Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

    g hn mei apki bt sy mukmal itefaaq kartaa hou forex trading mei hmei chahye kay jitnii bh ghltiyaa hou uce zehn mei rakhty huyee ya behtr yehe hy kay ksi bhi copy wgheraa mei likh lei tou ziadaa behtr rahay ga - hmei chahye kay forex trading kou sanjeeda lei aur ghlti kou duhryei gy tou market apkou achaa sabaq skhaye ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

      G Han bilkul theek kaha jb hum.loss ki reasons ko mind men rakh kr trading kren ge to is see humen faida ho ga k hum khud ko acha trader bna sken ge loss ki reasons to samny rakhny see hum apni trading men un ko zehan men rakhen ge to khud ko un see easily safe kr k apni trading ko successful bna sken ge aur loss see khud ko bchaya sken ge.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

        G Dear apne sahi kaha ek ache trador ki nishani hai k wo apni mistake reapet na kare learn karen forex main mistake hona aaam si bat hai lakin un mistake se learn karna he asal kamyabi hai is lye jitna ho sake learing karen apna knowledge gain karen ta k apki skills improv hun aur apni greedns kahtam karen ta k ap ek strong trador ban saken
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfannomani پيغام ديکھيے
          Dear friends, forex trading main loss ana ek normal bat hay aur zayada tar loss hamari apni mistakes ki waja say ata hay, aur kamyab traders wahi banta hay jo apni mistakes ko repeat nai karta, so ap ko chaheay kah loss ki reason ko hamesha yad rakhain ta kah futures main un mistakes say bacha ja sakay jen say loss hwa tha.
          Assalamualaikum bhai main aap ki baat se Intezar Karti Hoon bahut Sare logo ko lost loss is wajah se bhi Hota Hai ki wo Apne Pichle loss ka reason nahi Jaan Pate aur Agar Jante Hain To wo Yaad Nahi rakhte jab K traders ko chahiye ke woh Apne pahle loss ka reason mind Mein rakhen Taki next time wo wo galti kar kar loss ko face Na kren shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfannomani پيغام ديکھيے
            Dear friends, forex trading main loss ana ek normal bat hay aur zayada tar loss hamari apni mistakes ki waja say ata hay, aur kamyab traders wahi banta hay jo apni mistakes ko repeat nai karta, so ap ko chaheay kah loss ki reason ko hamesha yad rakhain ta kah futures main un mistakes say bacha ja sakay jen say loss hwa tha.
            profit and loss Forex trading Taki Taki Nagar traders for creating custom a loss Ho Jaye Tumko apni mistakes Koi Yaad Rakhna chahiye aur Bar Bar mistakes quote on Rana nahi chahiye
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

              Forex ma trading karty waqat aur entry laty waqat loss ki reason ko hemsha mind ma rhakna chaye acha trader woo hota joo losss walo tamam reasons ko yad rhakta hai aur un ko madad say profit wali trade karta hai
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                Aslamualaikum dafinately forex aisa business hy jis main her koi loss kerta hy is lie loss ho janay ka matlab ye ni k app loss hi krain gay balkay loss k peechay reasons ko kabhi na bhoolain takay app ko yaad rahay or app next wohi mistakes na krain or loss ki bijaye profit gain kertay jain
                TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                Please visit my trading journal from here
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                  g han sahi kaha hamesha in reasons ko mind men rakhen jin ki waja se aap ko loss face krna para aisa krny se jab bi ap next trading kren ge us men ap ko faida ho ga ap un galtiyun ko repeat krny se bach jaen ge aur loss ko bi kam kr paen ge is liye ye hmare liye better hai k hum un tamam galtiyun ko samny rakh kr trading kren jin ki waja se siwae loss k kuch hasil ni hota.
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                    jab b ap trade karty hain to profit and loss donu hoty hain is liye loss ki reasons ko must apny mind main rakahain jis se ap ko loss hota hai in mistakes ko point out karain aur in ko again mat karain ap apni mistakes se seekhain na k dar jain aur un ko thk karny ki kosish karain tab he ap kamyab ho sakty hain aur bar bar wohi galtiyan kar k loss main jany se b bach jaty hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                      forex may jab ham trading karty hay to hamy market kay rules ko follow kar kay up down ko dakh kay is investment karni chahey or hamy is bat ka dahan rakh kar market may investment karni chahey kay jo ham trade kar rahay hain is may hamara balance kam to nahi hay or kam amount may investment karni chahey
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss ki reasons ko hamesha mind main rakhain

                        Assalamualykum dear friends main apki bat sy muttafiq hn jab bhu hamy loss hota he us me apni hi koi mistake hoti he hamy chahye keh us ghalti par focus kary or usko repeat na hony dy jis sy hamari loss ratio kam ho jati he or ek achy trader ki yahi pehchan he keh wo apni mistake ki kabhi repeat nahi hony dery jis sy wo loss sy bachy rehty hen or hamesha acha profit hasil karty hen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X