acha pair ki talash
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    acha pair ki talash
    main na apni phali trade lagahe thi mujha loss hoya mager kuch zeyada nai mager phir bhi mara analysis theek nai nikla ab main phir eik acha pair talash kerna chata hoon to mujha kon sa pair select kerna chaya oar kasay kerna chaya ???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: acha pair ki talash

    Beginner traders jo key market me trading key ley esy pairs ki talash me hoty hey jo key us ko acha profit de saky to ye kamyabi esy traders ko demo account me hi mil sakti hay, demo account every pair me trading ki training es ley zarori hey key har pair ki market ko observe aur samja jaye, jab kesi pair key behavior ko traders understand kar lety hey to esy hi pairs me un ko trading karni chaye, every day kesi new pair me trading karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye, jo pair kam wakt me zeyda profit aur kam loss dey esy pair ko find karny ki hi zarorat traders key ley hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: acha pair ki talash

      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai shuru shuru main tammam junior member yeah problem face kartay hain aur start main woh apna loss kar bethay hain is ki main wajah ghalat pair ki selection hai jub tak aap sahi pair pr trading ni karaingay tb tak aap kamyab ni ho payengay.
      Shuru shuru main mainain silver pr bht trading ki lakin maximum time mujhay loss hoya basically main aik scalper hun aur mera kaam ziada lot size k sath few pips uthanan hota hai lakin silver main spread hi itna hota tha k us ko recover karnan hi mushkil ho jata tha is liye ab main kam spread walay pair pr trading karta hun
      Best pairs for trading
      USDJPY
      USDGBP
      USDAUD
      USDCAD
      umeed hai aapko post achi lagi hogi..
      • #4 Collapse

        Re: acha pair ki talash

        forex trading main new traders aksar bina knowldge ka trade krty han or una pehli he dafa lose ho jata ha is ka lea achy pairs bhe zaruri ha but sath sath apko demo account pa practice krni chaiya jis sa apko bhut sa pairs mil jaty han jo ka ap ki trade ko profitable bana sakty han bina seekha trade ni lagni chaiya demo acount hmra lea ak bhut e acha teacher ki tarha ha jo apko real acount pa kam krna ki bhut se skils deta ha is lea apko chaiya ka ap reall acount pa kam krna sa pehla demo acount pa kam kren is ka pairs ko obsirve kren phr real acount pa kam ren tu ap ki trade bhut he profitable ho sakti ha
        • #5 Collapse

          Re: acha pair ki talash

          Acha Pair :

          Dear friend forex kay tamam pair achay hain. aur in main trading account kay balance kay mutbiq trade ki jati hay. jesay gold ya bitcoin per chotay account say trade hoti nahi hay aur kerni bhi nahi chahye. jab kay currency kay tamam pairs per trader achi trading ker sakta hay.

          Trading Pair :

          Ager ap new trader hain aur ap ko kisi aik pair say start lena hay to ap ko koe aik pair jo ap ko currency kay tamam pairs main say acha lagta hay us ko apni trading kay liye set karen. aur us main trading apni trading kay tarika kar say trade karen. que kay ager ap kay pas trading kay liye ap ka apna trading ka tarika kar (strategy) nahi ho gi to ap trading nahi ker saken gay.

          Trade setup :

          Jab ap trade kay liye pair set kar len to us per tab trade karen jab wo ap ko koe clear nishandahi keray kay ab market sell main jaye gi ya buy main. aur ager ap ko market kay analysis ka knowledge nahi hay to us kay liye ap ko pehlay market analysis kay kay trika kar ko perhana chahye aur us ki practice kerni chahye. us kay abr ap ko market ki samag a jaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: acha pair ki talash

            Forex trading aik bohat hi risky business ha jis ma trading karnay k lye bohat si mehnat karna padti ha is lye forex market mara trading k lye boaht se currency pairs pe trade karna hoti ha. to new traders ko pehlay do teen major currency pair pe kam karna chaye ta k is ma ap ki practice ho jaye to meri nazar ma hamain trading k lye in pairs k chose karna chaye
            == USDCAD: yeh bohat hi profitable currency pair ha jis ma ham asani k sath trading kar k profit kama saktay hian is ko select karnay ki chand wajah hain like
            a. US session ma is pair ka trend clear ho jata ha
            b. Do main countries ka currency pair ha jis ma boht ziadah trading ki jati ha is
            c. Spread bohat hi thoda hota ha is currency ma
            d. Jin k pass raat ko free time hota ha woh is currency pair pe trade kar k profit kma skatay hian
            • #7 Collapse

              Re: acha pair ki talash

              اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
              main na apni phali trade lagahe thi mujha loss hoya mager kuch zeyada nai mager phir bhi mara analysis theek nai nikla ab main phir eik acha pair talash kerna chata hoon to mujha kon sa pair select kerna chaya oar kasay kerna chaya ???????
              Acche Pyar Ki Talash Har Koi Karta Hai agar koi accha Pyar Mil Jata Hai To Phir is pair pair trading Karke Hum Log acche profit Hassan kar sakte hai Jiska Hum logo ko fayda ho sakta hai
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: acha pair ki talash

                Dear friend,
                Ager ap ka knowledge acha hay to ap kay liye har pair hi acha pair hay trading kay liye. Problem yeahi nahi hay kay ap ko loss ho gia aur wo pair acha tha ya cha nahi tha. problme yeah hay kay ap nay jab trade enter ki us wakat apnay aisi kia cheez dekhi jis ki waja say ap nay trade laga di.

                Market main enter honay kay liye alag knowledge hay aur analysis ka alay knowledge hay. Analysis ka knowledge trader ko yeah batata hay kay market ki long aur short term kia direction hay. kis simat main trader trade lay to wo long term ho gi aur kis sima main trade lay to wo short term ho gi.

                Trading strategy ka ilam trader ko yeah batata hay kay jab ap nay market ki simmat ka tayyan ker lia hay to trader nay long ya short term trade ko enter kaisay kerna hay aur exit kaisay kerna hay.

                jab trader in tamam chezon per amal kertay howay trading keray ga to wo achay pair talash nahi keray ga balkay wo pairs main achi entry talash ker kay achi trading keray ga.
                • #9 Collapse

                  Re: acha pair ki talash

                  important na apni phali trade lagahe thi mujha loss hoya mager kuch zeyada nai mager phir bhi mara analysis theek nai nikla ab principal phir eik acha pair talash kerna chata hoon to mujha kon sa pair pick out kerna chaya oar kasay kerna chaya ?
                  • #10 Collapse

                    Re: acha pair ki talash

                    Sameer trading kab Karni chahiye Jab Hame hundred percent Yakeen Ho ke Hamare trading profit Mein Hai Jayega Hame Aise time pe trading nahi karni chahiye Jab market bahut recipe hoti hai qk us time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders co trading Karke Dosti ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte
                    • #11 Collapse

                      Re: acha pair ki talash

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qutabsalar پيغام ديکھيے
                      main na apni phali trade lagahe thi mujha loss hoya mager kuch zeyada nai mager phir bhi mara analysis theek nai nikla ab main phir eik acha pair talash kerna chata hoon to mujha kon sa pair select kerna chaya oar kasay kerna chaya ???????
                      Trading karne ke liye Ek Jaise trading player ki search kare aur US currency pair your commodity trading Kare jis mein recording karna safe lag raha hoon aur aap batao aap kaun reading Kar Ke profit hi hoga kabhi aap US currency pair commodity trading currency trading current Jisme trading karna Aasan ho aur uska bhi kam ho jata Jiski currency pairs mein trading Nakhra toh Jyada beta hai Jyada desh ki currency pairs are commodity Mein launch hone ke chances bahut jyada hote hain isliye Aise currency pairs are commodities ko avoid Kare Tu Jyada baithe hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: acha pair ki talash

                        bhai aghr ap pahli tarde ki bat karen tu mery expiernce main bhi pahli bar yahi howa tha mujhy pahli trade par he loss ho gya tha laken zayda nahi kam he howa tha or yah aik boht he zarori bat hai k hum os pairs ko select nahi kar skty hain jis se hmain profit mil saky or aysa tab he hota hai jub hmary pass trading ka acha knowledge nahi hota hai jis se hmain loss hota hai tu mera khyal hai k hmain apni trading ko real account mains atrt karny se pahly demo account par trading ki practice kar leni chahye jis se yah hota hai k humain apni pahlui trade par loss nahi hota hai or es ks ath sath hmain pairs ko tlalsh karny main grip mazboot ho jis se hmain trading karny se acha profit mil skay or pairs k liye apki market ki analysation mazboot honi zarori hai jo apko pairs ki talalh main madad karti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: acha pair ki talash

                          g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex main achi trading k liye boht zarori hai k hum pairs ko achi trha se select karny k qabil hun q k pairs jub tak hum sahi slect nahi karty tab tak hmain acha profit nahi milta hai q k galalt entry par trade open karny se hmaisha loss he hota hai es liye hmain chahye k hum es bat par zayda zor den or apni trading baility ko itna hg karen k hmain piars ki slection karny main asani ho jay or hum oski madad se apni trdaing kar k achi eraning kar skaen or yah tab he hota hai jub hmary apss trading ka knowledge hota hai or hum os main achi trha se market ko smjhny k bad apni trading kar sakty hain laken yah sub had working se possible hota hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: acha pair ki talash

                            Trading Pairs:

                            Trading kay tamam pairs achay hotay hain aur in ko trading kay liye dekhtay rehna chahye. ager trader kay anader qabliat hay to wo tamam pairs ko dekhta rahay aur un kay entry point anay per trade ker sakta hay.

                            Trading Kay liye Acha Pair:

                            Trading kay liye har wo pair acha hota hay jo kay trader ko samag a raha ho. aisa pair jab trader ko entry point deta hay to trader us per trade asani say aur confidence say leta hay. que kay trader us pair ki tamam move ko jo ho chuki hoti hay aur jo anay wali hoti hain un ko samag chuka hota hay.
                            Trading kay liye bar bar pair change kerna trading kay liye acha nahi hay. ager trader expert hay to wo tamam pairs per nazar rakh sakta hay aur ager new trader hay to us ko aik ya do pairs per hi apnay analaysis kertay rehna chahaye aur jab entry milay trade kerni chahye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X