hogh ho jata hay is tara over trading karny say risk factor b ziada ho jata hay market main karny kay liye analysis main mistake karty hain achy say analysis nai karty hai nor na ho planing karty hain market main planing karna or indicators ki help say kam karna hota hay jis say trade main loss km ho ga humain demo ko use kar kay market main achy say kam karna ho ga ta kay stay karna humary liey asan ho sakay stop loss or take profit jaisy tool ko avodi karny ki mistake sab say bari hoti hay agr in ka use nai karty hain to trade main loss ho sakta hay
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

          Hum logo ko forex market Mein Zyada Se Zyada mistake nahi karni chahiye jitni Jyada Hum Log mistake karte hain itna hi Zyada Hum logo ko nuksan Hota Hai Hum logo ko mistake se Bachke Rehna chahiye Phir Hum Logon Ko iska fayda hota hai aur hum log Kafi Hai chapora Fort bana sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

            g han dear forex ek bohjat he acha business ha is liye forex mein agar ap achi earning karna chahtay hein to tabhi ap is mein kamyabi hasil kar sakty hein
            lalich
            jesy kay forex menin har ek new trader lalich karta ha jabhi wo is mein lalich karta ha tabhi wo is mein bohat he bara nuqsan uthata ha or is say jaldi loss kar bethta ha
            low budget
            jesy kay low budget har ek trader ki khami ha log is mein jald bazi mein low investment kay sath work karnay lag jaty hein halan kay tabhi is menin work karna zarori ha jabhi ap kay pass ek achi miqdar mein balance ho kiyon kay backup kay liye balance ka hona bohat he zarori ha tabhi is say ap acha profit earn kar sakty hein or jesy kay ap nay kha kay trading tools ko use karna bohat he zrori ha tabhi ap forex mein achi earning kar sakty hein
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex trading me ham se esi bahot se ghaltia every time ki trading me ho sakti hey jes ko common mistakes kaha jata hay common mistakes har kesi se hoti hey es ka ham jaiza lety hey.

              1. Over trading: Over trading esi mistake hay jes ko proper risk management karny wala trader me kesi time kar sakta hay aur agar minimum loss ho jaye to market condition ko nahi deka jata aur traders apny ko recover karny key maqsad se big lot key sath over trading karny lagty hey.

              2. Risk Management: Risk management har koi trader nahi kar sakta es key ley proper study karni bahot zarori hay, risk management na karny waly traders ko be bahhot zeyda loss apni es mistake ki waja se ho sakta hay.

              3. Trading tools: Terminal key tools ko agar apni trading me use na kia jaye (take profit, stop loss, pending orders, indicators) to es mistake ki waja se account ka balance loss me ja sakta hay.

              esi aur be bahot si ghaltia aur mistakes traders karty hey jes ki agar proper study na ki jaye to es ko control karny me trading fail ho sakty hey.
              Agar Hamare Paas knowledge nahi hai aur Agar Hamare Paas experience nahi hai agar Hum Log forex market Mein laalach karte hain overtrading Karte Hain To Hum Logon Ko iska bahut hi jyada nuksaan ho sakta hai isliye Hum logo ko sabse Pehle Apne knowledgeworks video score increase karna chahiye Phir Hum Logon Ko Nahi Chahiye nahi chahiye
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                GDP Kisi Se country mein bahut jyada important hota hai aur usse kis country ki production nahi kahan se Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kehte hain aur Jis Ke country ki GDP jyada ho Wahan ki country economy class fare coffee better hoti hai aur woh country Turkey Aftab Malik Nache Mari Hoti Hai is this country KB GDP better hoti hai woh country acchi hoti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                  forex trading aik bohat hi attractive business ha jis ma har trader ziadah se ziadah profit hasil karna chahta ha lakin forex trading aik bohat hi risky kaam bhi ha is lye traders se common mistakes ho jati hain like
                  == Greed karna aur profit k chakar ma big lot ki trade laga dena yeh aksar common mistake ha sab traders ma k bohat profit k lalach ma loss kar jatay hian
                  == Market ko analyse kye baghair entry lay lena bhi aik common mistake ha k traders market ko ashay se analyse kye baghari market ma ghuss jatay hian jis se un ko loss ho jata ha
                  == over trading karna bhi aik common mistake ha k aksar trader ko addiction ho jati ha k trading hi kartay rehtay hain wait ni kar saktay hain is lye over trading se bachna chaye q k is se loss ho jata ha
                  == Jaldbazi ma trading karna aur jaldi ma trades ko close kar dena jab market orders k against jaye to aksar trader trades ko close kar jatay hain
                  == stop loss ka use na karna bhi aik bohat waja ha loss karnay ki aur aik common mistake ha traders ma
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                    Forex business main jis waja say loss hota hay wo taqreeban tamam mistakes same he hoti hain aur aksar traders common mistakes karty hain. wo common mistaks darj zail hain. big volume select karna. aksar traders low account balance hony kay ba wajood bhi big volume select karty hain. over trading. aksar traders over trading karty hain jo kay nuqsan deh hoti hay. take profit aur stop loss ka na lgana bhi common mistake hy. aksar trader market ko analyze kiye baghair jaldi main trades open kar lety hain. aur aksar trader munasib munafa kamany ky bawajood lalach karny say baaz ni aty aur apna loss kar bethty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                      forex trading most important jab him buying and selling krte Hain to aksar oukat buying and selling krte waqt him bohat so ghaltiyan kr jate hain jin ghaltiyon ko not unusual mistakes ka nam diya gya hai hai not unusual mistakes most important bohat sari errors fall krti hain jaise kay over buying and selling, chance control, or trading gear hain over trading ki mistake aksar oukat bohat zyada buyers kr jate hain or chance management har trader kay awful ki Bat nahi hoti is kay liye proper study kr na parti hai bohat Sarah buyers ko hazard management ki ghalti ki wajah say face karna parti hai isk alawa agar trading equipment jaise kay forestall loss take earnings ko agar apni exchange important use na kiya jaye to bhi trader ko loss ka samba karna padhta sakta hai shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                        G han bilkal ap ny tek kaha hy forex jasa k aik profitable business hy mgr sath sath ye aik risky business b hy is m ham sy bot c mistakes hoti han jin m sy kuch common han jasa k over trading jb traders ko loss hota hy to wo unan cover krny k liay market ko dakh k trading karny k bjaiy bari trades open karty han jis sy loss cover hony k bjaiy market ki movement py or loss hota hy dosri bari mistake poor risk management hy jo k bot bari mistake hoti hy or take profit stop loss in sb chezon ko b na use kia jaiy to ye b bari mistakes hoti han jo bary loss ka sbab bnti han is liay hamy in sb mistakes sy bach kr in sb chezon ko ly kr trading krni chaiy
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                          forex mai aik mistake hamary bary nqsan ka sabab bante hain hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam krna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or kamyab ho ky ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar kam kar sakty hain forex aik real business hain hamy dosro ke copy pasts sy guraz karna chahey hamy mahne karne ho ge or hamy apny anhder ky greed ko qabo mai rahk ky kam karna chahey kuch kahty hain ky forex fake hain lakin yai aik real business hain hum is mai our off cost account bana kar kam kar sakty hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                            forex mai hum trading karty howe dosro ke copy pasts karty hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai jab mistake ko avoid nahi karty to hamy musalsal loss hota hain hamy mistakes ko avoid karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha earning haisal kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                              Forex trading business Ek bahut Sare the risky business Forex trading business bahut se traders common mistakes karte hain jinmen se prominent mistakes over trading hai bahut traders over trading karte hain aur apne balance ko waste kar dete Hain koshish Karni chahie kya Hamen overtrading Nahin Karni chahie aur apne money management ka Khas Khyal Rakhna chahie Jitna Jyada Ham Apne money management ka course Kiya rakhte Hain Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho Jate Hain koshish karne ke apni money management ka Khas kya rakhen aur risk kam se kam Le aur trading tools ko use karna sikhen aur apne experience ko increase karne ki koshish karen Kyunki Itna Jyada hamare pass experience Hoga Ham easily apni trading tools ko understand kar sakte hain aur use kar sakte hain isiliye senior traders prefer Karte Hain Ki Forex trader koshish Karenge apni mistakes ko recover karne ki koshish karen aur overtrading na lagaen aur apne money management ka Khas kya rakhen aur without analysis kabhi bhi trade order na lagaen Shukriya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

                                Walkom to forex tradars Mary khial sy Yi bat sahi k forex trading man har kssi sy mstak ho sakte Hy is what sy markit man loss hoty rhaty hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X