indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye
    Dear mera ye mashwara all traders ko hey key wo single indicator ko kabi be use karny ki ya follow karny ki ghalti nahi karni chaye, hamesha two indicators ko combine kar key hi market ko analysis karny me use karny chaye, agar kesi 1 indicator ko hi chart me laga dia jaye to ye indicator market trend ko to identify kar leta hay magar es signal ki conformation bahot mushkil se ho pati hay, scened ka ye kam hona chaye key jo entry karny ka signal ya trend reversal ka signal hamy mil raha hay ye scened indicator kam se kam time me es ko conformation kar ley.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

    G ap ny sahi socha hai me b aisa hi karta hu agar ap different pairs par different indicators use karty hai to ap un sab indicators ko e hi pair par try kary ap ko acha result mily ga.
    Misal k tor par agar ap ek pair par moving average, dusry par Rsi or teesry par CCI use karty hai to ap ko in teeno ko ek hi par par analysis k liye use krna chahiye is sy ap ko sahi indication mil jaye gi yani jab sab indicators ek hi taraf ishara kar rahy ho to ap ko dekhna chahiye k false movement hai ya real agar real ho to ap ko us traf hi trading karni chahiye is tarha agar ap trading kary gy to ap ko kafi achi tarha trading ajaye gi.
    • #3 Collapse

      Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Dear mera ye mashwara all traders ko hey key wo single indicator ko kabi be use karny ki ya follow karny ki ghalti nahi karni chaye, hamesha two indicators ko combine kar key hi market ko analysis karny me use karny chaye, agar kesi 1 indicator ko hi chart me laga dia jaye to ye indicator market trend ko to identify kar leta hay magar es signal ki conformation bahot mushkil se ho pati hay, scened ka ye kam hona chaye key jo entry karny ka signal ya trend reversal ka signal hamy mil raha hay ye scened indicator kam se kam time me es ko conformation kar ley.
      Bare mein aap ki baat se achi nahi karta aur Mujhe Yeh kuch bhi nahi laga Kyunki agar aap ek time mein different indicators Ko Dekhkar trading Karenge toh aap multiple indicators Ke Chakkar Mein achi trading nahi kar Sakenge Hoke Kisi indicator marketgurukul Oggy Kisi indicator pe Maiya Geet bhej de gayi hogi Jis Se aap ko threading karne mein confusion Aayegi aur aapko Yeh Bhi exact nahi pata chalega kya market ab khush ho sakti hai kya down agar aap multiple indicators ko use kar ke trading Karenge to Kafi had Tak aap double minded ho jayenge aur confused Honge
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

        je ap ne bilkul theek mashwarah dia ha k hamain kisi aik indicators pe depend ni karna chaye balke combine indicators ko use kar k market ma entry leni chaye ta k os se ham behtrar results hasil kar sakain, q k koi bhi indicators hundred percent accurate result ni deta ha to market ko mix kar k aik ashi trading strategy bnani chaye ta k hamain market k trend aur entry lenaay main asani ho like
        == moving averges ko use karna chaye
        == stochestic oscillator ko use
        == pivot line ko bhi use karna is sab indicators k sath
        agar ham in indicators ko mix kar k apply karain gay to is se ham market ma asani ka sath entry lay saktay hian aur asha profit kama skatay hian
        • #5 Collapse

          Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

          agar RSI indicator key sath support and resistance levels indicator ko combine use kia jaye to traders ko asani es tarha se ho jati hay key RSI indicator day time frame me agar market ka overbought condition show kar raha ho aur sath me market price same time chart me strong Resistance level par majood ho to ye dono indicator es bat ki conformation dety hey key ye market ka turning point hay aur es level se market mazeed upward move nahi kar sakti esy me agar dono indicators ko follow key jaye aur sell orders place key jaye to mery khayal me hamy etna confidence zaror ho ga key ham ne technical base par hi orders place key hey.
          • #6 Collapse

            Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

            Indicator, time frame aur type of trader ye sab mil k perfect combination bantay hain, in mein se agar ek bhi factor ghalat choose kiya jaye ga to indicator sahi result nahi dy ga. Short term traders different indicators use kartay hain, jab k long term traders different indicators use kartay hain. Short term traders ka main focus kam waqt mein ziyada pips gain karna ha, or un k liye MACD, bollinger bands etc indicators sahi rehtay hain. Long term traders trend trading kartay hain, to wo RSI, stochastic etc par ziyada depend kartay hain. Agar small time frame mein long term ka indicator apply kiya jaye ga ya long time frame mein short term ka indicator apply kiya jaye, to ye market ki correct condition show nahi karain gy.
            • #7 Collapse

              Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

              dear indicadtors ko comnbike kar kay market mein alcdha work kiya ja sakta ha jesy kay market mein agar ap achi earning karna chahty hein to hard work bohat he zarori ha lekin market mein touch rehna bohat he zarori ha or chart mein agar ap achy indicators ka istamal kareen kay to ap bohat he achi earning kar saktyh hein kiyon kay rsi mcad or billinger band ko usse kar kay ap market mein achi tarha analyyze kar saktyh hein kliyon kay jabhi ap market ko achi tarha judge kar sakeen gay tabhi ap us mein achi earning kar sakty hein is liye hard work to get successd easy in forex lekin chart ko read karna bohat he zarori ha jabhi ap achy indicators ka istamal kareen gay or chart ko achi tarha say read kar sakty hein kay market kis taraf movement karay gi or achi earning kar sakty hein
              • #8 Collapse

                Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

                Forex markeet ko samajhna har kissi k buss ki baat nahi ha. Kuch log jaldi seekh lete hain or kuch ko bahut sara waqt lag jata ha. Kiun k sub ka mind level 1 jesa nhi hota. Apnay clients or workers ki asaani k liay PROFESSIONALs trading Signals bhaijtey hain jinki madad se trader ko asani ho jati ha order select karne main. Iske ilawa indicators help karte hain acha order laganay main or faida hasil karne k liay. Kissi 1 indicator pe believe nhi karna chahiye balke tamam indicators pe nazar rakhni chahiye. Trends ko follow karte rahain, routinely and disciplinary work karain. Technically or fundamentally analysis karne markeet ki future health ko daikhtey rahain. News se bhi aware rahain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ko combine kar key market ki analyzing karni chaye

                  bilkull ap ki bat sahi hy forex trading bohut mushkill hy aur is mein knowledge k bina hum kuch nahein kar sagty aur indicators ka use bhi knowledge aur experience ki base per hota hy ap ny sahi kaha hy humein 2 indicators lazmi use karny chahiye kiyon k aik indicator sirf aik chiz ko he define karta hy lekin dusra jo indicator hy wo is indicator kinbat ko confirm bhi karta hy aur new signals bhi deta hy
                  😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X