Major currency pairs ko understand karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major currency pairs ko understand karna
    Beginner traders agar Forex business ko learn karna chahty hey to us ki learning ka first subject major currencies ki learning hona chaye, Major currency pairs most popular traded hi hoty hey, kesi 1 major currency pair ko be agar understand kia jaye to other major currency pair ko understand karna easy ho jata hay, pair ko read kesy kia jata hay aur specific currency ki price value ka news key help se kesy jaiza leya ja sakta hay ye beginner key ley bahot hi important part hota hay learning ka, pairs par effective news ki searching be traders ko pehly se learn karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Major currency pairs ko understand karna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Beginner traders agar Forex business ko learn karna chahty hey to us ki learning ka first subject major currencies ki learning hona chaye, Major currency pairs most popular traded hi hoty hey, kesi 1 major currency pair ko be agar understand kia jaye to other major currency pair ko understand karna easy ho jata hay, pair ko read kesy kia jata hay aur specific currency ki price value ka news key help se kesy jaiza leya ja sakta hay ye beginner key ley bahot hi important part hota hay learning ka, pairs par effective news ki searching be traders ko pehly se learn karna chaye.
    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bahut hi acchi baat ko start kiya hai main Kafi Din Se Yehi Soch raha tha ki ek new theatre ko chahiye ko sabse Pehle trading ki basic knowledge Hasil Kare jis mein major currency pairs ke baare mein information Ho Kyunki Agar check nutritive major currency pairs ke baare mein maloomat nahi hogi toh Woh trading business kaise karenge pair ko red kaise kiya jata hai aur isme kya difference hota hai aur Market ki up down position kaise ho rahi hoti hai business ke liye bahut zaroori hai aur ek important baat hai ki wo sabse pahle major currency pairs aur Baki currency pairs ke baare mein informations ko Hasil Kare aur apne Mann Mein Rakhe Taake Jumbo trade lagaane Lage Hain To Unhe proper Tujhe Kaise Maloom Ho Ke Hum Kis cheez par trade Khaye huye
    • #3 Collapse

      Re: Major currency pairs ko understand karna

      Forex trading me jo b new traders hai un ko forex trading me major pairs ko smjhna chahiye agar ap forex trading ko smjhy gy to hi ap achi trading kary gy.
      Or forex trading me major pairs par hi sab sy zeyada trading hoti hai agar traders us ko smjh ly or un ko dekh kar trading kary to new traders loss sy bach sakty hai q k us ki movement itni tez nahi hoti.
      Or daily itni movement to zroor hoti hai k ap profit bana saky or jab ap ko major pairs par trading aa gai to ap ko dusry pairs par b trading ajaye gi is liye new traders risk na ly kisi or pairs par trading karny ka forex trading me major pairs par trading karni chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Major currency pairs ko understand karna

        je bilkul forex trading ko sab se pehlay seekhna chaye aur q is main different currency pair trading ki jati ha to hamain sab se pehlay bajaye tamam pairs pe kaam karain hamain sab se pehlay major currencies ko select kar un pe ziadah kaam karna chaye ta k ham forex trading se profit kama skain
        == major currencies ma trading sab se ziadah traders kartay hain is lye major currencies ma hi new traders ko trading karni chaye
        == major currencies ma trend ziadah clear milta ha is lye is ma profit ziadah kamaya jata ha
        == trading k chance ziadah milta ha major pairs ma is lye in ma hi trading signals ko talash karna chaye
        • #5 Collapse

          Re: Major currency pairs ko understand karna

          Major pairs almost same pattern mein hi move kartay hain, is liye agar aik major pair ki samajh aa jati ha, to baqi pairs ko samajhna bhi asan ho jata ha. Is ki sab se bari waja ye hay kay currencies apas mein correlation mein hoti hain, aik currency ki price increase ya decrease honay se other pairs ki price bhi increase ya decrease ho sakti ha. For example, Eur/Usd ki price mein agar izaafa hota ha, to Gbp/Usd ki price mein bhi izaafa hoga kyun kay Usd, jo dono pairs mein common quote currency ha, us ki price decrease hogi. Is tarhan bohot se pairs hain, jo inter correlated hotay hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Major currency pairs ko understand karna

            Do currencies se mil ka aik currency pair banta ha jo k currency pair kehlata ha. Wo currency jis main 1 pair American dollar USD ho wo MAJOR CURRENCY kehlati ha.Forex ma bhi curreny pairs hain.AUDUSD jo k Australian dollar vs united states Dollar currency pair ha. EURUSD, GPBUSD waghera. Is tarah or jorhay hain currency k. Fòrex ma aik currency ko buy or doosri ko sell kia jata ha, jo currency strong hoti ha ussay khareeda jata ha or jo kamzoor hoti ha ussay baich dia jata ha. Dollar major currency ha q k forex electronic markeet ha is main agar currency ki top markeet dekhi jae to dollar Top pe ha. Or har mulk ki trading dollar ma he hoti ha to dollar wala currency pair major pair kehlata ha.

            اب آن لائن

            Working...
            X