spelling mistakes and grammar mistakes will also make your post useless for approval?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pak forum ki bari ahm rule ky wo hamary grammer aor apelling ko nahe dekti ham roman english ko use kar rahe he mgr wo posting dosry log bhe kar rahi he aor comment ko dek aor par rahe he es me grammer aor apling wali baat nahe he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji nahi meray khayal mein tou urdu mein hamara gramar mistake tou bohat hi kam hoti hai iss se hum achi posting ker k acha khasa bonus hasil ker saktey hain mein iss pe achi working kere raha hoon.
      • #18 Collapse

        bhai g mere khayal main forex main to ham apni language use kar rahy hain or ic main urdu use karty hain ham to ic main to spelling mistake to ho he nahi sakti lekin agar ham English main post karen to phir bhi forex ko choti mistake ko ignore kar dena chaeye.
         
        • #19 Collapse

          g bhai jan zaida tur hum log jo hain jaldi jaldi main akay spaling, 0r grammer ki wording galat type ker dyty hain bhai jis ki wajha say hum sub ko loss hi hota hai na k profit..........
          • #20 Collapse

            Jee bilkul forex main 10hi successful ho pate hain. Aur baki sare 90 percent log sirf apna paisa le kr ate hain or apna paisa haar jate hain. Forex main 10log hi ese hote hain jo apne apko trading k hisab se apne apko dhal sakte hain.
            • #21 Collapse

              zyada mistake hote ka soo iss liya loog kamyab nahi hota agar hum inn chooti mistakes ko thek kar dein to hum kamyab ho sakta ha.ager aap ki posting me bohat zyada grammer ya spelling mistakes hain aur aap ki baat logun ko samajh aana mushkil hai.
              • #22 Collapse

                speeling mistakes se aik lafz ko app kuch ka kuch parh lete hai jis se app ko samajh nahin ati aur ager app ki english achi nahin hai to is forum main urdu ka option hai app urdu main post kar liya karo taa kay dosre easily samajh lain app ki baat.
                • #23 Collapse

                  jub ap posting karty ho to kuch bato ka kahyal karna parta hai ta k apki mehnat zaya na ho aur english main agar ap posting kar rahy ho to is bat ka dehan rakhy grammar aur spelling ka ta k post zaya na ho................
                  • #24 Collapse

                    g han asa bht sa log hta hn jo ka typing ka doora spalling or grammatical mistakes karta hn jin ko phit parhna ma bht ziada mushkil hti ha .. aap ko agar english nhi ati ha to aap urdi ma type kar ln lkn kaa az kaam is trha mistakes to na kra warna aap ki post approved nhi hti ha .
                    • #25 Collapse

                      I think wo speling jin ki mistake se word ki sense change ho jaye or aap k pore sentence ka matlb change ho jaye to aesi post in forex approved nhi hotien but idr koi language ki restriction nahi hai so ap simple roman language use kr k is mistake se bach sakte han...
                      • #26 Collapse

                        ge ha hare kame ka apne apnew treka hote ha ap ase tarhe posta lagte waqte ap pa spalinge ke ya gramer ke koe pabnde nahe hote ap apone marze sa poste lage sakte ho .
                        • #27 Collapse

                          Asslam O Alaikum haan gee hum post krtay huway kafi spelling mistake krtay hain or issay humay nuqsaan hota hai issliye humay sabr say krna chahye
                           
                          • #28 Collapse

                            dosto app ne posting aram se krni he maximum app 2 hours ke andr posting krlete hey is liay is liay spelling mistakes se bachna chahye or sahe comments post karna chahye wrna hamari post ke waste hone ke chances hey or is liay sahe posting krni chahye
                            • #29 Collapse

                              i think spelling mistakes boht ziada bhi nai karni chaiye. aap short wording se parhaiz karein ge to aap ka account banned nai hoga na post delete hogi. Main thing ye hai k aap nay likha kia hai or kia logo ko wo cheez smaj main bhi arahi hai ya nai. Bat samaj main ana must hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                It is true that spelling mistakes and grammar mistakes will also make your post useless the reason is that if you are unable to understand your point then it is very difficult for a reader to understand and clear all the points that are more confusing.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X