Afer Loss 500$ My Experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    assalam,o,alaikum my dear brother yes you are right so say that after loss 500$ then your experience is double because you care all traders
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brother after loss 3000 dollar my experince is great in gold but mai pher he es ko nahe samaj paya hu and es ki market bohat he teez hai but volume low rakho ap
      • #33 Collapse

        boht acha forum hy aur jo log forex mein new hothein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kucmilahynai hyss liy ai mein sirf study kr rha h
        • #34 Collapse

          500 dollar loss ho jany k baad koi b agr apni kisi mistake ko recover krny ki koshish kre to us k liye bohat experience wali baat hi hogi. hm loss hony se apni mistake ko gor kr k jitna seekh skty hn mujhy nhi lgta k kisi or jga se itna seekha ja skta ha.
          • #35 Collapse

            g hahn bhai jan aap theek keh rahy hne men ap ki is bat sy agree krta hhn forex trading business juhb men ny start kia tha tp mujhy bhi $1000 ka loss hua tha phir men ny boht kuch seekha loss sy ab men experet hn or acha experience hy mujhy
            • #36 Collapse

              dear app na apne 500$ loss hona ka acha bata ya aur app na acha guide line de hai new trader ko taka wo apne trade ko kafe haad tak safe ker ka ker saktay keyo ka es business mai wrong trade ker na par kafe jada loss ho sakta hai.
              • #37 Collapse

                Brother app nay theek kaha hy ager hum iss say down k chart diekhaen gay to bad experience ho ga humean hamesha 4 h dakly oir weekly chart ko maday nazar rakh k trading kerni chahey
                • #38 Collapse

                  dear close friend merey khayal state hum ko will be principal damage apni howdy galtion ki waja state ya phir will be principal kaam expertise ki waja state hota hai will be liye hum ko will be principal achi tarah state or maybe understand kar okay will be principal perform karna chahiye tak hum ko will be principal bohat zaida damage na ho.
                  • #39 Collapse

                    Brother hum ko chaya k hum market k trend ko dukh k trading karain phlay trading ko learning krain phr earning kro real m trading say best koi market nahe ha g.
                    • #40 Collapse

                      thanks for sharing your experience, mujhe khushi hai losss se aap ne seekha hai lekin dis heart nahee hue hain balk doosro ko us loss se bachane ki koshish kar rahe hain
                      • #41 Collapse

                        dear friend pehle to aapko jo ye five hundred dollars ka loss hoa hai iska mujhe bhi afsos hai. lekin mein aapse yahi kahoon ga k aapko itne bade lot size se trade nahi karna chahiye k jis se aap ka sara capital he zaya ho jaye agar loss ho jaye to.
                        • #42 Collapse

                          Five hundred dollars kafi badi amount he ap ko chahye tha k ap kam volume ki trade lagatay ap ne bady volume ki trade open ki jis ki wajah se ap k sath ehsa hua he. Kiu k jab greed mein aatay hein to yahi sub kuch hota he traders kay sath.
                          • #43 Collapse

                            g bahi agar ap achi trading karna chahty hain tu ap ko chaye k 4 hours k time frame main he kam karain kun k is say kam time frame main market ki direction kabhi bhi change ho sakti ha jo ap k liyue bilkul b suitable nahin hoti is liye koshish karain k trading k liye 4 hour ya daily atime frame achi trha visit krain is par apni working complete karain or phir market main open trade start krain
                            • #44 Collapse

                              brother forex me first analysis hai jaisa apney kaha hai kay humein 1month or 1week and 4h ka time frame follow kar lena chahiye jiss say humein kafi help mil sakti hai or hamara order profit me aa sakta hai yehi analysis hoti hai first market watch then order take now
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Aap ke information achy ha lose be ham ko lesson deta ha soch samage karny ka ke esa Q howa apny kam knowledge or information ko zaida karny ka ta ke phir es tarha na ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X