RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?
    RSI indicator ko expert traders es waja se reliable samjty hey key jab market oversold ya overbought condition me entry karti hay to RSI indicator es condition ko observe kar key technical base par signals provide karta hay, oversold aur over bought condition se market reverse move leti hey esy overbought aur oversold condition jo jab RSI indicator key help se identify kar leya jata hay to buying aur selling orders ki placing karny me traders ko bahot hi asani ho jati hay aur traders esy market key condition se bahot hi acha profit earn karny me kamyabi hasil kar leta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

    forex trading main RSI indictors se hum market k trend ko find out karty hain jis main zero se ly kar hundresd tak level hoty hain jub k es k default level ko 30 or 70 par set kiya jata hai aghr tu market ka flow 70 ko cross krta hai tu yah over bought ko show kar rha hota hai jahan se market revesre jarti hai or jub market 30 ko down main cross karti hai tu es ka matlb yah hota hai k market main oversold hai jhan se yah wapas buy main a jati hai forex trading main boht se tardors RSI indicators se achi trading karty hain or es ko relible bhi es liye smjha jata hai q k yah aik easssy indiactors hai jis kolvels ki base par use krna asan hota hai or hum apni trading ko profitbble bna skty hain
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

      dear rsi ek best indicators ha or ye tools bohat he achy trader bhe apny liye use karty hein kiyon kay market ko achi tarha samjhna bohat he zarori ha agar ap market mein achi earning karna chahty hein to rsi indicators new user or old user fkay liye bohat he behtar ha kiyon kay yeh market ki movement kay baryf mein achi information day sakta ha agar ap rsi indicators pay reh kar he trading karty rheen to ap 90% tak profit earn kar sakty hein is mein ap isko 20 or 80 pay set kareen to zyada achi trad ban sakti ha jesy he market mein 80% pay jayen to sell lga dein or jabhi market lower ho jesy kay 20% tak ho to buy ki tradf lga dein wo trading api kafi acha profit day satki hein lekin take profit or stop loss ka use lazmi karna chaheye
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

        RSI indicator ko reliable samjny ki waja ye hay key RSI indicator market ki condition ki information traders ko de sakta hay, RSI indicator long term ki trading key ley aur short term ki trading key ley perfect samja jata hay traders ko market ki condition ka agar knowledge ho jata hay key market oversold condition me hay ya overbought condition me to traders RSI indicator key help se scalping trading se be faida le sakta hay aur day trading key positions open karny me be un ko profit ho sakta hay, RSI standard aur sab se zeyda use kia jany wala indicator be hay.
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

          Rsi inicator boht acha indicator hai simple hai .boht se log rsi ko simple strategy pr use krty jesy agr markey over bought hai to ap sell kr skty hn or agr over sold hai to ap buy entry ly skty hain.Rsi mein differents levels hoty hai jin pr ap market ko analyze krty hn.
          • #6 Collapse

            Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

            jee haan dear RSi indicator boht popular indicators main sy hai aor new traders jo ky trading seekh rahy hootay hia wo ais indicator ko use kar ky short term trading karna seekhty bhi hai aor apny account ko bhi grow kar sakty hai ais liye ye indicator boht use full hai likin ais ko ager theek tareeky sy istimaal bhi karan aata hoo tab ais indicator sy newbies faida lay sakty hian ais indicator ko 70 and 30 ky hisaab sy setting ki jati hai ais tarah short term trading main indicator jab 70 lo cross kar jata hia to trader yahan sell lagata hia aor jab indicator 30 ko cross kar jata hia to phir yahan sy trader buy lagata hai ais tarah short term trading main trader RSI ko use karty hai likin baki analysis bhi trader ko aany chahyee
            • #7 Collapse

              Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

              Dear jaha tak baat hai rsi ki to ye strength bata raha hota hai kisi bhi pair ki to ais mai ap ko pata chal raha hota hai k ais ko buy karna chaye ya sell karna chyae, rsi ka acha result ap ko range mai milta hai kun k ye aisa hai k ais mai jab ap trade lagaty ho to ye ap ko trend mai kabi achi trade ni dey ga ais liay agar ap ne rsi use karna hai to ais mai wo pairs dekh jo range mai ho aun ka ye faida hai k market jab range mai hoti hai to rsi aus k hisab se ap ko perfect trades deta hai ais mai ye ni hai k ap ais mai agar kaam karo gay to ap ko ais mai ap ko ho sakta hai k kuch trades par loss ho jaye magar zayda tar ap ki trades profit mai jaye gi ais liay agar ap ne ais ko use karna hai to ap ko ais ki her trade k sath stop loss aor take profit use karna chyae aus se ap ko ye faida ho jata hai k ap ko jo bhi trade milti aus par ap ko pata chal jata hai k ap ka indicator ap ko kaisa result de raha hai.
              • #8 Collapse

                Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon ye tool bahut hi zabadast hain in ko use kar kay hi ap market ka sahi andaza laga sakty hain aur profit earn kar saktya hain ye indicator gamen market kay down aur up hobay ka ishara datay hain is main doffernet tool aur bhi use kar saktay gain stop loss aur take profit ka tool use karnay bahut hibzabardast hay is say ham maximum loss say nach jatay hain ye indicator barhy kaam kay hain is say bahut faida hota ahy
                • #9 Collapse

                  Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  RSI indicator ko expert traders es waja se reliable samjty hey key jab market oversold ya overbought condition me entry karti hay to RSI indicator es condition ko observe kar key technical base par signals provide karta hay, oversold aur over bought condition se market reverse move leti hey esy overbought aur oversold condition jo jab RSI indicator key help se identify kar leya jata hay to buying aur selling orders ki placing karny me traders ko bahot hi asani ho jati hay aur traders esy market key condition se bahot hi acha profit earn karny me kamyabi hasil kar leta hay.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal mein Har kisi ki apni rahe hai aur r s i indicator core expert bahut jyada achha indicator mante Hain Kyunki Hame taafi positive result Haseen Hote Hain aur ye Hame buying or selling ke baare mein achi info deta hai Hame chahiye ke hum by aur Saleem orders ki placing karne mein traders ke analyses or expert ki Baat par Amal kare order placing karne lage to Ek indicator se nahi balki 2 3 indicators for sem result Hasil karne ke baad trade kare ya phir aapke analyses ke mutabik Ek Hi indicator aapko accha hai to aap Mera Us Paar Hai trade kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                    Agar Hum Log indicators ko istemal Karte Hain Pyaar Hum logo ko aarsi indicator Koi Sawal karna chahiye iska bahut hi jyada fayda hota hai aur usse Hum Log ka future price yeh ek bahut accha indicator is ka bahut hi jyada fayda Hota Hai Hum logo ko
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      RSI indicator ko expert traders es waja se reliable samjty hey key jab market oversold ya overbought condition me entry karti hay to RSI indicator es condition ko observe kar key technical base par signals provide karta hay, oversold aur over bought condition se market reverse move leti hey esy overbought aur oversold condition jo jab RSI indicator key help se identify kar leya jata hay to buying aur selling orders ki placing karny me traders ko bahot hi asani ho jati hay aur traders esy market key condition se bahot hi acha profit earn karny me kamyabi hasil kar leta hay.
                      R s i indicator bahut accha indicator hai agar Hum Log Ishq a motorbike trading Karte Hain Pyaar Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko Uske Mata Jaki trading Karni chahiye tha ki hum log acche se Accha profit banana sikhe
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                        dear forex mein rsi indicators ek bohat he acha indicators has is ki help say ek normal trader jis kay pass acha experience bhe na ho to is say achi earning kar sakty hein s forex mein yeh indicators ko hum use kartay hein to is say hum bohat he achi earning kar sakty hein so hard work kay sath ap rsi indicators he say acha profit earn kar sakty hein or rsi indicators or is liye mcad or rsi agar 2no ko ek new trader bhe apny chart pay active kar ley or is mein market ko samjhny kay abad he trad open kareen jesy kay is mein ap indicators ka istamal karna 20% market down ho to buy ki trend mtlb buy ka trad open akr dein or 80% say above market jaye to down trend ban jata ha is liye ye bohat he easy indicators ha jo kay har banda se kar sakta ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: RSI indicator ko reliable kinu samja jata hay?

                          forex aik real business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy RSI indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain forex aik aam business ke tarha nahi hain yai online ke dunya mai king hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X