what is equality is forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    my dear forex main equity hoti hai jab app trade open kerty hain to pher jo pechy balance rheta hai wo app ki equity hoti hai ap try karean k itne lot size use karein k ye minus main na jeay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Equity hi hamara capital hota hy. Forex trading main apney account main mujud balance ko 2 trah sy show ki ja rha hota hy. aik balance k name sy dusra equity k name sy. Equity direct market k sath move karti hy. Jab k balance main us waqat change hot jab ham trade ko close kar detey hen.
      • #63 Collapse

        forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main enter hony k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum earn karein gay
        • #64 Collapse

          is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur is forex main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur is forex main hamain boht hi achi earn karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit hasil kar ksay gay
          • #65 Collapse

            is ma jab aap trad opan karty ha to aap ka balnec hota is kay necahy equity hte ha jo kay bzada honay par jaher hote ha our is ma aap ko new trad is kay hasb sa lagne hote ha our ya aik best business ha jis ma aap ko har bat ki knowlged hone cahay
            • #66 Collapse

              equality sy murad hamari wo asl investment hai,jis ko hum us wqt bnd krty hain jb hmara balance khtm ho jata ha,or hum apny loss k doran s field ko istmal krty hain.or trading kr skty hain...
              • #67 Collapse

                Ap na ghalat term istemal ki ha, ye term equity ha na kay equality. Equity ap ki investment ya bonus ki soorat mein ap kay trading account mein transfer hota ha jis ko use kar kay trading kartay hain.
                • #68 Collapse

                  Equity Ek Kisan ka balance hai Hota Hai Jab aap trading karte hain aur aap ka order chal raha hota hai to use order Ko Mila kar Hamara jobana se hota hai ya total Jo hamari rakam hoti hai woh equity Mashoor Ho Rahi Hoti Hai chaotic or close karne par Hamare Paas Kitna balance pahunch Jayega Woh equity Se Hum dekh sakte
                  • #69 Collapse

                    Bhai jitna ap k pas balance hota hy aur us total balance mein sy jitna minus mein ja raha ho ya jo apka plus mein ja raha ho usy equilty kehty hain
                    • #70 Collapse

                      dear forex member pehle to may aap ki correction kerna chahooga ke ye lafz equity hay na ke equality aap nay kaha ke equity kia hay basically equity aap ki sab open trades ka overall profit ya loss aap kay capital may add kia jaata hay or jo result hota hay us ko equity kaha jaata hay
                      • #71 Collapse

                        jab aap trading karty hain aor agar aap ka loss ho raha haii tou wo ap ko equality es liy dikhatay hain ta k aap ko apni real amount ka pata chal jaye ta kay agar ap loss kar rahy hain tou ap hoshyar ho jayen aor loss na karen es equality ko ap ko show karwaty hain forex waly so ap es par bhi dhyan diya karen
                        • #72 Collapse

                          equity main jub hum trdaing karty hain tu os main hmain pta chlta hai k hmari trdaing main loss ho ra hai k profoit ho rha hai or jub hmari equity main izfa hota hai tu hum profit kar rahy hoty hain or jub kami tu loss
                          • #73 Collapse

                            yea ak boht hi best buisenss hai is main planing karni ho gi tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur markt main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum kamab ho sakty hain aur is main volume kam rakh k hi trade karni h gi tab hi hum profit hasil karein gay
                            • #74 Collapse

                              market main kam karny say pahly is k bary main anlyse karni oh gi aur is main enter hony say pahly is k bary main information hasil karna ho ga tab hi hum achy say perofrm karein gay aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga tab hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi um run karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main planing karein gay tab hamain is main planing karein gay tab haman is say loss kam ho saky ga aur is forex main earning ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X