Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye
    Mostly new traders Forex market key weekly gapes se profit earn karny ka chance lety hey agar fundamental analyzing ka koi experience na ho to weekly gaps se kabi be hamy profit nahi ho saky ga, professional traders hi weekly news ko understand kar sakty hey aur long term ki trading es techniques key sath karty hey key un ko asani se market key weekly gaps se profit mil jata hay, beginner traders es techniques ko understand nahi kar sakty weekly gaps key bary me knowledge aur information hasil karna zarori key ye gaps kes base par aty hey andazy se market gap ki trading kabi be nahi karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye

    dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon ap kheriyat say hon gay ap nay achi baat share ki main ap ki baat say agree karta hoon hamaray pass jo new traders hotay hain un kay pass na to koe sahi information hoti hay na hi un kay pass koe exopoerience hota hay aur wo fundamental analysis kiuay bagair hi week gaps say profit earn karnay ki koshish kartay hain laikin wo un kay liay kafi ziada nuqsan day sabitt hoti hay is liay un ko chahiay kay wo in cheezon say side pa rahen jo experience traders hain ya phir professional traders wo news ki base pa earn kar sakty hainj aur kar bhi letay hain is liay new anay waly members ko chahiay kay wo in sari baton ka khayal rakhen aur sab ay pehly wo apnay senior say rabta kar kay un say kuch na kuch learn karen us kay baad trading karen tabh hi achi trading kar sakty hain ap nay bahut hi zabardast aur barhy kaam ki post share ki hay jis say new members ko kafi faida hasil ho sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye

      forex market weekend py band hote hain to jab market open hote hain is mai gap hota hain hamy is wakt km risk lena chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar saky hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmi hain
      • #4 Collapse

        Re: Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye

        Yeah ap ki bat durust hay kay weekly gape kay liye new trader ko kabi bhi risk lay ker trade open nahi kerni chahye. que kay yeah experienced trader ka hi kam hota hay kay wo gap kay liye trade kerna jantay hain. un ko pata hota hay kay fundamental analysis is weekend per gape kay baray main kia hain. lakin aik bat jo meray knowledge main hay kay jab bhi market gape deti hay to us ko bad main clear bhi kerti hay. jesay ager market price boht nechay gape say chali gai hay to wo aglay aik do din main zaror us gape kp clear kernay kay liye oper aye gi.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Weekend gaps ka risk kabi be nahi lena chaye

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main weekend pe baz dafa market gap k sath open hoti ha or is k analysis karna tohra muskal hota ha jo expart he karty han or uny samj bi ati ha par Mary khayal main humy weekend sy pehly apni tamam trade close kar dani chae han weekend sakun sy Ghar main rest karna chae ha or Monday ko fresh mind k dobra trading start karni ha ta k humy weekend pe gap ki waja sy loss na ho or ap ka account safe rahay is ley trading Monday sy start karny or weekend pe gap ka risk kabi bi na lan or new traders ko chae ha wo normal trading karny jo weekend sy pehly khatam kar dan apni trades sari close kar dan

          اب آن لائن

          Working...
          X