Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?
    Uk mai brexit kay hawaly say abhi tak decision final nai ho saka hai . matlab England nay erupoe kay sath economic relation ka final hona abhi baqi hai . iss waja say gbp ke currency per b kafi pressure hai aur traders ko iss mai trading mai kafi mushkil b ho rahi hai . aur trading karna kafi ziada risky sabit ho sakta hai iss liye kafi ziada traders aur finanaical institutions iss per abhi trading ko avoid he kar rahy hain.

    App say question yeh tha ke inn dino kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna ziada risky hai ya phir profitable sabit ho sakta hai. app ka iss baray mai kiya khayal hai ? apny views zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے

    Ji Bhai bilkul Dixit ke decision ke final onondaga GBP pair trading karna bahut jyada Jiski ho sakta hai agar is type ki news GBP against Aa Gayi to say market bahut ji bbk against Ja sakti hai Jis se bahut jyada launch hone ke chance SBI aur Iske Alawa Agar market GBP Ke Siva Main Chali gayi toh usse market Ja sakti hai isliye dangerous ki news Aati Hai Tu Soch Samajh Kar trading kijiyega agar aap Soch Samajh Kar trading nahi kar sakte to aap Great Britain Pound pedrad Na Kare aap ko bahut jyada loss ho sakta hai Kyunki Yeh Bhi major players ke sath hi Shamil Hota Hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

      Jab brexit ho gya tha to us waqrt GBP 75 years ki low par ai thi, is liye ab again brexit deal k future ko ly k GBP under pressure ha kyun k agar ye deal barqarar rehti ha to is se GBP again down ho jaye ga or agar ye deal cancel ho jati ha to is ka GBP par bohot acha asar paray ga. Previous brexit deal k baray ma kaha jata ha k is ki voting mein ziyada tar immigrants na hissa liya, is liye real UK decision nahi hua. Ab ek or referendum k liye kaha ja raha ha, jo agar parliament se pass ho gya to referendum se jo result ay ga, us ki base par Gbp ki future price ka pata chal sakay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

        forex mai hamy har decision ko dahk kar kam karna ho ga hamy gbp ko mady nazer rahk ky kam karna ho ga forex aik put off class business hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain hum is forex mai pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain ya pury pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

          Han g q k is deal k final na hony ki waja sy GBP unstable tha us ki movement koi smjh nahi aa rahi thi k kab down ho jaye or kab up. is liye us par tab trading karna theek nahi tha.
          Lekin ab GBP stable hai q k ab deal filhal to cancel nazar aa rahi hai is liye agar ap trading kary gy to theek hai or agar dobara phir deal ki koi baat hoti hai to ap ko tab trading nahi karni chahiye.
          Q k brexit ki waja sy Brtish economy kafi change hoti hai us ki economy to low hogi lekin jb tak deal hai tb tak kabhi low or kabhi high is liye mohtat rehana hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

            Brexit news Gopalan Karke Agar sab log trade Karte to use Waqt wo log Kafi achha profit hassil kar sakte the lekin bracelet Nirnay market par koi Jyada Asar nahin kiya hai
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

              Ye baat aap ki bilkul theek hain tere ko chahiye kya ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Dada trade Jo Ek time mein open na Karen Kyunki agar agar time mein jyada trades open Karenge to launch ke chances bahut jyada increase ho jayenge Kis Liye Ek time Mein Ek Hi trade open Karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kiya Brexit kay decision kay final honay tak GBP mai trading karna risky hai ?

                forex aik risky business hain hamy is mai brexit ky decision ky final hony ka intazer karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar is mai kam karty howe hum sy koi mistake ho jy to hum isy durust kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X