Jazia: Forex education
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jazia: Forex education
    Forex business me professional traders banny key ley traders ka aim Forex education hasil karny ka hona chaye, fundamental aur technical topics ki study daily base par kesi expert teacher se karana zarori hay, Forex business esa subject hay jes ko jetna zeyda understand kia jaye es se etny hi zeyda benefits hasil key ja sakty hey, traders ka aim profit earn karny ka kabi be nai hona chaye, profissional traders ka aim Forex business ki education hi hota hay, esi key base par earning ka aim pora kia ja sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jazia: Forex education

    g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat bhi krta hun forex trading aik aysa business hai jis main hum apni trading ko tab he hum acha kar skty hain jub hmain os k bary main knolwedge hoaga or forex ka knolwedge gain karny k liye or es ki education hasil karny k liye hmain kisi expert teachers se sikhna chahye qk aghr hum trading ki leraning se he trading ko sikh saken tu boht achi bat haiu laken es ki possibility nahi hai q k just learning karny se hmain trading k bary main kbhi bhi kuj nahi milta hai es liye zarori hai k aghr hmain apni trading ko pahly education earn karny par focus karna chahye jis ka faida yah hota hai k hum apni trading ko boht achi trha se karny k qabil ho jaty hain or hum apni trading main kamyb bhi jaldi ho ksty hain kuj tradors apni trading main learning or knowledge ki learning karny se pahly kbhi bhi trading ka agaz nahi krna chahye apko pahly trading ko sikh lena chahye os k bad apni trading ka start krna chahye
    • #3 Collapse

      Re: Jazia: Forex education

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex business me professional traders banny key ley traders ka aim Forex education hasil karny ka hona chaye, fundamental aur technical topics ki study daily base par kesi expert teacher se karana zarori hay, Forex business esa subject hay jes ko jetna zeyda understand kia jaye es se etny hi zeyda benefits hasil key ja sakty hey, traders ka aim profit earn karny ka kabi be nai hona chaye, profissional traders ka aim Forex business ki education hi hota hay, esi key base par earning ka aim pora kia ja sakta hay.
      Assalamualaikum ji Bhaijaan Forex trading Ek bahut hi critical business hai Har Kisi business ko karne se pahle Hum Uske educational Karte Hain aur aapne bilkul theek Kaha Forex trading Ek Aisa subject Hai jis mein kamyabi ke liye aur isko understand karne ke liye bahut jyada minute ki jarurat Hoti Hai Forex trading education aapko online Internet se aasani se Aasan Ho Jati Hai agar aap ek achi aur professional trader Banaye Jate Hain To aapko trading ki ejucation Hasil karna bahut zaroori hai Kyunki uske baad hai aap acchi earning nahi kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Jazia: Forex education

        Forex education ka hasil karna har senior aur junior traders ka aim hona chaye, Forex education key base par hi trading business ko samjny me asani ho sakti hay, mostly professional traders complete education hasil karny key bad Trading business me entry karty hey aur very short time period me esy traders apny profit aim ko pora karny me be kamyab ho jaty hey es ki basic waja us ka Forex se related complete knowledge ka hasil karna hay, without Forex education key Forex currency business ko samjna possible nahi hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jazia: Forex education

          dear ais field main kamyabi ky liye forex education ka hoona boht zaroori hai ye bhi aik hakeekat hia ky pakistan mai us tarah ki facilities nahi hai likin pehly ki nisbat boht ziyada mooky zaroor hi aaj kal ka traders ky liye wo net py bhi ager chahyeen to kafi kuch seekh sakty hia ager aap daily bases py bhi kaam karien aor net main search kar ky seekhien to aap kafi kuch seekh bhi sakty hain aor apny skills bhi improve kar sakty hai likin experience wo bhi knowledge base hoo ga tab he aap achy trader ban sakty hia aor ais ky liye mehnat karni parti hai aor saath main ais forum ky saath saath ager aap group trading main kaam karien to bhi aap ki learning achi hooti jati hai
          • #6 Collapse

            Re: Jazia: Forex education

            Asslam o alaikum all dear forex forum members i hope you will be good. And dear main ap ki baton sa agree karta hoon and forex eduaction hasil karna behax zaroori hy and ya aysa knowldge hy expert and senior tradders k liye k jitna zyada isko ham hasil krain gy utna zyada kam hy mattlab k isko jitna bhi understand karain gy hamain hi faida hy and ap sab janty hain k forex aik bahot hi zyada bara buisness hy and is k tips bhi bahot zyada hain. So is k files bhi bahot hi zyada strenght main hongi. Is k baary main janny k liye hamain pahly forex ki base par jana hoga. Mattlb k is ki buniyad par servey karn hoga. Hamain chbeye k jitna ho sky ham is k baary main knowledge hasil kar skty hain karain.
            • #7 Collapse

              Re: Jazia: Forex education

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Forex business me professional traders banny key ley traders ka aim Forex education hasil karny ka hona chaye, fundamental aur technical topics ki study daily base par kesi expert teacher se karana zarori hay, Forex business esa subject hay jes ko jetna zeyda understand kia jaye es se etny hi zeyda benefits hasil key ja sakty hey, traders ka aim profit earn karny ka kabi be nai hona chaye, profissional traders ka aim Forex business ki education hi hota hay, esi key base par earning ka aim pora kia ja sakta hay.
              Forex trading ki knowledge ka Uske pass Hona bahut jyada Jaroori hai agar traders advanced reading ki Nali jaogi to watch reading kar Payenge Kyunki Hum Ko Manki ji movement Ke Main Bhi Pata Hoga Aur Woh achchi threading bhi kar Sakenge isliye traders ko chahiye Se Jyada Se Jyada trading co education Haseeb kare adults ke paas wedding ki knowledge Hona bahut jyada Jaroori hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jazia: Forex education

                Forex trading ap ko aisy hi nahi ajani yani agar ap forex trading net sy dekhty hai kisi frend sy thori bohat puch li agar ap chahty hai k ap ko forex trading ajaye or ap achy trader ban jaye to apko chahiye k ap trading proper treeqy sy seekhy trading seekhny sy hi aye gi trading ki classes b hoti hai webinar b or internet sy b apko bohat kuch mil jaye ga ap step by step follow kary or jab ek step clear ho jaye to next step ki taraf move kar jaye ta k ap ki trading theek rahy or is tarha ap trading seekh b jaye gy or trading me ap ko signals ki b zroorat nahi pary gi ap khud sy hi achi trading kar ly gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Jazia: Forex education

                  g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading ko start karny se pahly hmain es ki education par dehan dena chahye q k jub ap trading karty hain tu apko osk bary main proper knowledge hoga tab he apko trading main faida hoga es k hmain boht se faidy milty hain or faidy main hmain trading main loss ka factr kam hoga or jub apko loss kam hoga tu apko trading ki edixation ka faida bhi ho ga es liye forex ki har trha k knowledge ko gain krna chahye or jub ap ayse karty hain tu apko trading main faida hoga or ap ki trading main risk ka factor bhi kam hoga or ap apni trading main jaldi he kamyb ho skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jazia: Forex education

                    je han ap ne bilkul theek baat ki ha aur kisi bhi business ko start karnay se pehlay os ki jankari bohat zaruri ha tab hi os business ma ham log kamyab ho saktay hain to forex trading bhi aik aisa business ha jis ka knowledge hasil kye bagair ham is main profit hasil ni kar saktay hain, forex trading ki education ma boht sari baton ko seekhna zaruri ha aur forex ko aik subject ki tarah learn karna chahye is lye k forex trading aik risky business ha is ko kisi guru ya expert trader se seekhna boht zaruri ha, forex education ma chand ahm cheezain darj zail hain
                    == Introduction of forex
                    == chart ko samjhna k chart ko kis tarah analyse karna ha
                    == chart ma different indicators ko use karna
                    == Support aur resistance ko samjhna
                    == trading plan banan
                    yeh tamam cheezon ka trader ko jab tak ashi tarah knwoledge ni ho ga woh aik asha trader ni ban sakta ha, is lye hamain forex ki education ko seekhna chahye ta k ham ziadah se ziadah profit hasil kar sakain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jazia: Forex education

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Forex business me professional traders banny key ley traders ka aim Forex education hasil karny ka hona chaye, fundamental aur technical topics ki study daily base par kesi expert teacher se karana zarori hay, Forex business esa subject hay jes ko jetna zeyda understand kia jaye es se etny hi zeyda benefits hasil key ja sakty hey, traders ka aim profit earn karny ka kabi be nai hona chaye, profissional traders ka aim Forex business ki education hi hota hay, esi key base par earning ka aim pora kia ja sakta hay.
                      Traders ke liye trading co education Lena bahut jyada important hota hai Kyunki Agar traders ke paas trading co education nahi hogi to wo Forex trading main trade Karke successful nahi ho Sakenge isliye traders ko chahiye K trading ka Jyada Se Jyada knowledge gain Kare aur Forex trading in education zaroor Le Ta ke Akshar trading Karke profit gain kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Jazia: Forex education

                        yes dear ap ka question bohet he acha hy q k agr hum is k illawa koi or b kam start krty hn to jb tk humy us kam k mutilk complete information nahe hoti hum us my kamyab nahe ho sakty.or jb hum wo he kam experince ka sath krty hn to humy us my profit he hota hy hum us my fail nahe ho saty.or bilkul isi tarha sy forex treading hy jis my agr to humy knowledge or experience ka sath kam krty hn to hum is my fail nahe ho sakty.or is k mutilk education hasil kr k he is my treading krni chahey.or is ki education k liay ab humy kahi b jany ki zururat nahe hy q ab pakistan my b is k bohet sy office or treaning center ban chuky hnjin my is my taleem di jati hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jazia: Forex education

                          forex main kamyb hony k liye forex ki eductaion boht zarori hai jis k liye aghr hmain koi acha trading teacher mil jay tu hmary lye bahyr ho skta hai q k hum trading ki learning tu kar he skty hain or bhi trading ko sikhny k liye boht sara materail mil jta hai laken forex ki study main hum forex ki basic knowledge k sath sath trading ko kis trha se handle krna hai wo bhi sikh skty hain es liye hmain chahye k forex ko proper way se learn karen proper knowledge k sath reading karen ta k hmain market ko smjhny main asani hoti hai or yah sub tab possible hota hai jub hum forex ki proper study karty hain jis k liye aik techer highr krna zarori hota hai q k sirf parh leny se kuj smjh nahi a skta jis ko hum apni trading main use kar sakty hun..
                          • #14 Collapse

                            Re: Jazia: Forex education

                            yes dear forex mein agar ap achi education hasil karo gay then he ap achi earning kar sakty hein kiyon kay forex mein education hona bohat he zarori ha market kay bary mein acha knowledge experience market kay bary mein sari information ka hona bohat he zarori ha kiyon aky forex mein agar ap basic forex ki learning hasil kro or forex kary bary mein achi information kiyon kay education forex forum say bohat he achi hasil ki ja sakti or forex ki achi education kay liye forex pakistani forum ek best ha gar ap is mein koi bhe bat ka pouchna chahty hein to sirf is mein ap apni new thread post kareen or apni thread mein koi bhe sawal pouch sakty hein or forum mein bohat he achy or senior bethy hein jo ap kay har sawal ka reply kareen gay or apko achi tarha guide kar sakty hein jis say ap bohat he acha or kamyab knowledge hasil kar sakty hein is liye education hasil karnay kay baed he ap is mein achi earning kar sakty hein or then he ap kamyab business start kar skaty hein or life change work kar sakty hien
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jazia: Forex education

                              Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon forex trading main ap ko jitna ho saky informaation gain karen aur learn karen tab hi ap trading achi kar payen gay aur is ka sab say best way forum pak pa ya apnay senior say lay saktay hain Forex education key base par hi trading business ko samjny me asani ho sakti hay, mostly professional traders complete education hasil karny key bad Trading business me entry karty hey aur very short time period me esy traders apny profit aim ko pora karny me be kamyab ho jaty hey es ki basic waja us ka Forex se related complete knowledge ka hasil karna hay, without Forex education key Forex currency business ko samjna possible nahi hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X