Jaiza; Type of trends
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Type of trends
    Dear friends aj hum market ky trends ki aqsaam per thora tabadla e khayal kerein ge. To dosto trend ki main 3 aqsaam hain.
    1 up trend
    2 down trend
    3 sideway trend
    Ab hum in teenon aqsaam ko bari bari discuss kerty hain.
    1. UP TREND
    Jab bhi kisi pair ki movement up side ki traf hoti hai to us ko up trend kehty hain. Yani ky us caruncy ki value up ho rahi hai. Koi bhi pair kabhi bhi bilkul smooth up ya down nahi jata is main thora bahut swing hota hai. Jab ap ne up trend mein buy ki trade lagani hai to ap ne wait kerna hai ky jab market swing ker ky low se high ki traf jany lagy to us waqt trade lagani hai. Is ka ye faida ho ga ky ap loss mein nahi jsin gy balky ap direct profit mein jain gy.
    2. DOWN TREND
    Jab bhi kisi pair ki movement nechy ki traf hoti hai to us ko down trend kehty hain. Down trend mein trader ne sell kerna hota hai. Is mein bhi usi trah bilkul smooth down movement nahi hoti balky febonaci ky asool ky motabiq thori swing ky sath movement hoti hai. Ap ne trade is mein higher high mein lani hai. Ta kg ap loss se bach sakein.
    3. SIDEWAY TREND
    Side way trend ka matlab ye hai ky market swing mei hai aur apny aik khas support aur rasistance mein oper nechy move ker rahi hai. Is mein ap long time trade nahi ly sakty balky short time trade ker sakty hain. Ye trend daily ki trade kerny waloon ky liye behtreen hain. Aur long trade kerny waloon ky liye achi nahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Type of trends

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi acchi post ko start Kiya Hai Mere Khayal Mein Yeh new members ke liye bahut jyada faydemand sabit ho sakti hai Kyunki Apne isme trend ki movement ke baare mein proper tarike se bataya hai Yeh teeno ki Sangi moment Ko Agar proper tarike se samajh liya Jaye to aap Forex trading Mein Kabhi Bhi Insaan Ka Samna nahi kar sakte isliye aapko chahiye ke aap 10th ko samjhaye K Agar wo upside movement kar raha hai tu kitni der tak upside ja raha hai yeh sab aapko candlestick ki knowledge Hasil karne ke baad pata chal jayega
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Type of trends

      G han market trend three types key (uptrend, downtrend, aur sideways trend) hey, uptrend aur downtrend finding ki agar bat ki jaye to time frame use karny ki importance bahot zeyda hay, trading ko information hona chaye key 5 mints, 1 hour, 4 hour me market ki trend zeyda kes direction me move kar rahi hay, time frame ko agar 1 day ya 1 month ka use kia jaye to overall market (uptrend ya downtrend) find ho sakta hay, sideways trend ko ranging trend ka name be dia jata hay jes ki movement na to up ja sakti hay aur na zeyda down.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Type of trends

        gee bhai aap nay bohat zyaada achi information share kee hay brother forex main trends ko basically teen iqsaam main divide kiya gaya hay aik hota hay UPSIDE TREND doosra hota hay DOWNSIDE TREND or teesra hota hay SIDEWAYS TREND.

        upside trend main market ki over all direction uper ki taraf yaani bullish hoti hay is ko bullish trend bhi kaha jaata hay is ko simple trend line say indicate ker sektay hain.

        downside trend main market ki overall direction uper ki taraf hoti hay yaani bearish hoti hay or is trend ko bearish trend bhi kehtay hain is ko simple trend line say indicate ker sektay hain.

        third sideways trend hay jis main market do level main range kerti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Type of trends

          Hum forex main jab trend ki baat kerty hain to dost us main market 3 trend ko koi bhe pair ho wo follow kerta hai
          Up trend
          Down trend
          Side way market

          Up Trend : jab bhe market ka koi bhe pair higher high bana raha hai mean wo humesha apny previous high ko break ker raha ho to pher wo up trend main ho ga our jab tak wo daily ya weekly ya H4 time frame main us move ko follow kerta hai us ka trend up he ho ga jab tak wo low ko break nahe kerta hai
          Down trend : jab bhe jo bhe currency ya commodities pair main wo down ward move main ho our lower low or lower high ban raha hoo our humehsa low swing level ko break kerta jeay to pher wo down trend main ho ga our us main jab tak wo last high ko break nahe kerata hain trend change nahe ho ga
          Side way move : jab market ka koi pair jab na to higher high bna raha ho our na he lower low bna raha ho balkay aik range main move ker raha hi to pher usko side way move karein gy wo ksi bhe trend main nahe ho ga our us tarha us main trade kerana danger ho ga koin k kabhe nahe pata k ksi side pay wo range break ker jeay
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Type of trends

            Market mein price movement k 3 patterns hotay hain, Up trend, Downtrend or Sideways. Uptrend tab banta ha jab market kisi bhi previous strong resistance ko break karay, specially kisi major news ki waja se, jab technical analysis ma market kisi resistance ko bar bar touch kar k wapas ho or aisay ma koi big news aa jaye jis se resistance break ho jaye, to ye long time tak k liye uptrend bana deta ha. Same agar market bar bar kisi strong support ko touch kar k wapas ho or aisay ma koi big news aa jaye jis se support break ho to ye long time tak k liye downtrend bana deta ha. Agar market up and down trend k beech swing karay to is ko sideways kehtay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Type of trends

              bhai ap ki information boht achi hai or ap ny jo information hmary sath shre ki hai main os se agree hun forex main trading k liye zarori hai k hmain apni trading k liye market k trend k bary main ilm hona chahye q k loss hony ki aik bari wjah yah bhi hai k investors ko trend find out nahi krna ata hai jis k bad wo apni trading main trend k according chalny ki bjay trend k aginst main order lga dety hain jis kui wjah se un ko loss ho jta hai es liye aghr tu hmain apni trading main acha profit earn krna hai tu hmain trend k sath trading karni chaye or forex market main up trend or down trend main trading karna apko benifit deta hai q k market apko aik eaxt point main mil jta hai jub k aik third tredn main market move kar jati hai jis ko hum side way trnd kahty hain es main market aik point par nahi rahti hai tu yah trend main trading krna risky ho jata hai or hmain loss ho jta hai es liye side way trend main kbhi trading nahi karni chahye trend wohi choose karen jis main hmain loss na ho faida mil saky
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Type of trends

                Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ye hamaray oas teen tarha ki hoti hain aik upside trend main market ki over all direction uper ki taraf yaani bullish hoti hay is ko bullish trend bhi kaha jaata hay is ko simple trend line say indicate ker sektay hain aur second hamaray pass downside trend main market ki overall direction uper ki taraf hoti hay yaani bearish hoti hay or is trend ko bearish trend bhi kehtay hain is ko simple trend line say indicate ker sektay hain aur third hanaray pass side way trend hay jo donubsides ma move karti hay ye hamaray pas teen tarha ki hain in ko samjhna bahut zaruri hay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Type of trends

                  forex trading main trading trend 3 types ki hoti hain jis ko hum apni trading main use karty hain trend hmain market se find out karny hoty hain jis main hum prise ka jaiaza lety hain k ab prize kis point par hai or es k bad hum apni trading main os treend ko folow karty hain sub se pahly jo trend sub se zyada use hota hai wo up trend hota hai jis main market up main move kar rahi hoti hai jis main hum apni trading kary hain es k bad aik down trend hta hai jis main kisi bhi currency pairs ki jo proce hotihai wo down hoti hai es tredn main bhi trading karny se hmain acha profit milny k cahnces hoty hain or jo 3rd trend hota hai wo side way trend hota hai jis main market kisi aik point par tikti nahi hai move karti rahti hai es trend main trading krna risky hotya hai or ayse tredn main trading ko avoide krna chahye q k loss se trading se bahtr hai k trading ki he na jay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Type of trends

                    Bhai jaan aapne bilkul theek baat ki hai aur types bhi aapne bilkul theek bataiye isliye Hum Logon Ko trend Ko Dekhkar hi trading Karni chahiye Phir Hum logo ko isme Kafi achha profit mil sakta hai agar Hum Log friend Ko Dekhkar trading Karte Hai To Hum logon ko bahut fayda Hota Hai
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Type of trends

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                      Dear friends aj hum market ky trends ki aqsaam per thora tabadla e khayal kerein ge. To dosto trend ki main 3 aqsaam hain.
                      1 up trend
                      2 down trend
                      3 sideway trend
                      Ab hum in teenon aqsaam ko bari bari discuss kerty hain.
                      1. UP TREND
                      Jab bhi kisi pair ki movement up side ki traf hoti hai to us ko up trend kehty hain. Yani ky us caruncy ki value up ho rahi hai. Koi bhi pair kabhi bhi bilkul smooth up ya down nahi jata is main thora bahut swing hota hai. Jab ap ne up trend mein buy ki trade lagani hai to ap ne wait kerna hai ky jab market swing ker ky low se high ki traf jany lagy to us waqt trade lagani hai. Is ka ye faida ho ga ky ap loss mein nahi jsin gy balky ap direct profit mein jain gy.
                      2. DOWN TREND
                      Jab bhi kisi pair ki movement nechy ki traf hoti hai to us ko down trend kehty hain. Down trend mein trader ne sell kerna hota hai. Is mein bhi usi trah bilkul smooth down movement nahi hoti balky febonaci ky asool ky motabiq thori swing ky sath movement hoti hai. Ap ne trade is mein higher high mein lani hai. Ta kg ap loss se bach sakein.
                      3. SIDEWAY TREND
                      Side way trend ka matlab ye hai ky market swing mei hai aur apny aik khas support aur rasistance mein oper nechy move ker rahi hai. Is mein ap long time trade nahi ly sakty balky short time trade ker sakty hain. Ye trend daily ki trade kerny waloon ky liye behtreen hain. Aur long trade kerny waloon ky liye achi nahi hai.
                      Upward and downward Trend Dekh Kar Jab Hum Log trading karte hain toh phir Hum logo ko Kafi fayda Hota Hai Hum logo ko chahiye Ke Hum Log friend Ko Dekhkar trading Kare Phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga trend bahut hi accha ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Type of trends

                        forex aik international business hain is mai hamy trend ke iqsam ko dahk kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is m ai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho ga forex kabe be katam na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Type of trends

                          Asalam o alikum dear ap ny both achi information share ki ha forex trading main 3 main trend Han
                          1 up trend
                          2 down trend
                          3 sideways trend
                          up trend upward trend main market up ja rehe hoti ha tohra sa down ati ha phr up chali jati means k ziada up ja rehe hoti ha correction k ley tohra down ati ha phr up chali jati ha
                          down trend down trend upward trend ki tahra down ja rehe hoti ha down trend main market nechy jati ha or correction k ley up ati ha par tohra sa phr down chali jati ha or down he jati ha
                          sideways trend is market aik tarif chal parti ha phr wapis ni ati ha chahy up ho ya down bas aik side pe chalti rehe ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Type of trends

                            Yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time to accounts nahin karna chahiye confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kamco stability ke sath long time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kam karte hain wo log kabhi bhi yahan se apne kaam mein nuksan nahin karte hain Samne samajhne ke liye information 2019 Hoti Hai train par Dhyan Rakhna hota hai Jitna Chand Chal Raha Hai Itni Achi Achi hoti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X