Candle aur rsi se divergence trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle aur rsi se divergence trading
    Divergence ka mtlb candle aur rsi dono ka trend line pe touch ho k turn lena. Candle pr jb trend line seedhi lage aur sath he rsi pr candle wale tmam points pr trend line lage to isay divergence kehte hain aur is pr ap small sl rakh kr acha profit kma salte ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candle aur rsi se divergence trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ghaffarr پيغام ديکھيے
    Divergence ka mtlb candle aur rsi dono ka trend line pe touch ho k turn lena. Candle pr jb trend line seedhi lage aur sath he rsi pr candle wale tmam points pr trend line lage to isay divergence kehte hain aur is pr ap small sl rakh kr acha profit kma salte ho.
    Dear ap ko pehlay yeh pata hona cheye kay RSI ka use just oversold ya overbought kay leye use hota hai. ager ap es ko just signal kay leye use kar rahy hain tu ap galti pay hain. bhout sy trader es ki values ki setting ko sahi set nahi karty hain jis ki waja sy trader ko loss ka samna karna parh jata hai. ap koshish karain kay jab be ap trade karain ap apni trading main RSI ki values ko find karain or us kay mutabiq phir trend line ko draw karain. trend line ap ki har pair kay leye alaag hai ap ki values be alag alag hogi.

    اب آن لائن

    Working...
    X