about Risk reward
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    about Risk reward
    Risk/reward

    Risk aur reward Forex trading business key part samjy jaty hey magar ye define karna bahot zarori hay key hamari trading me risk aur reward dono key ratio per trade me kia hony chaye jes key help se risk ko control kia ja saky,

    50 pips ki earning aur stop loss 20 pips ko acha trading result kaha ja sakta hay aur es trading plan ko be good plan ka name dia ja sakta hay magar ye bilkul be ghalat plan ho ga jab reward 50 pips aur stop loss ko 150 pips par laga dia jaye, hamesha reward ki total average stop loss se zeyda rakni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: about Risk reward

    Use stop loss orders correctly. Stop Loss orders do exactly as you can understand their name, they are already avoiding you more losses if the deal is not in your favor, you can not predict how the deals can go so you can make big gains but the risk factor always exists. By executing a transaction, you have to determine the value you will risk from the capital. The stop stop should be determined if the price is a counter-direction to the direction of your trade. Remember: every deal you start involves risk - always make sure you understand the risk involved in trading in the money markets. Keep in mind what you can lose, and always ask yourself if you are prepared to accept it if it happens.
    • #3 Collapse

      Re: about Risk reward

      Dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon kay ap kheriyat say hon gay main ap ki baay say agree karta hoon sab say pehly risk aur revard ka pata hona chahiay hamen trading main inm baton ko achi tarha samjhna chahiay tabhi ham achi trading kar sakty hain kun kay market main ager rewarad ki value kam hogi ager risk say to ye plan sahi nahi samjha jata is say ap loss main jatay hai is kay ager reward ki value ziada ho risk say to ye aik acha plan hay is say ap ko kafi faida ho sakta hay is liay ap in nbaton ka khayal akha karen ager theak kaha ap nay kay ager revard ki 50 aur risk ki 20 ho ya 30 b ho to sahi hay ager reward ki value 40 nya 60 aur risk ki 100 ya is say b ziada matlb ziada ho to ye plan theaqk nahi hay is say ap loss main jayen gay is liay in baton ka khayal rakhna chahiay tabhi ap profitable trading kar sakty hain risk aur rewaed main points hain fore trading ager ap risk ko control kar lety hain to loss main ap nahiu ja sakty
      • #4 Collapse

        Re: about Risk reward

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Risk/reward

        Risk aur reward Forex trading business key part samjy jaty hey magar ye define karna bahot zarori hay key hamari trading me risk aur reward dono key ratio per trade me kia hony chaye jes key help se risk ko control kia ja saky,

        50 pips ki earning aur stop loss 20 pips ko acha trading result kaha ja sakta hay aur es trading plan ko be good plan ka name dia ja sakta hay magar ye bilkul be ghalat plan ho ga jab reward 50 pips aur stop loss ko 150 pips par laga dia jaye, hamesha reward ki total average stop loss se zeyda rakni chaye.
        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Yeh To definitely si Baat Hai Kya Gora Forex trading kar rahe hain toh isme 99% risk involved hota hai agar aap Kisi Ko kam karna chahte hain to proper tarike se aapko stop loss for use karna bahut jyada important Hota Hai aap apni trade ko open Karte Hain auto risk involved ho jata hai Jiski radio ko aap Khatam to nahi kar sakte Jarur kam kar sakte hain uske liye aapko stop-loss ko use karna hota hai aur Market ke proper knowledge Rakhna hoti hai aur apne capital ko saaf karne ke liye ek proper planning Jisne aapko Maloom hona chahiye kya aapne aapne third ko kis time offer open karna hai aur kis time par close karna hai yeh important cheez hai
        • #5 Collapse

          Re: about Risk reward

          Risk aur Reward ratio :

          Yeah wo ratio hoti hay jo trader kay order say hasil hoti hay. jab trader market main enter hota hay to wo market main apna profit aur loss ko mutayyan ker kay phir enter hota hay. jab trader trade kay liye market ko analysis kerta hay to wo us ka risk dekhta hay aur us ka reward bhi dekhta hay aur idea lagata hay kay market ager is level tak gai to meri trade close ho jaye aur wo trade risk ho ga aur ager market us ki trade ki simat main jati hay to wo apnay profit ko bhi set ker leta hay.

          Is trah risk (stop loss value) aur reward (take profit value) main jo ratio ati hay us ko risk reward ratio kaha jata hay. aur trader hamesha wo trade hi leta hay jo us kay risk kay mukablay main 2 gunha kam say kam ho. aur baki trade chor deta hay.

          Risk reward ki seting aur stop loss aur take profit ki setting trader ki apni trading strategy say set ki jati hain. jeay kay pic main risk aur reward ki achi ratio ko show kia gia hay.
          منسلک شدہ فائلیں
          • #6 Collapse

            Re: about Risk reward

            je bilkul profit aur loss ki ratio se agar ham koi bhi business karain gay to ham os business ma kamyab houn gay aur isi tarah forex trading ma risk aur reward ko nazar ma rakh kar agar ham trading karain gay to ham forex ma asha profit kama saktay hain aur apany account balance ko increase kar saktay hian to risk aur reward k hawalay se following chezain bohat zaruri hain
            == hamesha currency pair ki daily average k according stop loss aur take profit lagana chaye ta k money management k hisab se ham profit earn kar sakain
            == hamain profit ki aik limit rakh kar trading karni chaye
            == greed se bilkul bachna chaye agar ham profit ma greed karain gay to hamain ulta loss ho ga aur ham kabhi bhi axha profit earn ni kar saktay hian is
            == account balance k hisab se lot size ko hamesah select karna chaye ta k risk se bacha ja skay
            • #7 Collapse

              Re: about Risk reward

              G han traders key rules me aur planing me ye clear hona bahot zarori hay key us key per trade entry me risk/reward ki average aur ratio kia hay hay, risk/reward ka decision trade open karny key bad nahi lena chaye, per trade me agar reward ki limit 40 pips raki jaye to es se zeyda risk ki limit rakna mery khayal me achi nahi ho sakti hay, hamehsa risk level ko reward level se kam rakna chaye, good trading ka ye part hi hota hay jab traders risk ko kam aur profit limit ko zeyda rakny ki koshish karty hey.
              • #8 Collapse

                Re: about Risk reward

                Risk Reward :

                Jab bhi koe businessman apna order leta hay to us kay risk aur reward per wo lazmi focus kerta hay. aur ager risk kam ho aur reward us say 2 gunah ya 3 gunah ya zayada ho to wo zayada reward walay order ko lay ga.

                Same aisay hi jab tradr trade lagata hay to wo us trade ka risk dekhta hay kay is trade main stop loss kitna hay. aur us ka take profit kitna hay. Stop loss aur take profit ki jo ratio hoti hay us ko risk reward ratio kaha jata hay.

                Trader ko wo trade leni chahye jo achay risk reward ratio ki hamil ho. kabi bhi aisi trade nahi leni chahye jis ka risk reward ratio 1:1 ho.

                Ager trader achay risk reward wali trade leta hay to us ki trading strategy ki ager accuracy achi nahi hay aur sirf wining percentage 50 hay to bhi wo trader forex market main over all profit main ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: about Risk reward

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Risk/reward

                  Risk aur reward Forex trading business key part samjy jaty hey magar ye define karna bahot zarori hay key hamari trading me risk aur reward dono key ratio per trade me kia hony chaye jes key help se risk ko control kia ja saky,

                  50 pips ki earning aur stop loss 20 pips ko acha trading result kaha ja sakta hay aur es trading plan ko be good plan ka name dia ja sakta hay magar ye bilkul be ghalat plan ho ga jab reward 50 pips aur stop loss ko 150 pips par laga dia jaye, hamesha reward ki total average stop loss se zeyda rakni chaye.
                  Hame Apne risk reward ke Rakho same rakhni chahiye Kabhi wedding karte huye small profit Banane Ke Chakkar Mein Jyada risk Naal Main Agar Jyada display ke sawal profit banane ki try Karenge toh bahut jyada risky hoga aur thoda profit Banane Ke Chakkar Mein aap Jyada loss karwa Denge Iske Alawa aap kabhi bhi Ye try Na Kare Ke aap Jyada raske Leke thoda profit banane ki try kare aur nahi thoda risk Leke Jyada profit banane ki try Karein ye bhi bahut jyada Jiski hoga Apne respond reward ki rekhao same rakhne ka kya aapke trading acchi Ho
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: about Risk reward

                    Risk reward aik ratio ha jis ka inhesaar is baat se ha k àp kitna risky kaam karte hain or apki reward position kia ha. Agar aap minimum risk lain apne trade main to apka reward zayada hoga yani k less chances honge loss k. Wo members jinka account minimum ho unhain khas taor pe risk nahi lena chahiye or agar har banda iss asool ko copy karay to ussay loss face nahi karna parega. K har trade main 1% risk lain is se zayada risk na lain. Risk ko under control rakhain or control se bahir na honay dain.iske sath sath apka capital account agar big ha to big risk lain lakin agar capital kam ha to avoid karain big risk se or SL lazmi istemaal karain.
                    Last edited by ; 10-04-2019, 04:02 AM.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: about Risk reward

                      bilkull ap ny sahi kaha hy risk aur reward ko hisa smjha jata hy forex trading mein aur hisa hein bhi lekin humein isy achy sy smajhny k liye knowledge ki zaroorat hy.
                      bilkull ap ny kafi achy sy define kiya hy rik aur reward ko kiyon k hamesha aksar traders big sl lgaty hein lekin reward kam hota hy humein khud ko control mein rakh kar trading karni chahiye taky hum sahi sy yee kar sakein
                      😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X