Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay
    Jo log forex mein yeh yeh sochtay hain kay mein yeh trade lagaoun ga tou mujhay nuqsaan ho jaye ga tou aisay log kabhi kamyab nahin ho saktay koi bhi business ho uss mein loss aur profit donoun hotay hain iss lye apnay zahen sae nuqsaan wali soch nikal dain tou aap zaroor kamyab hoon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

    Dear main iss baat oe aap se ittefaq nhi krun ga q k hamen nuqsan k bare men na sochna bhi hamare liye nUqsan deh sabit hota hai
    Jab ham apne nuqsan k bare men nhi sochen ge to ham apne acount ko safe nhi rakh paen ge isliye hamen zaroori hai k ham apne loss ko mind men rakh kr trading kren aur kabhi bhi over trading na kren
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

      ​Dear bro ap ki bat bilkul thk hy forex trading basically aik risk buisness hy is buisness main nuksan aur nafa dono hi chalty hn lkn agerager koi nuksan se dur ker forex na krey to ye bat wrong ho ge jahan forex main loss hota hy wahan forex trading main profit bhbh lakhon main hota hy waisy bh risk to herher kisam ke buisness main hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

        Gee haan brother forex mein hamesha positive mind kay sath trading kerain aur kuch aisa na sochain jo aap ka trading mein negative point banay forex mein nuqsaan her banday ko hota hai uss mein aap yeh na sochain kay aap ko nuqsaan ho ga aap profit ka soch ker trade kerain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

          Dear fellow ye business asa hay ke aap agar is say earning ka sochthay hay tho aap ko mentally Thor par apnay aap ko loss k liay tayaar rakhna hoga kionka loss our profit dhono business ka hisa hothY hay lekin Jin members ko experience ziada hotha hay wo losses Kam karthay hay
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

            ye askar ho jata hye jab hum ko loss hota hye to hum forex ke tradeing se dar jate han and phr hum ye sochte han ke ye trade hum ko loss de ge as se hum ke trade kharb ho jate haye hum ko apne ap se as dar ko out krna ho phr he as se hum acha earn karan ge jab hum loss se darte han to phr trade nai kr pate js se hum as markt se slow slow dar kr out hote han ya phr mazed loss hota jata hye as ley agr hum ko as me loss ho raha hye to hum ko chahye ke live account pr apne tradeing band kr dain phr demo pr new way se tradeing start kr ke apna experince achi se acha krne ke try karan phr easy se hum earn krna start kr le ge
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

              Dear friend apne sahe kaha hai me apki bat sy etifak karta hon forex treading los ka dosra nam hai magar es me kamyab wo trader hai jo los sy na gbabraye aur los ka samna karny k bad apny los ko recover kary aur peofit hasil kary jo log los sy dar kar forex treading chor dety hen wo kbhi kamyab nai ho sakty kui k kamyabi tak pohnchny k lye los ka samna karna parta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                dear kisi had tak apki baat theek hay laikin maira bhi apko yeh mashwra hay k hamain forex main yeh zarur yaad rakhna chaye k lose hamaisha hamaray sath hay kabhi bhi aa sakta hay laikin is say darna nai chaye agar ham is say dar gaye to sajhain ham koi bhi aisa step nai lay saktay hain jis say hamain next achi earning ho sakti hay is liye hamain in sari baatonk sath sath chaltay rehna chaye kabhi haar na mannay say kamyabi mil he jati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                  Jo log forex trading mein loss ka sochty hein asal mein un k andr experience ki kami hoti hai woh koi bhi trade ko open krny se darty hein lekin jis k pas experience bhi ho usko chahiye loss ko hamesha apny mind mein rakhy is tarah woh risky elements ko kam krny ki koshish krta hai mery khayal mein loss k bary soch k trade krna bhi acha hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                    dear forex trading main jo riks nhe le skta hain vo kabi b apni trade main kamyab nhe ho skta hain kamyab hone k liye lazmi hain k forex trading main riks lena hoga qk forex trading main risk k bina koi forex trading main earn b neh kar skta hain trading k liye lazmi hain k stop loss lazmi use kare agar apk pas exprince hain tu loss k chances kaaam hain and profit k chances ziyda hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                      g han bhai forex ek asa bussines sha jis pr apkae loss kae chances zyda hoty han iska ya mtlb ni ha kae ap loss ka soch kr dr kae trade na krn ya trade krty wqt loss ko mind m rkhn is trah ap apna bht loss kra skty han is sae bachnae kae lyae apko chyea kae ap jab b trade kro mind ko hazir rkh kr trade kro taki apko trade m glty na ho skae or ddr kr trade krnae sae apki glty ho skty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                        Forex trading ak risky business hai or jb tk ap is business mn risk nhi lay gay kamyab nhi ho sakty hai agr ap yeh soch gay ap ko nuksan ho ga to ap kbhi kampab nhi ho gay business mn loss or proif dono he hoty hai lkn successful woh hota hai jo loss k parwa kiye bina kam krta hai or trade ko achy say krna janta hai or kamyab hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                          App ne bilkul sahi kaha hy bht se log aisay hain jo her waqt apne mind main khof rakhtay hain k ye trade lgaun ga to loss ho ga to wo kabhi bhi successfull nai ho saktay hain kiun k wo her waqt khof main hi rehtay hain is lie wo lig kabhi bhi taraqi nai ker saktay is lie jab bhi trading krain khof se azad ho ker krain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                            Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Jo nuksaan ka Sochta Hai Wo Kabhi Kamyab Nahi Ho payega Kyunki Ek dafaa nuksaan khayega tu Agli Baar zaroor Kamyab hoga yeah business ka ek hissa hai thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein nuqsaan ka sochnay walay kabhi kamyqb nahin hotay

                              G Sir bilkul forex main nuqsaan ka bary main soochny wala kabhi kamyab nai hota QK na hee forex main balky har business main risk uthana heee business ki nishaneee hai business 1 aise cheez hai jo risk par he chalta hai 'WHERE THERE WILL BE HIGH RISK THERE WILL BE HIGH RETURN' BUT ye return profit ki soorat main hoga ya loss ki ye kisi ko pta nai hota. so noqsaan k bary main soochny wala kabhi kamyab nai hosakta.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X