Jaiza : EA Trading ki Value
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : EA Trading ki Value
    EA (Robot) Trading ki value :

    Robot trading aik aisa tarika hay trading ka jis main trading kernay kay liye trader ko khud order nahi laganay pertay. is ko EA trading bhi kehtay hain. EA ya robot aik aisa tool ya software hota hay jo kuch indicators ko mila ker banaya jata hay. is main trader ka khayal hota hay kay robot trading best hoti hay aur is main loss nahi hota. hala kay ye bilkul ghalat hay. jesay trader loss kertay hain wesay hi robot ya EA bhi loss kertay hain. Is liye ager dekha jaye to robot ya EA trading ki koe khas value nahi hay.

    Robot Trading kay nuksanat :

    Chonaky aksar log robot ya EA trading ko pasand kertay hain lakin wo is kay nuksanat say wakaif nahi hotay. Robot kay logics jab fail ho jatay hain to robot aisay trader ki trah trading kerta hay jesay aik new trader boht say loss ko dekh ker be tuki trading kerta hay.
    Loss to robot trading aur manual trading donn say hotay hain lakin manual trading say trader ko loss kay sath fida ho raha hota hay wo apni ghaltion ko dekh ker seekh raha hota hay jab kay robot trading main trader ko sirf loss mila hay kuch seekhnay ko nahi milta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : EA Trading ki Value

    EA Robot trading software ya application ko use karny se pehly investors ko es key fawayed aur nuksanat ka knowledge hona bahot zarori hay, EA robot trading ki service bahot provide karny waly account ki safety ki guaranty nahi dety es waja se EA robot trader ko use karna traders key ley harmful decision ho sakta hay, es key fawayed ki agar bat ki jaye to EA robot jo key automatic tareeqy se apni trading strategy key base par work karta hay es ki service deny waly apny robot ki fees be charge kar lety hey aur profit key daway be bahot karty hey magar jab traders es ko trading me use karty hey to zeyda positive result deny me kamyab nahi hoty.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : EA Trading ki Value

      Trading maen do tarha k traders haen aik wo Jin ka kaam kerny ko Dil nahe kerta Hy our dosarey Jin k pass time ki kami hoti Hy wo EA k use ja souchty haen EA aik software hota Hy Jes ko hum robot bhe khety haen lekin us maen ye trader ki setting k oper work kerta Hy us k fawaid ye hain k traderko khud her Time mt4 ko use nahe kerna parta hyour nuksaan yebhe Hy k jb loss hony lagtahy to robot kafe ker dety hadn't jb un ki strategy fail hoti Hy to like new trader behavior show kerty haen our barey say barey account bhe seconds maen wash ho jatahy
      Manual Trading boht us lehaz say best Hy humean forex maen thora hard Time manual trading maen deikhna parta Hy start maen loss hota Hy but Jo mistakes hum kerty haen in say seikhny ko boht khuch milta Hy our hum us maen aik din un ghaltioun say seikh seikh k professional trader ban jaty haen Jo humean robot say experience hasel nahe hoo sagta hy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : EA Trading ki Value

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
        EA (Robot) Trading ki value :

        Robot trading aik aisa tarika hay trading ka jis main trading kernay kay liye trader ko khud order nahi laganay pertay. is ko EA trading bhi kehtay hain. EA ya robot aik aisa tool ya software hota hay jo kuch indicators ko mila ker banaya jata hay. is main trader ka khayal hota hay kay robot trading best hoti hay aur is main loss nahi hota. hala kay ye bilkul ghalat hay. jesay trader loss kertay hain wesay hi robot ya EA bhi loss kertay hain. Is liye ager dekha jaye to robot ya EA trading ki koe khas value nahi hay.

        Robot Trading kay nuksanat :

        Chonaky aksar log robot ya EA trading ko pasand kertay hain lakin wo is kay nuksanat say wakaif nahi hotay. Robot kay logics jab fail ho jatay hain to robot aisay trader ki trah trading kerta hay jesay aik new trader boht say loss ko dekh ker be tuki trading kerta hay.
        Loss to robot trading aur manual trading donn say hotay hain lakin manual trading say trader ko loss kay sath fida ho raha hota hay wo apni ghaltion ko dekh ker seekh raha hota hay jab kay robot trading main trader ko sirf loss mila hay kuch seekhnay ko nahi milta.
        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal Mein Robo trading karna Aasaan to zarur hai lekin usne aapko Jyada knowledge Haasil nahi hote isliye Mujhe robot trading pasand nahi hai robot trading ke Kafi nusarat Hain reports ke logic sale ho Jate Hain aur Hame Kafi nuksaan ka Samna karna padta hai robot trading se Behta manual trading hai lekin manual trading karne ke liye aapko achche analyses aur ek beta strategy Ki Zaroorat hoti hai aur aap ko chahiye Jab aap manual trading kar rahe hai to aap apni mistakes ko apni notebook par write Karke Rakhe Taki next time Woh mistakes Na Hoon
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : EA Trading ki Value

          g bhai ap ki bt 100% thk ha jo log EA trading ya rebort trading ko pasand krty haen ya phr wo es ki planing kr rahy haen tu me un ko ye batana zruri samjhoon ga k rebot trading aik acha khayal ni ha q k rebot trading tu kr le ga but us mein sochny samjhny ki salahiyat ni hoti misal k tor pe agr ap aik account pe rebot laga daity ho aur wo trading start kr daita ha tu wo kbhi bhi ap k balance ka khayal ni rakhy ga ap ki money management ka khayal ni rakhy ga bel k jo us k software mein fit hoga wo us ko follow krta rahy ga aur ap ki trades lagata rahy ga wo es cheez k bary mein ni sochy ga k ap ka account wash ho raha ha ya ap loss mein ja rahy ho.us ko tu bs jb jb command milti rahy ge wo trades lgata rahy ga.and at last account wash kr k ap ko de de ga es lye bajaye es k k ap EA ya rebort trading krean ap khud se trading krean agr ap ko loss ho bhi jata ha tu ap kuch seekhain ge bhi tu sahi na aur next jb ap account kholaen ge tu ap behter trading kr sakaen ge.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : EA Trading ki Value

            Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon hamray pass trading kafi types ki hain un pa kafi indicators use hotayu hain aur tareekay bhi is tarha ea jisay ham robot trading bhi kahtay hain jo kay ham kafio saray indicators ko ya tools ko mila kay banatay hain aur un say kafi ziada faida othatay hain wesy ye karnay main tlo bahut ziada easy hay laikin is say ham loss main ziada jatay hain is liay is tools ki bajaye ham aur tools use kartay hain kun kay ya hi hi robot jis main trader khud trade nahi lagata is liay is say ham kafi ara nuqsan kar latay hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : EA Trading ki Value

              Dear EA bhi traders ne banye hai aor ain ko agar use kia jaye to ye profit bhi bana dety hai magar ais mai sab se buri baat ye hai k ais mai jab ap koi aik account laga dety hai to aus k baad ap ko ais mai login kar k pc ko on rakhna parta hai jab bhi market mai koi trade ban rahe hoti hai to ea auto par ap k account mai trade laga deta hai aor aus k sath sath take profit aor stop loss laga deta hai ais mai ye hai k kuch ea hai jo trend mai kaam karty hai magar jab market range mai aati hai to wohi ea loss karty hai ais liay ais mai ap jo ea use kar rahy ho aus k bary mai ap ko pata hona chaye k ye kon sa hai aor kaisy kaam karta hai aus k hisab se account lagye aor market ko dekh k aus ki setting change kary ta k ap ka account safe rahy.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : EA Trading ki Value

                Assalamualaikum bhai aapne bahut achi baat ki hai main aap ki baat se bilkul agree karta hoon Agar Hum Log Is Tarah Se trading Karte Hai To Phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit bana sakte hain Hum logo ko bahut jyada fayda Hota Hai
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : EA Trading ki Value

                  Screen Ko Hum Pakistan mein aisa currency bank isliye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in skrill account mein balance Se Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye to Hamein usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab Bhi dollar ka rate increase Hota Hai Tu rupaye Ki Kadar Mein Kabhi Aati Hain isliye Hamein Vidya Jyada Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : EA Trading ki Value

                    Ea trading term ko robot trading bhi kaha jata hai ye trading method traders ko immense amount of profit deta hai most of the trader robot trading karte hain high amount of profit hasil karne ke lye jiss se unko kaafi acha amount of profit milta hai as compared to normal trading manual trading jo hum log strategies create karke indicators ko use kar ke karte hain but the main major drawback of robot trading ye hai ke robot trading ki waja se humara account block bhi hojata hai as well as wash bhi to robot trading account ke through humare account ki safety and security barha asar parhta hai wo to agar humara account hi nahi hoga agar bann hojayega to hum log earning kese karenge to mera traders se ye kehna hai robot trading ko prefer na hi karen to behtar hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : EA Trading ki Value

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
                      EA (Robot) Trading ki value :

                      Robot trading aik aisa tarika hay trading ka jis main trading kernay kay liye trader ko khud order nahi laganay pertay. is ko EA trading bhi kehtay hain. EA ya robot aik aisa tool ya software hota hay jo kuch indicators ko mila ker banaya jata hay. is main trader ka khayal hota hay kay robot trading best hoti hay aur is main loss nahi hota. hala kay ye bilkul ghalat hay. jesay trader loss kertay hain wesay hi robot ya EA bhi loss kertay hain. Is liye ager dekha jaye to robot ya EA trading ki koe khas value nahi hay.

                      Robot Trading kay nuksanat :

                      Chonaky aksar log robot ya EA trading ko pasand kertay hain lakin wo is kay nuksanat say wakaif nahi hotay. Robot kay logics jab fail ho jatay hain to robot aisay trader ki trah trading kerta hay jesay aik new trader boht say loss ko dekh ker be tuki trading kerta hay.
                      Loss to robot trading aur manual trading donn say hotay hain lakin manual trading say trader ko loss kay sath fida ho raha hota hay wo apni ghaltion ko dekh ker seekh raha hota hay jab kay robot trading main trader ko sirf loss mila hay kuch seekhnay ko nahi milta.
                      Main to dosto EA robot trading ki favour main nahe hoon us ki reason app nay khud bhe btai hai k us main loss zeada our profit k kum chances hoty hain main mera personal experience hia k us main loss zeada hota hai koin k mery dost ka robot nay kafi loss kia hai manual trading main ager app loss kerty bhe hai to usmain app ki learning kafi ache hota hai jes say app ko experience hasil hota hai jo k future main app ki trading ko improve krnay main kafi faida dieta hai hum forex main aik successful trader aiik software ko use ker k kabhe bhe nahe ban sagty hain ya acha profit nahe ker sagty hain jab tak hum us ko khud seikh k us ki practice demo main ker k our apnay strategy pay command hasil ker k nahe kerty hain tak forex say app kabhe bhe acha profit nahe ker pian gay
                      ROBOT trading k meri nazar main nuksanaat kafi hain faida koi khas nahe hai us ki logic jo bhe hoti hai chahy indicator pay ho ya koi our setting ho to wo jab fail hoti hai to ye new trader ki tarha trades lgata hai ya over trading kerta hai or appp ka barey say bara account bhe wash honay main time nahe lgata hia
                      to khud trading ker k hum jjitna profit ker sagty hain utna hum manual trading say siekh sagty hain itna robot say nahe ker sagty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X