Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai
    Hame daily basis pe kafi hai aise threads dekhne ko milte Hain joker emotions ke control karne ke baare mein hote Hain aur Hume bahut si asi posts bhi dikhai dete Hain
    But many note kiya hai ke bahut sare members aise theards and post to create to karte hain bat on pe Koi Amal daraamad nahi hota hai
    Ham jo postes and theard men jo baten other people's k liye post kr rhe hote hain hamen khud bhi un pe amal krna chahiye ta k ham successful ho saken jab tak ham amal nhi kren ge ham successful nhi ho paen ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

    Bilku sahi kahaa Hai Aapp Ne dear...hum emoTiOnS Py CoNtroL Ki PoSts to Kaafi Kartay Hain Lekin Amal Nahi KaRtay Or JeSay Hii Koi Loss HoTa hai To FoRan New trade OpEn KaR DeTay Hain jiSki Waja se nEw Trade Bhi Aksar Loss Main ChaLi Jaati Hai....huMeN Chaahiye K agar Loss Bhi Ho Jaaey To EmoTiOnaL hoNay ki BaJaaey trade Ko Achay AnaLysis kaR k Lagaaya Jaaey or LoSs ReCoVer Kiya Jaaey Na K LaapaRwahi Ki WaJa se DobaRa loSs KaR diya jaaeY...
    • #3 Collapse

      Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

      g han bhai asa he hai ap bilkul thek kah rahy hain yeh chez amli kahin bhe dekhai nahi daiti hai ju bhe forex main loss karta hai wo apny emotion ki wjaah say karta hai main khud aj tak is bat ki wjah say loss kar raha hun es lea ap jab tak khud es chez par control na karain dosron ko bhe mashwra na dain.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

        G han ap ne theek kaha aesa hi hay hum nasihat tou har kisi ko karte hain par amal.nai karte hum jab bhi trading karte hain humain hamesha
        Trading rules ko follow karte huwe kam karna chaiay aur apne emotions par control.rakhna chaiay kiu knjab hum khud par qabo nai eakh pate aur over trading karte hain tou hum hamesha apna loss karte hain is liay soch samjh kar kam.karain take success hasil kar sakain aur loss se mehfoz reh sakain
        • #5 Collapse

          Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

          Yes dear apnay bilkul theek kaha hai k emptions k bare mai thread or posts bhut hai but koi bhi amal nahi karta hai jiski basic waja ye hai k yaha pay hum log forex learn karnay ai hai but learning ki baai hum log bonus ki earning mail g gai hai, ye bhut ghalat bat hai k forex pak hame bonus post krnay pay nahi bul k learning karnay k lie deta hai k hum apnay ideas dosro say share Karen jb k hum log sirf earning mail age hai, ye bat mai apko batat chalo k ager forex pak wale apko kisi month bpnus na de to ap unpy kisi tarah ka claim nahi kr saktay hai q k unhonay policy mai bataya howa hai k ye bonus gift hai or hamare pas riht hai k hum chahe to de werna nahi d,e so hame chaheye k learning kare to sath mai hamari earning khud hi hu jaigi, Thanks!
          • #6 Collapse

            Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
            Hame daily basis pe kafi hai aise threads dekhne ko milte Hain joker emotions ke control karne ke baare mein hote Hain aur Hume bahut si asi posts bhi dikhai dete Hain
            But many note kiya hai ke bahut sare members aise theards and post to create to karte hain bat on pe Koi Amal daraamad nahi hota hai
            Ham jo postes and theard men jo baten other people's k liye post kr rhe hote hain hamen khud bhi un pe amal krna chahiye ta k ham successful ho saken jab tak ham amal nhi kren ge ham successful nhi ho paen ge
            Han g posts to har koi karta hain kay forex trading main sab say bara masla emotions par control karna hai lekin koi bhe es par amal nahi kar sakta aur emotions par control na honey ke wajha say kafi zaida loss karwa bethta hai. Lehaza agr aik achi strategy aap kay pass ho to aap apne jazzbaatt par control kar sakte hain aur kammyaab ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

              Emotional aisa masla hay jis per her kisi ka control ho bhi nai sakta kiun k yeh natural hota hay or agar is per koi koi control kr laita hay to yeh us ki behtreen kamyabi hoti hay batain to bahut karty hain posts mein waqai laikin ammal bahut kam log karty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                Forum main daily thraed.open hoti hein agr emotional ko control kro tu hum success hasil kr sakte hein lekin amal.kam hi krte hein sab account wash kr k gi post ya thraed krte hein forum main is se phaly hamra account wash ho phaly se hi apne emotional py control krna chaiye lalach se door rehna chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                  Ap ny sahi kaha hai ap ko posts mil jaye gi jis me different ways sy btaya gya hai k emotions ko control kia jaye trading k doran lekin traders us par amal nahi karty or jab trading karty hai to emotions me beh kar loss karwa lety hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                    G bai jan amin ap ki baat per pora yaqeen rakhta hun kyun kay forex main bahot say emotions say related post karty hai or wo khid in chezon per amaml nahi karty so ap ko chiye kay ziyada say koshish karyn kay apny emotions ko control main rakhyn taan kay ap loss hony say bach jiyen ager ap post main emotions ko control karna bataty hain to ap is kay oper amal bhi karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                      Trading ki kamyabi ky basic asool mein se aik ye bhi hai. Ky ap ne apny emotions ko control kerna hai.
                      Ap ko loss hota hai tab bhi aur ager profit bhi hota hai tab bhi. Ap ne apny emotions ko kabio mein rakhna hai. Ap ny ager ye kaam ker liya to samjgo ky ap ny adhi kamyabi hasil ker li hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                        G dear ap ny bilkul tk bt kr ha ky hm sb ko emotional or controls krna chahey or posting pr zada dhayan Dana chahey ta ky hm apny km my kmyab ho jaey or achi post kr ky apny bouns ko or be Bahter kr saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                          forex mai hamy apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey is ke waja sy hamy siraf loss hota hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy saway loss ky kuch be hasial nahi ho ga is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                            G dear aap ney sahi side pay ishara kia hai kay agar 20 new threads open hotay hai to un ai sey 30 ya 50 % emotions ko control ker kay trading kernay ki advice waley hotay hai or ye tab tak hotay hai jab tak bonus accounts mai transfer nahi hota hai, jaisay he bonus accounts mai ata hai sub kuch bhulaa kay trading start ho jaati hai or jazbaat mai aa ker tardes open ker li jaati hai or phir ziada trades open ker kay ziada loss kay chances bhi ban jaatey hai. Iss liye apnay emotios pay qaboo ker kay trading karey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions pe control ke liye posts to bahut hain but amal nahi hai

                              Yes sir agar hum forex mien trading kerty hien or jab hum trading k doran loss kerty hien tu as mien aa ker hum log emotional ho jaty hien as lye hamin forex mien aa ker kabi bee emotional na hona hota hai agar hum forex mien aa ker emotional ho jaty hien as mien hamin he los hota hai a slye haamin apny emotions ko control kerna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X