Forex market main high lows ko study zaroor karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main high lows ko study zaroor karain
    Forex market main hamain trading kartay waqat chiay hota hai kay ham apnay instaforex bonus account ke upar trading karain to hamain kafi acha trading business ho sakta hai jabb ham market main high lows of market per Trading karain gay to hamain kafi acha trading business main profit hasil ho ga hamain chiay kay ham jab apnay emotions ko control karain gay to hamain basic Trading achi ho gi to hamain market main annaylisis kartay waqat kafi acha faida hasil ho sakta hai or is tara high lows ki study say hamain Market trend ka pata chal sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main high lows ko study zaroor karain

    G koi bhi trading tb ki jati h jp apko us ki knowledge hasil ho forex trading Mai loss r profit 2no milta hai apko study krni Chahy KY kon se esi mistakes hai jes ko na Kiya Jay tk humy loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex market main high lows ko study zaroor karain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
      Bilkul agar hamne forex trading se achi earning krni ha or ismein kamiyab hona ha tw hamein forex market mein high and lows ko zaroor study krna chahiye take hamein market ki movement pta lag jaye or hamein trade krne mein asani ho.
      Forex main jab ap apny analysis karty hain tu sath yeh be daikha jata hai kay market kitna aik month mai loss mai gai hia loss means bearish howi hai or kitna bullish howi hai us say ap ko asani yeh hoti hai kay ap sahi sy apni trades mai daikh skaty hian kay market kitna mazeed neechy a sakti hai or market kay analysis kar kay ap ko or zaida asani ho jati hai es ko samajny kay leye.

      اب آن لائن

      Working...
      X