Economic related topics ko be discus karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic related topics ko be discus karna chaye
    Forum me international Economic se related topics ko be discus karna zaori hay es ki important ye hay key many Forum users jo key trading be karty market ka self base par fundamental ya economic jaiza nahi le sakty hey esy forum users aur traders key ley zarori hay key daily international economic se related topic par bat ki jaye esy traders key ley agar forum me hi posting ka silsala start ho jaye to market ko fundamental view se market ka jaiza leny me asani ho jaya kary gi, news ko har koi trader understand nahi kar sakta esy traders key ley forum me hi market news ki information ka milna zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

    g han bhai ap ki bat sahi hai or main apki bat se agree krta hun forex forum main hmain economic se related ko bhi discus karna chahye q k hmain har os topic ko forum main dicsu krna chahye jis se markets effcet karty hain q k jub tak hum economicaly issues ki bhi boht ahmiyta hoti hai jesa k hum apni trading main fundamnetal analysis use karty hain es main hum apni trading k liye kisi bhi molk k siyasi moashi or iqtasadi halat ko mdhe nazar rakhty howe trading ki jati hai q k yah wo topic hoty hain jo forex ki market par asar andaz hoty hain or en ki wjah se market main moving hoti rahti hai es liye hmain trading se realeted sub he topics ko discus krna chahye ta k jo new tradors hain wo sub he topic ka knowledge gain kar skaen or un ko faida hasil ho trading ki inforamtion se
    • #3 Collapse

      Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forum me international Economic se related topics ko be discus karna zaori hay es ki important ye hay key many Forum users jo key trading be karty market ka self base par fundamental ya economic jaiza nahi le sakty hey esy forum users aur traders key ley zarori hay key daily international economic se related topic par bat ki jaye esy traders key ley agar forum me hi posting ka silsala start ho jaye to market ko fundamental view se market ka jaiza leny me asani ho jaya kary gi, news ko har koi trader understand nahi kar sakta esy traders key ley forum me hi market news ki information ka milna zarori hay.
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bahut achi baat to start Kiya Hai economical newspaper Nazar Rakhna Zaroori Hota Hai Kyunki aap jis country KB currency per trade kar rahe Hote Hain aapko Uske Mukammal economical news Rakhna bahut jyada Zaroori Hota Hai international economics se related topic par baat ki jaye Jis se dar ke liye Agar formatting Kashish restart Hum kar dete Hain To wo bahut jyada achha Hoga uske sath sath Hame market ke fundamental or technical analysis bhi karna chahiye jisse new trader ko trending business ke Samane Mein Asani ho jayegi aur Hame chahiye ke hum Jyada Se Jyada apni post Mein Forex related Baat Ko kare
      • #4 Collapse

        Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

        G han Forum me esy topics jo key hamy fundamental analysis karny me asani de sakty hey es ko agar discus key jaye to traders technical analysis ki information aur techniques indicators se hasil kar sakty hey magar fundamental analysis karny key ley koi proper platform majood na hony ki waja se zeyda tar traders fundamental analysis key baghir hi trading karty hey, Forum me fundamental analysis posting ka alag se section jes me traders news se related topic ko discus kar saken hona bahot hi zarori hay es se fundamental analysis karny me traders ko koi problem nahi ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

          Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon hamen jitna ho saky econo,ical baten ziada jan ni chahiay jis say hamen kafi faida ho sakta hay is liay hamen chahiay kay forum main dicsu krna chahye jis se markets effcet karty hain q k jub tak hum economicaly issues ki bhi boht ahmiyta hoti hai jesa k hum apni trading main fundamnetal analysis use karty hain es main hum apni trading k liye kisi bhi molk k siyasi moashi or iqtasadi halat ko mdhe nazar rakhty howe trading ki jati hai q k yah wo topic hoty hain jo forex ki market par asar andaz hoty hain bahut si baten hain jo effect karti hain market pa
          • #6 Collapse

            Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

            Dear ais market mai bahot sary topic hai jin par hum ko chaye k hum aun k bary mai discuss kar ley kun k jab hum ko her cheaz k bary mai pata ho ga to aus k baad hi hum ais market mai kamyab hoty hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to humry pass knowledge hona chaye ais se ye faida hai k hum ko market mai jab bhi koi cheaz nazar aye go to aus k bary mai hum ko phly hi pata chal jaye ga kun k ais mai ye hai k jab hum ais mai economic k bary mai baat kary to ais mai hum ko ye pata hona chyae k ais time kon si currency strong ho rahe hai aor aus se kon kon sa faraq parta hai jab ye sari baaty pata ho gi to aus time hum ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

              Aapne bilkul theek baat ki hai mai aap ki baat hai bilkul every karta hoon Agar Hum Log Is Tarah Se training Karte Hain To Phir Hum Logon Ko Iske bohot hi zyada fayda hota hai aur hum log kamyabi se trading Karke Kaise bana sakte hain
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

                Hamein form Pe Aisi post Karni chahiye Jis Ke quality or quantity donon Jyada hone chahiye form pe Hamesha trading se related hi posts Karni chahiye Kitni Achhi hai Hamare post Hogi Hamein utna hi accha form se bonus Milega Is liye Hamesha form Forex trading se related knowledge share Karen is aapki post Ki Galiyon Jyada Hogi aur jo bonus Milega vade Jyada hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

                  forex mai hum kam karty hain to hamy topic ky mutabik kam karna chahey hamy economy ky topic ky related be discus karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo ky kabe be katem nahi ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik international or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

                    Pak forex forum pay members ko chaiye kay aisay topics kay threads banaya karain jinn ka forex trading kay saath directly ya indirectly relation hota hai. Forex trading kertay huay aisi bohat si cheezain hain jo traders ko apni planning aur strategies bananay mai help out kertay hain. Forex trading pay international economic events ka bohat asar hota hai aur woh asar market ki movement pay bhi nazar ata hai jaisay kay kisi country ka job rate he ho woh uss mulk ki currency pay asar daalta hai aur central banks jab interest rates Kamm ya ziada kertay hain apni future policies ko announce kertay hain tou unn say bhi market mai kafi tabdeeliaa aati hain. Pak forex forum pay members ko aisay topics ko bhi zer e behas laana chaiye takay knowledge aur learning mai izafa ho sakey kiyu kay aisay topics aur discussions say traders ko bohat faida hota hai. Pak forex forum pay sirf typical kisam kay threads aur topics kay saath he kaam kertay rehnay say ziada faida nahi hota kiyu kay same topics he baar baar repeat ho rahey hotay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

                      Forex trading members Hamen Baki Baton ke sath sath economic kay topic per be baat karni chahie Kyunki economy ke bare mein Hamari knowledge jitni Zyada Hogi usse Hamen help Milegi aur ham acchi trading kar Sakenge to jitne topic bhi University trading Mein discuss hote hain uske sath sath Hamen economy per bahut Zyada deeply baat karni chahie Taki woh bhi Hamen Pata Chale aur uske movement aur up down kis tarike se Hote hain aur usko increase or decrease kis tarike Se Kiya Ja sakta hai aur jab Ham yah sikhenge to trading Mein Hamari bahut Zyada help Hogi aur acchi trading kar Sakenge is wajah se economy ke topic per Baat honi chahie.
                      Aysy topics pay bat karny say saray members ka fayda hota hy unky knowledge may izzafa horaha hota hy.
                      Aysy tamam topic Jo trading ka sat kahi na kahi relationship rakty ho es forum pay lazmi discussed hony chahiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Economic related topics ko be discus karna chaye

                        g han bhai ap ki bat sahi hai or primary apki bat se agree krta hun forex forum fundamental hmain financial se associated ko bhi discus karna chahye q okay hmain har os subject matter ko discussion board foremost dicsu krna chahye jis se markets effcet karty hain q ok jub tak hum economicaly troubles ki bhi boht ahmiyta hoti hai jesa k hum apni trading main fundamnetal evaluation use karty hain es fundamental hum apni trading okay liye kisi bhi molk ok siyasi moashi or iqtasadi halat ko mdhe nazar rakhty howe buying and selling ki jati hai q k yah wo topic hoty hain jo foreign exchange ki marketplace par asar andaz hoty hain or en ki wjah se market important moving hoti rahti hai es liye hmain buying and selling se realeted sub he subjects ko discus krna chahye ta k jo new tradors hain wo sub he subject matter ka information benefit kar skaen or un ko faida hasil ho buying and selling ki inforamtion se

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X