Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?
    Main ya janan chahta hon kay btc main aj kal trade karna faidamand hai ya nuksan hey hota hai or ager faidamand hai tu sab say achi trading strategy kon se hai btc main trade karnay kay lea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

    Btc pr trade jitna profit deti hai utna he loss bhi krti hai kion ke is ki move bahut fast hoti hai. Aur is per trading k lie apk pas capital bhi bahut hona chahy kion k is pr margin bahut lagta hai. Aur dosra pakistan ne isko qanoni tor pr ban kr dia hai.
    • #3 Collapse

      Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zaryab947
      Ache signal ke sath fayedamand aur bena teyare sagation ke nuqsan
      Dear Aisa nahi hai. Ap ko fundamental news ko follow karna hai tu phir ap signal ko suggest nahi karain or na he chose karain trading k leye. apny analysis or search ki base pay ap trade karo usi mai ap ko faida ho ga. bitcoin ik achi hai trading mai earning k leye. lekin es k leye ap ki apni efforts bhout zarori hai.
      • #4 Collapse

        Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

        Ye kafi risky trade he market main is ka rate kafi taizi se uper neche aat he is lea agr aap short term pr knvest kro gye to kafi nuqsaan ho sakta he lakin agr long term main invest karian to kafi faida ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shahzad2461976 پيغام ديکھيے
          Ye kafi risky trade he market main is ka rate kafi taizi se uper neche aat he is lea agr aap short term pr knvest kro gye to kafi nuqsaan ho sakta he lakin agr long term main invest karian to kafi faida ho ga
          Nahi dear aisy trade karain gy bitcoin mai tu kiya hasil hoga. itna easy nahi jis kadar ap ney beyan kiya hai. es ki news ko proper follow karain analysis karain us k bad ap ko pata chaly ga es ka trend. tab he ap ko long term trend b pata chaly ga or ap ki trade ka ap ko faida hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

            Btc be dosry currany pairs ki trah hai profits be deta hai our lose be likan humry pass likan humey chahiya k jub be hum bitcoin mai trade open karty hai tu balance kafi makdar mai hona chahiya kio k bitcoin mai moments tazi k sat uper nechy a jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

              Bitcoin ik business hai trading ki tarha es mai swap free account jab ap use kartry ho tu kisi b tarha haram ka chakar nahi ata hai. 2nd es mai be ap buy sale karty hain Forex ki tarha market ki daily updates hoti hain tu es ko gamboling samaj k nahi kiya jata tu phir yeh haram nahi hai
              • #8 Collapse

                Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                Therefore, if you change on margin, you can earn massive income by way of investing a small quantity of money. However, it additionally amplifies losses that might also exceed your credit on a trade. Therefore, make positive you take into account the complete price of the role prior to investing in CFDs.
                • #9 Collapse

                  Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                  Assalamu Alaikum dear friend business job ya FIR nuksan Hota rahata Hai agar Ek Bar aapko blouse hai to Agali bar profit Hota Hai Bihar business rules hai to dear friend Yahan Bhi e aapko ko loss bhi ho sakta hai hai aur fayda bhi ho sakta hai yahan per kam karne ke liye aapka account Bada Hona jaruri hai Kyon Ke iska margin level bhi hai hai Agar aapka ka pair Achcha hoga to Aap Ko fayda Hoga aur agar aap ka pair kharab hoga to aapko nuksan hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                    dear friend aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki ki Hamen Bitcoin per Jyada Se Jyada posting Karni chahie Kyunki Bitcoin ki market bahut acchi market Hoti Hai Hamen Bitcoin mein trading Karne Se Achcha prapt bhi ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai Hamen Apne account ko Bachana chahie aur trading Mein lalach Nahin Karni chahie aur Hamen Bitcoin per Jyada Se Jyada posting share karne chahie Kyunki Bitcoin by posting karne se hi Ham kam Yaha Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                      salam all dear brothers
                      yeh aaj ki taza post hai old na samjhna aaj kal btc par trading zaida faida nai hai aaj kal btc ko chor kar other coin par trading karny chayie agar aap forum par bonus trading kar rahay hai phir behtar hai xrp bch and ltc par trading kar sakte ha yeh zaida uper nai gai howay in par zaroor trading karny chayie in par zaida loss b nai hota agar lot size kam rakhe profit ka chance har waqat ek hi pairs main nai hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                        BTC mein train karna hamesha jyada se jyada fayda deta hai BTC jyadatar work aati hai aur jyada se jyada uska market open rahti hai BTC ki market full time open rahti hai aur hamen isliye ismein full-time work karna chahie tha kya mismatch kamyabi hasil kar saken BTC mein ham jitna jyada invest Karke trade karenge hamen se hote Nahin jyada fayda Hoga aur hamara future safe rahega isliye ham mein sabse jyada BTC ko bye karna chahie tha ki ham ismein acchi kamyabi hasil kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                          dear aisy trade karain gy bitcoin mai tu kiya hasil hoga. itna easy nahi jis kadar ap ney beyan kiya hai. es ki news ko proper follow karain analysis karain us k badApne account ko Bachana chahie aur trading Mein lalach Nahin Karni chahie aur Hamen Bitcoin per Jyada Se Jyada posting share karne chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                            Bitcoin Mein trending karne ka koi nuksan nahin hai fayda fayda hai aap small lot uthaya aur aapko pahle B Koi: karna chahie study karna chahie Hamen sikhana chahie aur aap Bitcoin Mein Jab samajh Jaenge to aapko Koi hi trending Mein nuksan Hoga aapko fayda fayda Hoga aur aapko acchi profit Hustle ho sakti hai agar aap is per study Nahin karte hain aur acchi hi learning Karte Hain To aap Bitcoin Mein acchi profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Btc main trading karna faidamand hai ya niqsan ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Faisalafraz پيغام ديکھيے
                              dear aisy trade karain gy bitcoin mai tu kiya hasil hoga. itna easy nahi jis kadar ap ney beyan kiya hai. es ki news ko proper follow karain analysis karain us k badApne account ko Bachana chahie aur trading Mein lalach Nahin Karni chahie aur Hamen Bitcoin per Jyada Se Jyada posting share karne chahie
                              bhai yaha forum mai post ki bat nahi ho rahi yaha ba ho rahi hai kay btc mai investment karna acha rahy ga ya nahi. tu ap ko es se related answer daikhna cheye. ap ko ager nahi samaj ati tu ap apnya question pouch sakty hian. tu ap ko mai es trhead ka answer dy do kay ap es ko ik business ki trha lain. jis mai ap jis kadar apni earning achy karain gy us ki waja ap ki studies hogi or studies jab tak faida nahi dy gi jab tak ap us ko experience mai use nahi karo gy. esleye apni trading mai experience hasil karain apni learning se experience hasil karain gy tu ap kuch kar sakain gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X