Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.
    Dear Pakistan forex forum members aj hum is baat per thori c discuss kerty hain ky hum apny balance ko kaisy manage kerein.
    Akser ye ye new members ky sath hota hai ky un ko first month posts kerny ky baad bonus to mill jata hai.
    Lakin kam experience aur kam knowledge ki wajah se 90% new trader ka account wash ho jata hai. Koi aisi rah nikali jaye jis se hum apny balance ko bhi bacha sakein aur ager ho saky to thora bahut profit bhi hasil ker sakein. Kuch tips hain jo mery zehn mein hain. Wo thora discuss ker lety hain.
    LOT SIZE KO KAM RAKHEIN.
    New members ko jab bonus milny wala hota hai to un ky ander josh aur jazba hota hai trade ker ky profit kamany ka.
    Jis ki wajah se wo jald se jald aur ziyada se ziyada profit ky chaker mein bari lot laga deta hai. Kam experience hony ki wajah se loss ka chance bhi ziyada hota hai. To agr loss howa to account wash ho jata hai.
    New trader ko choti lot se trading start kerni chaye.
    JALDBAZI SE KAAM LENA
    Ye masla bhi akser new trader ky sath hi hota hai. Us ko trade kerny ka shoq hota hai. Aur is liye wo jaldbazi kerta hai. Jis ka nuksaan ye hota hai ky wo market ko sahi analyse nahi ker pata aur trade ghalat malat laga dets hai.
    Trader ko hsly se kaam lena chaye. Aur jab sahi time ho trade lagany ka to tab trade lagain. Chaye un ko aik week tak hi wait na kerna pery.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

    forex trading main balnce ko mange karny se murad yah hai k jub hum apni trading karty hain tu os main ham lot size se invest karty hain jis se hmain loss or profit hota hai or mange hum ayse kar skty hain k jub hum apni trading karen or lot suize set karen or aghr hmain hmari trading main losss bhi ho jay tu hmara account wash na ho hmary account main loss k bad equity ho jis ko hum use kar k apna loss recover kar sken forex trading main boht se tradors apni trading main lot size apny account balances se lot size zyada lga dety hain jis k abd loss hony par un ka account wash ho jta hai tu es chez ka khas khyal rkhna chahye k jub bhi hum apni lot set karen tu apny capital k hisab se set karen ta k hmain loss ho tu hum os loss ko bardasht kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

      Account balance ko manage karny key ley trader key each trade me risk factor ka minimize hona zarori hay, buying selling orders agar big loss me hon to traders key ley zarori hay key account balance ki management key ley wo hedge trading technique se account equity ko increase karen, account balance agar loss me ho to es ki recovery key ley different technical aur fundamental techniques use karny se account kam time me manage ho sakta hay aur trading me loss ki howi money ko traders bahot hi jald apni achi techniques se recover karny me kamyab ho jaty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
        Dear Pakistan forex forum members aj hum is baat per thori c discuss kerty hain ky hum apny balance ko kaisy manage kerein.
        Akser ye ye new members ky sath hota hai ky un ko first month posts kerny ky baad bonus to mill jata hai.
        Lakin kam experience aur kam knowledge ki wajah se 90% new trader ka account wash ho jata hai. Koi aisi rah nikali jaye jis se hum apny balance ko bhi bacha sakein aur ager ho saky to thora bahut profit bhi hasil ker sakein. Kuch tips hain jo mery zehn mein hain. Wo thora discuss ker lety hain.
        LOT SIZE KO KAM RAKHEIN.
        New members ko jab bonus milny wala hota hai to un ky ander josh aur jazba hota hai trade ker ky profit kamany ka.
        Jis ki wajah se wo jald se jald aur ziyada se ziyada profit ky chaker mein bari lot laga deta hai. Kam experience hony ki wajah se loss ka chance bhi ziyada hota hai. To agr loss howa to account wash ho jata hai.
        New trader ko choti lot se trading start kerni chaye.
        JALDBAZI SE KAAM LENA
        Ye masla bhi akser new trader ky sath hi hota hai. Us ko trade kerny ka shoq hota hai. Aur is liye wo jaldbazi kerta hai. Jis ka nuksaan ye hota hai ky wo market ko sahi analyse nahi ker pata aur trade ghalat malat laga dets hai.
        Trader ko hsly se kaam lena chaye. Aur jab sahi time ho trade lagany ka to tab trade lagain. Chaye un ko aik week tak hi wait na kerna pery.
        acchi trading karne ke liye human engagement gold Jada important hoti hai aur successful trading company mein Hona management bahut important role play Karti Hai Hame bhi chahiye ki Humma money management trading profit gain money management Mere Badshah Me Hoti Hai Ke Humne trading karne mein kitni money invest karni hai aur Kitni margin fresh hona hai aur trading karne ke liye Humne Kitna risk lena hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

          forex trading main aik balnce he hai jis k ser par hum apni trading ko jari rakh skty hain es liye boht zarori hai k hum apni trading ko kamyb bnanay k liye apny account ko mange karen or os main ap apny balnce ko tab he trading kar skty hain jub ap k pass balnce hoga tab he ap apni trading kar skty hain balnce ko mange karny k liye sub se zayda zarori yah hai k hum lot size ko kam rakhen q k jub hum bari lot set kar dety hain jis se loss ho jta hai or loss k bad bari lot k sath account bhi wash hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading main balnce ko mange karen ta k hmain loss k bad margin mil sky or hum apny loss ko asani se recover kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

            Dear jab ap ne ais market mai trade karni hoti hai to aus time ap ko ye pata hota hai k ais market mai jab apne trade karni hai to ais mai ap ne lot kitni use karni hai kun k agar ap ne ais market mai koi trade lagani ho to ap aus mai dekh rahy hoty ho k agar ap ka ais mai take profit atna hai aor ais mai stop loss atna hai to ap aus mai trade ausi hisab se lagaty ho magar ais mai ye hai k ap ais market mai jab koi trade lagaty ho to aus mai ap ko apny balace k hisab se pata hota hai k ais mai ap ne risk kitna lena hai aor ais mai agar ap ne koi trade leni hai to aus mai ap ne kaisy trade lagani hai aor ais mai ap ne jo balance hai aus ko kaisy safe rakhna hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

              dear aap nay basic cheez pay baat ki hai jis ko nazarandaz kar ky koi bhi trader achi trading nahin kar sakta aor ais main boht sy factors hia jis ki waja sy koi bhi trader apny balance ko nuksaan poohnca daita hia aor maloon hooney ki bawjood ye kar beetha hai ais main boht si wajoohat hia jeesa ka
              Order open karny ky liye market ko time dena
              jab bhi hum koi order lagaty hai to hum mushkil sy kuch second he daty hai market ko aor order open kar daity hia jis ki waja sy hum theek decision nahin lay paty
              Over trading
              jab bhi hum market main ye samjhatay hai ky achy entry point hain to hum ziyada trades open kar ky apny balance ko distrub ka daity hia ais liye over trading sy bachana boht zaroori hai
              Jaldi karna
              humary aksar trader trade lagany main order close karny main koi bhi trading decisions leeny main boht jaldbazi sy kaam leety hia jis ki waja sy un ko nuksaan uthan parta hai ais ko avoide karna chahyee
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon account balance ki management key ley wo hedge trading technique se account equity ko increase karen, account balance agar loss me ho to es ki recovery key ley different technical aur fundamental techniques use karny se account kam time me manage ho sakta hay aur trading me loss ki howi money ko traders bahot hi jald apni achi techniques se recover karny me kamyab ho jaty hey.hamen chahiay kay ham aonay account ko achi tarha manage karen capital kay hisaab say trade open karen aur apni greedy ko vontrol kartay huay lots lagaen
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                  market main kam karna hay to is main balnace ko manage karna b ana chahiye market main boht say new comers aty hain wo trade main main kam karna chahty hain or achi eraning b lyna chahty hain magr is main lot ko lagana nai janty hain aik dm ziada profit hasil karny kay chakar main par jaty hain lot ko high rakh kar trade ki jati hay to is main loss hony ka risk barh jata hay or is saay ya to profit ho ga ya to loss ho ga loss itna b ho sakta hya jis say account wash b ho sakta hay so lot ka use achy say karna sikhna ho ga is kay sath sath emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga kun kay agr hurry kar kay trade karty hain jaisy kay hum is main analysis nai karty hain or humani jald hi trade laga dayty hain or is kay sath sath planing b nai karty hain to account ko manage karna mushkil ho sakta hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                    balance ko manage karna ye kafi aham hota hay kun kay market main kafi high risk main kam ho sakta hay or low risk main b kam ho sakta hay jo new comers hoty hain market main naye naye josh say enter hoty hain wo ye chahty hain kay un b market main kafi ziada profit hasil ho jaye jis say wo lot ko lagany main ahtiat nai karty hain jis say ye hota hay kay high lot ko set kar baithty hain jis main risk factor kafi barh jata hay or ye to profit ho ga ya to is main loss ho ga magr is main ye b ho sakta hay account was ho b ho sakta hay banlcen ko agr manage karna hay to humain patience say or ahtiat say kam lyna ho ga kun kay agr hum jaldbaze say trade karty hain oe analysis b achy say nai karty hain or planing kay bgyr market main enter hoty hai nto obviously loss hi hasil hota hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                      market main boht say log trade karna start karty hain or is kay liye account main balnce ka hona b zrori hota hay or balnace ka sai use karna b ana chahiye kun kay balnce ka sai use hi humain acha profit say sakta hay kun kay agr is main high risk main trade karna start kar dyty hain jaisy saky new comer kam karna start karty hain or un ka earning hasil karny ka kafi josh hota hay jis main ye lot ka sai use nai karty hain yani kay high risk main high lot ko set kar kay kam karty hain jis say aik mint main loss ho sakta hay or account wash b ho sakta hay money management ko acha karny say hi humain eraning mil saktai hay or is kay sath sath humain stratgy or planing ka use karna chahiye ta kay lot ko normal size main rakh kar b hum huge profit ko earning karny main successfull ho sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                        Dear Pakistan forex forum members aj hum is baat per thori c discuss kerty hain ky hum apny balance ko kaisy manage kerein.
                        Akser ye ye new members ky sath hota hai ky un ko first month posts kerny ky baad bonus to mill jata hai.
                        Lakin kam experience aur kam knowledge ki wajah se 90% new trader ka account wash ho jata hai. Koi aisi rah nikali jaye jis se hum apny balance ko bhi bacha sakein aur ager ho saky to thora bahut profit bhi hasil ker sakein. Kuch tips hain jo mery zehn mein hain. Wo thora discuss ker lety hain.
                        LOT SIZE KO KAM RAKHEIN.
                        New members ko jab bonus milny wala hota hai to un ky ander josh aur jazba hota hai trade ker ky profit kamany ka.
                        Jis ki wajah se wo jald se jald aur ziyada se ziyada profit ky chaker mein bari lot laga deta hai. Kam experience hony ki wajah se loss ka chance bhi ziyada hota hai. To agr loss howa to account wash ho jata hai.
                        New trader ko choti lot se trading start kerni chaye.
                        JALDBAZI SE KAAM LENA
                        Ye masla bhi akser new trader ky sath hi hota hai. Us ko trade kerny ka shoq hota hai. Aur is liye wo jaldbazi kerta hai. Jis ka nuksaan ye hota hai ky wo market ko sahi analyse nahi ker pata aur trade ghalat malat laga dets hai.
                        Trader ko hsly se kaam lena chaye. Aur jab sahi time ho trade lagany ka to tab trade lagain. Chaye un ko aik week tak hi wait na kerna pery.
                        Assam Alaikum bhaijaan Forex trading Main Apne capital ko save karna bahut Zaroori Hota Hai Kyunki aap apne Naino Ki Main usse kaise kamate hain iske liye aap ko Jeene Baaton Ki Zaroorat hai usne Apne lot size ko muntakhab karna bahut zaroori hai agar Apke Pas Ek small capital hai jo aapko chahiye aap Hamesha Apna lot size Chota Rakhe for example aapke paas $100 hain aur aap metal main trade kar rahe hain Jo aapka lot size 0.01 hona chahiye aur agar aap kisi ki currency pair par chat kar rahe hain to Aapka lot size 0.10 hona chahiye agar aap se jyada ka lot size lagayenge to aap apne account ko Khatre Mein Dal Denge aur aap Jab Bhi trade Gaate Hain aap ko chahiye ke aap jaldbaazi se kam na le Baal ke apne analyses poore karne ke baad trade ko open kare trader ko Hamesha fresh mind aur emotional Ness hokar kaam karna chahiye kyunke Forex trading Mein Ek Choti Si mistake aapko Bade capital se 0 Tak pahunch aa sakti hai isliye Hamesha apni trade co Soch Samajh Kar Le Gaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                          dear members balance ko manage krna ha to ap risk management krain. kuch members si kam emotional trading krte hain yani aik dam zida profit hasaal krne ki liay trade ka lot siza ziada rakhna ta k ziada profit hasak ho agr trade trend wo ne rehta to ap ka account wash ho jae ga is liay ap trade ka lot size kam rakhain gay to ziada waqt mile ga trading ka nuqsan k cjances kam ho gay aik bat yad rahay sirf prifit hasal krna he ahm ne ha agr ap nuqsan kam krte han to ye bhi achay tarader k khoobi ha
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                            Hum logo ko forex market Mein Zyada Se Zyada deposit karna chahiye Phir Hum Log Apna balance manage kar sakte hai Jitna diya tha Hum Log Pyar Karte Hain Hum na geet nahi Gata apne business ko manage kar sakte hain
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: apny balance ko kaisy manage kerein.

                              yes dear ap ny bilkul thek kha kiyon kay forex mein achi earning kay liye hard work bohat he zarori ha is liye forex mein agar ap achi earning karna chahty hein to jesy kay ap nay bataya wesy he apko ye sab rules follow karna hogay tabhi ap is say achi earning kar sakty hein or kamyab profit earn kar sakty hein
                              kam lot size
                              kam lot size he use karna bohat he zarori ha jesa ka lot size jabhi ap kay pass kam hoga tabhi ap zyada loss say bach sakty hein or bari lot size mtlb bara risk is liye risk free work bohat he zarori ha
                              large equity
                              dear account mein large equity ka hona bohat he zarori ha kiyon kay jitni apkay pass achi equity hogi itni he achi earning kar sakty hein or jesy kay forex mein greedy ko door karna bohat he zarori ha fir he ap bary risk say bach sakty hein
                              trading tools
                              trading tools ko achi tarha say use karna bohat he behtar ha jesy kay forex tools take profit stop loss or triling stop ko use karna bohat he zarori ha har trad mein stop loss ka istamal apkay risk factor ko bohat he kam kar sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X