Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye
    Loss ko face karny key bad confident traders be some time emotional ho kar apni planing key opposite decisions le lety hey, loss ko face karna be trading ka part hay es condition me agar traders emotional ho sakty hey to future me esy traders ko kamyabi etni be asani se nahi mil saky gi, so kabi be loss ko face karny se emotional nahi hona chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

    Loss ko face karna ek professional trader ka kaam hai jo log loss ko easily face kar lete hain wohi log successful ho jate Hain hame thoda sa last hone pe penic nahi hona chahiye agar Hum pehne ko kar baar baar apne decisions change karte rahenge to Hum kabhi bhi profitable trading nahi kar payenge is business mein zaroori nahi hai ke hame Har trade se profit mile hame is business mein kabhi kabhi loss kabhi face karna pad jata hai isliye hame pareshan hone ki wajah apne decision pe qaim rehna chahiye
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

      yes dear lose ka ho jana koi bari baat nai hay jis tarha ham profit say khush hotay hain same isi tarha say ham lose sa bhi nai ghabrana chaye aur jub lose ho he jaye tab hamain koi aisa faisla nai laina chaye jis say hamain lose k baad mazeed lose say lose na hota jaye is liye aisi mushkil halaat main hamain apnay emotons aur jazbaat pay kaboo rakhna he asal lose ki recovery ka torr hay laikin ham sab ye jantay huvay bhi phir dubara mistakes kar jatay hain is ki wajha hay hamara emotions main ajana.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

        Forex trading business mein profit aur loss tu business ka hisaa han aur loss ko hota dekh kar jo log emotional ho jatay han wo forex trading mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay kiok emotional ho kar koi bhi trade open karain gay tu is se loss hi hota hy aur is traha account hi wash ho jata hy is liye emotional trading se bachna cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

          G han bhai ap ny thek bola emotion main ni ana chiyee loss our profit to forxss main sat sat hai aksr aisa hota agr loss ho jaiyy to gusaa sa ajta our jazbatt main a kar gusyy walyy mind main agli trad lag detyy hai na sochty smjhtyy hai markeet level ko bi dehktyy asyy hei laga detyy hai jis syy our loss ho jataa lihzaa agr loss ho jaiyy to sbr rhkyy apni learing jari rhkyy next tard soch kar waqfy ky sat lagen..
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

            Dear members business naam e profit or loss ka hot ha. so agr apko tading k sath loss hou raha hai tu ap ko es ko bardasht krna ana chahea. apny emotions pa control karain werna out of control hou k yah gussa ma tu ap jo thk kaam krna hou gah woh b galat kr k bethy houn gy.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

              Ye jo emotions naam ki cheez hai ye insaan mein kisi time bhi a sakti hai. Khas ker jab aik trader loss kerta hai to us waqt kafi had tak chance hoty hain ky emotions ko controle na ker pain.
              Is liye loss ko berdasht kerein aur ap ny emotions ko controle kerna seekhein.
              Aur kabhi bhi loss ky baad koi trade open na krein.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                Loss ko face karnay kay sath agar hum jazbati hojatay hain to is say bachnay kay liye humain 2 hi kaam karnay parengay. Pehla kaam yeh karen kay jab bhi trade ko take profit aur stop loss per set karen. Phir us kay baad apne computer ya cellphone per instaforex ka trading terminal ko close kar dain. Takay jab aap kay samne screen hi nahi rahegi to aap relax rahen gay.

                Aur dosri bat yeh bhi hai kay jab bhi trade lain to pursakon rahen aur koi song wagaira play kar daina ur game wagaira khelain. Apna dhehan forex ki taraf say hata dain aur next day hi forex ka status dekhain. Is tarha say aap apne Emotions ko kabu kar saken gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                  G dear ap ki bt thk ha darasal trading bndy ko emotional kr hi daiti ha chahe ktna hi experience trader q na ho hamaen apny emotions ko hr haal mein control rakhna chaye.q k jb bhi hm emotional hoty haen hamaen loss zrur hota ha es lye hamaen apny ap pe control rakhna ho ga ni tu bar bar hamaen nuqsan ka samna krna perhy ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                    Loss ko face krna aam trader k bss ki baat nahi isko professional hi face kr sakty hein new traders ko job loss ho tu woh preshan ho jaty hein aur ghalat decision ly lety hein us waqt aik ghalat decision bhi nuqsan deh hota hai loss mein emotional hona aik fitri amal hai kuch log isko himmat se face krty hein aur kuch ziada mistakes krty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                      Bilkul bhai ap ne theek kaha hai. Agr hm ne bari mushkil se loss ko cover kr lia hai to dobara wohi mistakes nai dorani chaheye. Taky phir hm big loss me na phns jaen.
                      Or loss ko cover krna b aik boht mehnat and Cool mind wala kam hai is k lye hmen emotions se bachna chahey or Cool mind k sath trading ko ikhtyar krna chahey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                        yes dear jaaab hum loss ko dekh lete hain tu bhot pareshan ho jate hain loss agar ho jata hain tu apne apko contral karna chahiye jalad bazi main again koi b trade nhe leni chahaiye agar jaldbazi main again trade le gy tu mazeed loss main aaa skte hain kuch ghaltiya ho jati hain trade k doran par vo humhain bhot kuch sekha deti hain new trade karne main
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                          agr hum forex markt me tradering krte han to hum ko kabi kabi big loss ko face krna hota hye as leye hum ko chahye ke agr jo bhe best planing hum ne banay hye os ko kabi be kse bhe hal me emotional ho kr nahi torna chaye agr hum daily ka apna terget bante han loss and profit ka to hum ko agr loss ho jaye to hum ko os time emoton me aa kr big big lot size ke trade nahi lagne chahye ke hum ye sochan ke me apne loss ko porfit me change kr don ga ye humri big mistake hote hye face krna hota hey loss ko as markt me all time profit nahi hota hye
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                            Agar Hame loss ho raha hai tu Hame chahiye Ke Hum apne aap ko Pareshan Na Kare aur ye Sachin ke Agar abhi Hume loos so raha hai tu ho sakta hai Aage Hume profit bhi ho Jaise Hum apne aap ko depression se Azad kar sakte hain thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko face karny key sath emotional nahi hona chaye

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy next time aony ander ky emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai lalach or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X