Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair
    New comer in trading ke liye sab se pehle suitable trading pair rehta hai ke wo usd eur pair ko trading main use karen kyun inko basic trading pair bhi kaha jata hai and most of usable trading pair bhi jis ko mostly trading use kia jata hai before becoming a pro in trading ek trader ko chaye ke basics se start le and basic ko strong banaye jis ke baad hi usko further advanced trading ki taraf steps uthaane chaye jab humara basic mazboot hota hai to hum logo ko further advancement mein koi problems and issue face nahi hote.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

    new caommers k liye sutiable pair usduro pair hai q k yah major pair kahlaty hain forex trading main sub se bari market enhi pairs main hoti hai jis se boht se tradors apni trading ko bahtr bnaty hain es liye hmain chahye k aghr hum new tradors hain tu hum apni trdaing main wo pairs ko slect karen jin main risk ka factor kam hota hai or riks k factor ko hum enhi pairs main kam pa skty hain tu hmain chahye k en pairs main apna expiernce increase karen ta k hmain trdaing karny se profit mily or hum apni trdaing ko loss se bacha saken forex trading main jitna risk kam hoga otna he hmain faida mily ga or hum apni trading main step by step successful ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

      New traders key ley sab se easy aur simple trading pair JPY/USD hay esy bahot se currency pairs hey jo key new traders key ley suitable ho sakty hey me samjta hon key commodities ya energy trading se behtar new traders key ley currencies ki trading karna ho sakti hay, currencies trading ki market me zeyda volatilities nahi pai jati es ley loss factor ko asani se control kia ja sakta hay jab key commodities ya energy ki markets me majood risk factors ko control karna new traders key bas se bahir hota hay, start me currencies trading par hi depend karna chaye, time guzarny key sath sath pairs ko change karty rehna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

        New comers k lie jo sab se zyda best aurprofitable pair bhi keh sakte hain wo EurChf ka hai. Iski waja ye hai k ye pair zyada tar waqt consolidation yani dono halton mein rehta hai. Kabhi 50 se 60 pip up trend mein chala gaya to kabhi 50 60 pip down trend mein move kr gaya. Is mein trader apni trade ko hedge kr k bhi profit le sakte hain. Mahine mein shyd aik bar ye pair zyda move krta hai jab chf ya eur ki interest news ani hoti hai wrna ye pair ranging mein rehte hue lowest risk k sath maximum profit de kr jata hai. Sath he slow pair hone ki waja se apk emotion ka bahut imtehan leta hai jis se ap forex mein emotion control krna bahut jaldi seekhte ho.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

          New traders training ki bajae direct trading pe na aa jaein balke pehle khud ko is field ma groom up karain or trading k qabill banein. Is k baarey theoratical or practical experience or experience hasil karain. Aisay jaisay wo kaam ko seekhtay jaein ge unkay liay terms or trends ko samajhna easy hota jae ga. Trading main yani forex main two number of currencies mil k aik pair banati hain. Jis pair main US dollar USD ho wo major currency kehlati ha q k dollar ka istemaal saari dunya apni khareed or farookht k liay karti ha or issay khas value hasil markeeting world main. Dunya ki economy pe US ka control honay ki waja se unki currency bhi stable ha. Aap bus apnay order k pips or lot sizes ko under control rakhain. New members to risk na he lain to khush rahain ge.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

            kafi behtareen bat ki hy ap ny esa he hy new comers ko euro/usd he use karnna chahiye best pair hy aur best pair hony k sath sath acha profit bhi deta hy to jesa k ap ny kaha starting mein humein sirf ye pair he use karna chahiye
            😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

              Newcomer ke liye suitable trading pair ziada tar wohi pairs hain jo ke forex kay major pairs hain. New traders ager in mai say koi b pair trading kay liye acha sabit ho sakta hai.

              Lakin ager specific baat Karin tu phir maire apny khayal mai new traders kay liye Euro / USD ka trading pair kafi had tak munasib rehta hai . kion ke baqi currencies aur commodities ke trah iss ke movement bohot ziada aggressive aur unpredictable nai hoti hai aur new traders kam risk lay ke b iss mai trading kar sakty hain.

              Phir 2nd number per new traders ke trading kay liye best pair GBP / USD hai, iss pair mai b common trading hoti hai aur new traders kay liye yeh best rehta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                jo log froex trading ma new hyn un kay leya suitable pair batana bihat muskil hai q k market ki situation tabdeel hoti rahti hai ap pir usd k sat kisi ar ma trade Karin is traha ap ko pata chala ga k market kaisay move karti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                  forex trading main new comers k liye sutialble trading se zdyda leraning knowledge or expiernce importantce rakhta hai jis main wo apni trdaing ka cha start kar skta hai es liye zraori hai k sub se pahly trading ko sikhny k liye mahnat karen jis se forex trdaing main loss ko bhi kam kiya ja skta hai or risk ko bhi mange karny ki capisity milti hai tu zarori hai k trading ko achi trha leran karen or leraning karny k bad trdaing pairs ko aghr ap select karty hain tu ap har pairs ko achi trha se use karny k bad achi eraning kar skty hain es liye news comers k liye aik yah bhi mashwra dunga k kbhi bhi lalach na karen q k lalalch apko kbhi bhi trdaing main kamyb nahi hony deti hai trading ka agaz achi trha se or honesty se karengy tu ALLAH bhi apki madad karta hai or apko kamyabhi ata karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                    forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai agar hum new hain to hamy usd euro mai trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or hamy demo account mai rozana 2 ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban sakty hain forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                      New Kamar ko chahiye kya hua Zyada Se Zyada hard work Karenge Itna Jyada hard work Karenge itna hi jyada Inko fayda Hoga isliye was Jyada Se Jyada hard worker ke forex market se kamyabi Hasil kar sakte hain iska in logo ko bahut hi jyada fayda hoga
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                        New log jo perhaps you can join karte hain logon ko chahiye keva sabse pahle apne aap ko trading Ke Kabil Karen Kyunki Agarwal on trading nahin kar sakte hain to in logon ko bahut hi Diya danlos ho sakta hai isliye UN logo ko chahiye ke woh log Apne knowledge ko increase Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                          Screen Ko Hum Pakistan mein aisa currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in screen ke account mein balance Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye to Hamein usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab pet dollar ka rate increase Hota Hai Tu rupaye Ki Qabar Mein Kaam me Aati Hain isliye Hamein gidra da Milta Hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Newcomer ke liye suitable trading pair

                            G haan bhae forex main jes bhe trader ki basic mazboot hoti hai whoi us market main trade ker k acha profit ker pata hai new comers ko forex ki learning k oper tawaja dini chahy app forex main jab tak mehnat nahe karean gay us main basic knowledge hasil nahe karien gay tab tak app ko us ko understand nahe ker pain gay
                            app ko demo trading kerna ho ga jo bhe new ata hai us k leay demo main kaam kerna zarori hai us main us ko new strategy bnanana hoo ge us say wo learning ker k kaam karey ga to pher he wo us main successful trader ban paey ga humean forex main mehant kerna ho ge pher he hum us main kamyaab trader ban paey gay pher basic pay jab aboor hasil ho jeay ga to pher app advance forex learning krean gay jes main app different mt4 k tools strategies our mazeed acha plan bana k forex ko trade kerna gay to pher he us say acha profit earn ker pian gay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X