Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain
    Dear friends, forex trading main loss ana ek normal bat hay aur zayada tar loss hamari apni mistakes ki waja say ata hay, aur kamyab traders wahi banta hay jo apni mistakes ko repeat nai karta, so ap ko chaheay kah loss ki reason ko hamesha yad rakhain ta kah futures main un mistakes say bacha ja sakay jen say loss hwa tha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

    Aksar he yahi dekha gya hay loss ki reasons mei mistakes hamari repeat hojati hain aik kamyab traders ki yahi achi baat hoti hay wo apni mistakes ko kabhi repeat nahi kartay hain aur success ratio unki achi hoti hamay chahiye hamay apni mistakes ko future mei avoid karain mistakes sey bancha janay ka matlab hota hay loss sey bacha jay yahi best tarika hota hay
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

      Ager ap loss ka reason apny minde mainnahi rakhyn gye to ap ko labhi bhi achi trading nahi kar piyen gye kyun kay baad trader ik hi ghalti ko dobara dhoraty rahty hain un ko chiye kay bajy is ghalti ko improve kar karyn wo bas ghatiyan he karty hain or loss karty rehty hain acha trade apni ghalti ko minde main rakh kar trafe karta hai..
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

        You Are Right Dear....Loss Ki Reasons Ko HamEsha Mind Main Rakh KaR Trading kaRni ChaahiYe Or Agar Koi Loss Ho Bhi Jaaey To yeh ZarooR CheCk kaRna ChaahiYe K Yeh Loss Q Hua Hai Or YaHAn Kya MiStake Hui Hai....or Dobara woh Mistake kaRnay Se BaChna ChaahiYe....isLiye Ji bhi Loss Ho HumeM us k Bhi Analysis KaRnay ChaahiYen...
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

          Loss ho hamy har taime apny mind my rakhna chiya jb ham loss ko mind sy nikal dyty hy to ham apni lit sid bhi bhol jaty hy us taime phr ham bhot bra loss krty hy loss sy bchny k liya bhot zeada zaroei hot hybl ham loss ko mind my rakhy taky lot siz dr dr k lgyae ourbjb loss ho b jaye to msla na bny
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

            Mistakes ki wajah sey he maximum loss dekha jata hay esliye mistakes ko nazar anadaz kar dena aik aur mistake hay ap yakenan usko repeat karo gay jab aik mistake ko again repeat keya jata hay so loss hota hay esliye hamesha koshish karain kay apni mistakes ko theek karain loss sey bachay ka ye aik important step hota hay aap ko chahiye aap es ko ehmiyat den.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

              forex trading main sirf wohi log bar bar nakam hoty hen jo apny loss ki wajuhad ko bhool jaty hen aur phor sy wohi galthian dhoraty hen aik acha trader wohi hota hy jo ap ki gai galthion sy sabak ly aur un ko phir sy kerny sy bas rahy ager jo wo ap galthion sy sabak nai leata aur phir wohi kam kerta hy to yakeene tor py wo bahut bra loss kery ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                ye buhut achi quality ha jo log apni ghaltion ko mad e nazar rakty hoye next trade lagaty ha to vo log forex sa profit lety ha our jo log apni ghaltion ko bhol jaty ha vo next time bi loss hi karty ha thanks very much
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                  Loss ki reason ko hamesha mind mai rakhein kuen k jab ap ko trading mai apni mistake ki waja se loss hota hai to in mistakes ko apni trading mai dobara se repeat nae honay daina chaye jab air yeh trading mistakes hi hmaray loss ki waja hoti hain jab tak inko mind mai rakhein gay aor in se bachnay k lye apni planning and trading strategy mai improvement le k aeon gay to next time trading mai loss se bach jaein gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                    jee hain si amn loss hona normal he hai but hum ko jis waja sy jis reason ki waja sy loss hota hai woh reason mind man rakhna chaye or os sy sekhna chaye kun k agir mistake ak he hum bar bar krty han to kbi bhi hum kamyab nahi ho skty
                    Removed by Moderator
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                      Trading me insan market me entre hony se pehly hi sab kuch nahi seekh skta usy har qism k chalenges or achy bury experiences ka samna krna parta hai jab wo amli tor pr trading krta hai.Byshk uski knowledge bhut ho practice k ilawa wo sab kuch nh sekh skta. Jb insan koi ghalti krta hai jis ki wjha se use nuqsan hta hai to us pr ghbrabny ki bjaye k us k knowledge k khilaf chali gae trade ,ki zrurt nhi balkeh us ghlti ko judge krny ki zrurt hai or uski crection krny ki zrurt hai wrna ta k ghalti dobara nah ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                        G Han Dear Bilkul Right Forex Me Loss Ana Aur Forex Me Hamra Ana Common Hy Magar Usey Continue Karna Saty Kar Long Term Kam Karna Hy Bari Baat Hy Q Ke Join Bohat Sey Log Karte Hain Mgr Suit Har Kisi Ko Nai Karta And Loss Hamari Apni Mistakes And Hamey Learning Ke Liye Hota Hy Na Ke Quit Karne Ya Himmat Harne Ke Liye. Hamey Loss Se Learn Karna Apni Ki Hui Mistakes Ko Find Karna Ana Again Unhe Repeat Nai Kar Na Hy.
                        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                          Forex trading mein loss ki boht si reasons hein magr aksar loss hamari mistakes ki waja se hota hai ya phr hum ziada profit hasil krny ki lalach krty hein jis se hamesha loss hi hota hai aik successfultrader wohi banta hai jo apni mistakes se learn krta hai aur unko repeat nahi krta.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                            Faida or nuqsan business ka ekhissa hai k kabhi faida hug apko or kbhi nuqsan huga or ye chez bhi ap k operr hi inhesar karti hai k jisdin apka kam karnay ka dill chahega us din apko profit ziada huga or jis din ap bedelli say kam karengay us din apko nuqsan huga ya faida hoga bhi to wo bhut thora huga, is k ilawa faida or nuqsan market pay bhi depend kata hai k current situation kesi hai, tu hame kisi bhi kam ko loss hunay ki waja say nahi chorna chaheey bul k hame us kam mai loss hunay ki waja maloom kr k use theek karnay ka sochna chaye or ager wo cheez hamare bus main a hoto hame phir kam chorana chaheye, Loss k drr say kam ko chorna bewaqoofo ki alamat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                              ye be ap ki bat thek ha hume lose reasons k bhre main pta hona chaiye hume kis mistake ki waja se zada lose hota ha is bhre main be hume information hone chaiye jo mistake hum se zada hoti ha os ko mind main rakhy trading krein tu hume lose ka samna nai krna pare ga ur hum asani se success hasil kr sakte hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X