apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy
    Forex trading business ki market ki movement bad dafa buht ziada ho jati hy aur ap ne apni trade kam lot size se bhi open ki hoti hy tab bhi buht ziada loss ho jata hy aur kam lot size se bhi account wash ho jata hy kiok market ki movement buht ziada ho jati hy is liye agr stop loss ho ga tu ap ko kam loss ho ga stop loss ko lazmi lagana cahaiye kuch log stop loss ko nhi lagatayaur un ka account hi wash hota hy account ko save rakhne k liye stop loss buht zaroori hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

    apki bat bilkul theak ha forex trading mn agr ap bilg lot size mn trade lgatay hn aur kbi kbi market ki movement bhi ziada ho jati ha to apko bahot ziada loss honay ki waja sa apka account bhi wash ho jata ha meray khial mn agr ap stop loss ko lazmi use kren to agr loss ho bhi jata ha to apka account wash honay sa bach jata ha
    • #3 Collapse

      Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

      Asslam o alikum jee haan bhaai jaan Aap ne bilkul kahan Hai main sirf Itna kehna chahon ga Ke agar ham chahtay Hain Ke aapka account wash na ho tou apko Chahiye Ke Aap post dosrun Ke copy paste mat Karen tou hi aapka account save ho sakta hai thanks
      • #4 Collapse

        Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

        g Dear apne sahi kaha hai jab ham stop loss nahi lagate to hamen bahut loss ho jata hai markt bahut tez move karti hai to aese main hamen exit hone ka chance b nahi milta aur account wash ho jata hai is lye hamesha soch samjh kar planning k teht he kam karen jab b trade lagain to stop loss aur take profit laazmi lagain warna bhut loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

          Forex trading business mein agr profit earn karna hy aur kaamyaab trading karni hy tu stop loss ko laga kar trading karni cahaiye atop loss ka ye faida hota hy k is se ziada loss se bach saktay han aur account wash nhi hota account ko wash hone se hum tab hi bacha saktay han jab hum apni trade mein stop loss ko laga kar trading karain gay stop loss ko lazmi lagana cahaiye is se ziada loss se bach saktay han
          • #6 Collapse

            Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

            stop loss forex trading ka his hai agr hum take profit laga sakte hai tu hume stop loss b lagana ho ga stop loss ka matlub hai ke hum apne loss ko stop kar rahe hai agr hum loss ko stop na kare tu account wash ho jaye ga jub b trading karo stop loss zaror lagao ya b trading ka hisa hai.
            • #7 Collapse

              Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

              G bhai aap ki bat bilkul theek hy k Forex trading myn ziada loss sy bachny k liay Forex trading ny aik bahot acha tol provide kar dia hy jo STOP LOSS k nam sy jana ja ta hy aur is k istamal sy ap bahot bary loss sy ba asani bach sakty hyn. Is ki asan example ye hy k baz oqat hm small size lot pe trading karty hyn aur market ki movement taiz hoti hy aur trend change ho jata hy to is sorat myn hamyn bahot ziada ho jata hy jo k baz oqat hamary account k wash hony ka sabab ban jata hy lakin agar hm choti lot size pe bhi stop loss lagaya ho to ham account wash hony sy bach sakty hyn q k wo hamy loss ratio kam sy kam kar day ga aur us ko wahin stop kar dy ga aur account wash hony sy bach jay ga. Is liay hamyn is toll ka pora pora faida uthana chahiay aur loss ko kam sy kam ratio pe la k account ko atleast wash hony sy bacha laina chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

                Do Doubt Ke Un Expected Loss Se Bachne Aur Account Ko Wash Hone Se Bacheny Ka Yei Aik Hal Hy Ke Kabhi Bhi Over Confidence Hokr Yaa Jazbati Hokr Stop Loss Lagana Nai Bhulein. Lzmi Apni Trade Me Stop Loss Lageyin Q Ke Us Se Un Expected Loss Bhi Nai Hota Aur Account Wash Nai Hota. Stop Loss And Take Profit Dono Best Tool Hy Jo Ke Hamari Success Me Ahem Qirdar Ada Karte Hain.
                # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                • #9 Collapse

                  Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

                  Forex trading business mein hum apne account ko Wash honey se stop loss ko laga kar trading karne se bacha saktay han aur forex trading business mein stop loss aik ehm option hy stop loss ko laga kar trading karain gay tu ziada loss nhi hota aur kam loss ko hum recover kar k market se profit earn kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

                    Bilkul forex trading main account ko wash honay sy bachany k liya stop loss order bohat hi zaroori hai . Lakin stop loss ko hamaisha thora gap py lagana chahiya Agar market counter trend main move kary to hit kr k trade close na kr dy aur market phir trend main move kary. Stop loss lazmi place karain jb bhi koi trade lain otherwise trade loss main janybki surat main account wash bhi kar sakti hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: apne account ko wash hone se bachne ka tareeka stop loss ka use hy

                      g haan ap sahi kah rhy ha forex par ap ka account wash hona boht bar loss hota ha aur is loss sa bachna boht lazami hota ha ya loss aksar ap ko tab hota ha jab market boht fast move kar rahi hoti ha aur ap ka lot size bar ho ya ap ka lot size chota ho ap ko is par loss ho sakhta ha auar ap ka account wash ho sakhta ha aur agr ap us waqt stop loss laga da to ap ka account wash hona sa bach sakhta ha ap ko thora boht loss ho sakhta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X