dushman in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear forex k buisness main haman kabi b bewqoofi nai karni chaiye balkay hamesha dyan k sath mehnat aur lagan k sath kam karna chaiye to phir ham kamyab ho sken gy aur is k elawa greed b hamara bohat bara dushman hai is buisness main jisy avoid karna bohat zyada zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      actually in my point of view the enemy in the forex is just the lack of the knowledge and the skills we do not having the good skills that is why we face the loss in the forex if we will trade in the forex with the knowledge then we will not loss
       
      • #33 Collapse

        In this Forex market have many dushman apko mokabela karna paregi un sabse or nehi to ap loser ho jayegi serf ! so just keep your patience because this is more important to have in this Forex market i think that.
        • #34 Collapse

          meray bhai jaan mein tou yeh samjaht hoon k huemin sirf apni lalich aur emotion ko control mein rekhna chahiye tab hi hum apni tarde ko achi tarah se ker sakein agy werna humein iss busienss mein loss bhi ho sakta ha.
          • #35 Collapse

            Forex mai sab sy bara dushman ju hai wooo hai la-lach hai q k eik target rakna chahieee wooo jab pura hu jaee uss k baad b.....
            • #36 Collapse

              yaar mere mutabiq to humara trading or sab business main sab se badha dushman humara greed hai kyun k isi ki waja se zyada loss hota hai.isi lye greed per control karna chahiye or zyada se zyada hard work karna chahiye...
              • #37 Collapse

                asslam o alikum dear's yes dear forex ma humara ak he susman ha main lalach lalach our alalch jab hum forex ma lalach akrty ha to humy tab loss hota ha as liye huy forex ma lalach nhe akrna chaye our wasy be allach bure bala ha.
                • #38 Collapse

                  bhai me is bary me zaida to nahi janti hon q ky me abhi is business me bilkul new hon laken jahn tk mjhy pata ha to shyd bahi hamra forex me dusman zaida tar hamra maind he hota ha jo hamy kbh kbhi lalch me uksata ha
                  • #39 Collapse

                    Dear brother forex trading main hamari sab se badi dushman lalach or jald bazi hai jiss se aap ko loss hota hai forex trading aap soch samajh ker decision len or zayada lalach na kren.
                    Islamic Books Blogging Tips
                    • #40 Collapse

                      bahi ji main ap ki bat s agree krta hu forex main Emotions hain kun keh jab hum emotions ko control nahi karte to big loss ho jaty hen...
                      • #41 Collapse

                        Bro mujhey greeding aur high voume lot size bohat dushman lagta he pata nai kyoun men ye mistake har dafa karta hun aur bar bar loss hone ki bjai phir bi men wohi mistake dobara karta hun aur phir loss hojata he pata nai kyoun
                        • #42 Collapse

                          jee dushman in forex sirf chund cheexey ho sakti ehy or un mey sey barhi cheez jo aap ko dushman ban sakti ehy or dushman hoti hey wo greed hee hey or is key ilawa aap ko greed sey bachna chhaiey kiok key is busienss mey pans jawo gey tho aap kabi nahi nikl pawo gey
                          • #43 Collapse

                            hamra sab sy bra dushman thora knowledge or thora experience hy es ka sath sath lalich to es sy bhi bra dushman hy so hamy apny in dushmano ko maat dieni hogi tab hi kamyabi hasil hogi.
                            • #44 Collapse

                              mery bhai forex trading business men hamara sub sy bari dushman greed or emotional trading hy lalch buri bala hy lalch sy door rehna zarori hy jub tka hamari trade bagher greed or emotion ky nahi ho gi hum forex trading business men kamyabi hasil nahi kar sakty to bs bhai greed or emotion forex men loss ka boht bara zarya hen in sy door rehna zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main hamra sab say bara dushman greed hay greed ki waja say hum apna profit bhi loss kar jatay hain aur knowledge and experience ki kami hona bhi bohat nuqsan dah hay forex main

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X