Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?
    Dear brothers woh banda kabi bhi kamyab trader nhi ban sakta jo apni mistakes se seekhta nhi hey forex trading men honay wali mistakes se hamen achi learning hasil hoti hey lekin jo log loss ki waja se tension letey hen woh mistakes se seekh nhi saktay aur jahan tak mera khayal hey forex trading loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey aur loss ziyada mistakes ki waja se hi loss hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

    Forex business ho ya koi bhi humain us main apni mistakes se seekh a chaiau aur humari asal success isi main hay k hum apni mistake s ko follow karain aur next unhe na dohrain kiu k jab tak hum apni mistakes ko follow nai karte un ko khtam karna nai seekhte kabhi success hasil nai kar pte is liay hamesah soch samjh trading karain aur kosisu kare k kisi kisam.ki.mistakes na karain
    Last edited by ; 20-03-2019, 07:48 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

      Asa bilkul hay mistakes sey hamay proper learning milti hay jo ehmiyat detay hain apni mistakes ko hamesha wo behtreen knowledge gain kartay hain behtri ki taraf move kartay hain hamesha proper tarikay sey plan karain jo trading mei mistakes hoti hain wo helpful hain unko dekha jay note keya jay jab again wo aap repeat nahi karain gay aap ki trading improve hojay gi.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

        Apni hi mistakes ko agar ham mind main rakh ker trading continue kerty hain tou hamain bahot zyada chance profit hasil hony ka hota hai lekin agar ham mistakes ko ignore kerty hain tou hamain same mistakes sy bar bar loss hota hai ky ham aik hi terha ki trade kerty hain tou loss hi hota rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

          Her mistake main bhi learning ky liay aik sabaq hota hai ky agar ham us sabaq ko trade open kerny sy pehly yad ker lain tou ham aesi mistake dobara nehi kerain gy ky phir sy hamain loss ho jaey hamari trade mistakes ki waja sy bhi successful ho sakti hai agar mistakes ko repeat na kia jaey tou
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

            G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi mistake he sy he insan har kam sekhta hai choti choti ghalti he hoti han jin ko sudhar kar bhot kuch sekh sakty han or jo mistake ek bar ham sy hoti hai wo hamen dobara nhe karni chahye dobara aesi mistake karna bewaqofi ki alamat hai
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

              Mistake bhe learning mai help full hai. kyu k hum learning ki waja sey bhe bohat kuch learn krtey hai. Forex market mai learning krney sey ap apni mistake ko bhe control kr sakty ho. Forex market mai kam mistake ka multab hai k kam sey kam loss hai.
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                Ak Acha insan wo he hay jo Kay Apni mistakes ko improve karta hay or Apni mistakes say seekhta hay humay chyia Kay hum forex par Apni past Mein hona wali mistakes ko improve kar Len takay have May Apni purani mistakes say koi loss Na Ho or achi treading b tab he mum kin hay Jan hum without any mistak tread kran gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                  g han bhai ap thk kh rhy ho mistakes apki hmesha apko help krty han learning ke l;yae agr ap koi mistake kr lty ho or us sae loss ho jata ha tu kabrana ni ha simple ap apni glty ko note kro uska solution nkalo or phir next time glty sae bacho isi trah ap axe trader bn skty ho or kamyb ho skty ho apko cheyae kae apni glty sAE sekh kr loss ko profit m bnao
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                    Han g belkul kul mistakes bht zaroori he insaan galatiyo sy hi sekhta hai .ager hm demo py galtiya kr rahy he to is ka hamy koi loss nahi hai bal k is my hamara faida hai kyun k jitni galtiya kr k hm sekhen gy utna hi pher hamy real account my faida ho ga.lehaza galtiyo sy ghabrana nahi chahiye .
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                      G hum apna joh be business ho humain apni mistakes sy sekna chaiye humain chaiye k joh be mistake karye us ko next time na karye hum tab he jaa kar acha trader ban sagtye hain hum tab he sucessful ho sagtye hain humain bus apni mehnat pr pora baroosa hona chaiye or kabi be confuse nhi hona chaiye trading kartye huwa jab hum kbi be kisy be business ma confuse ho jaye toh hum gabraaa kar bhot se mistake karta ha humain haala k confuse kabi be nhi hona chaiye beshak ap profit ma jaa rahye ho beshak loss main jaa rahye ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                        Jee han insan apni mistakes se learn krta hai aur forex trading mein koi bhi trader us waqt tak acha trader nahi ban sakta jb tk woh mistakes se seekhta nahi aur unko control nahi krta meny bhi trading mein boht si mistakes ki hein jin se mujhy loss hota tha lekin ab meny boht had tak control kr lia hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                          g han ap mistkaes se bohat kuch learn kar sakte hain jo k ap kahi or se nahi kar sakte so agar ap se mistakes hoti hain to ap ko chahiye k ap apni mistkaes se kuch na kuch zaroor learn kare or apni mistakes ko solve karne ki koshish kare ku k jub tak ap apni mistakes ko solve nahi kare gey or apni mistakes se kuch learn nahi kare gey tub tak ap ek ache trader nahi ban sakte.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                            forex main jab kam karty howy ham koi be mistake karty hain to hamy loss ho jata hain lakin jab ham apni galtio ko improve kar ky kam karty hain to ham loss sy bach jaty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai students or house wife ky liye bohat hi achi job hain yai aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes bhi learning men helpful hoti hen?

                              mistakes hamy learning date hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X