Supply of currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply of currency
    Supply of currency

    Currency ki supply abroad se products ko imports key ley domestic demand key base par ki ja sakti hay, agar United kingdom ne cars japan se imports karny ho to United kingdom ne Payment Yen me karna hoti hay es key ley United kingdom ne apni currency (Pounds) ko sale karna hota hay aur Japaneses Yen currency ko khareedna hota hay es tarha foreign exchange market me product ki imports key ley pounds ki supply ho jati hay, London Foreign exchange ka largest international market me hota hay, currency ki supply hamesha product exports se hi hoti hay aur es me Forex market ka agar zikar na kia jaye to ye currency ki supply mumken nahi hoti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply of currency

    forex mai hum kam karty hain to hamy dollars mai bonus milta hain hum usy skrils ke madad sy with draw karwa ky apne zarorto ko pura karty hain hum dollars ko apny ulik ke currency mai change karwa sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain forex tradign students ky liye ache job haun forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex bohat taze sy dunya mai famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain

    اب آن لائن

    Working...
    X