why we can't control greed
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Dear forex ho ya koi b business ap ka lalach he ap ko loss de ga agar ap lalach k bina es mai achii trading kar skte ho tu ap ko karni chaiye aur smjh k he es business ko aage chalna chaiye forex mai ap ko boht kam waqt mai both acha faida ho skta hy lekin wo sirf aur sirf ap ki learning be pe depend karne se ho ga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Lalach to insan ki fitrat main mojud hai aur jab insan ko samny profit nazar aa reha ho to uski to koshish ho gi k wo ziada se ziada profit earn kery. issi koshish main loss be ho jata hai. Mager greed ko totally control to nahi kia ja sakta mager is per kuch had tak kabu zarur paya ja sakta hai.
      • #363 Collapse

        bhai lalach hum es liye control nahi kar patyhainq k hmain forex main jub profit ho jta hai tu hmary mind main yahi hota hai hum es ko mazzed main hasil kar len es trha or zeyda k chakron main par jaty hain ayse wo kahtm nahi kar paty hain
        • #364 Collapse

          Forex main agr hum kamyab hona chahtay hain to hmain sb say pehlay greed ko control main rakhna ho ga aksar yeh hmaray sath hota ha k greed ki vja say hum nay jo profit earn kea hota ha wo loss main chala jata ha so hmain bahut ziyada careful honay ki zarurat ha greed k baray ta l hum aik achay trader ban skain.
          • #365 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
            in my opinion greed is a part of modern life in a forex market we can earn more profit in short time,so accoroding to human,s nature we become greedyand try to earn more and more.the only way to control his greed ia by gaining expirence and knowledge in forex trading.
            Hame Jab profit hota hai toh hum Chahte Hain ke Hame aur Jyada profit ho aur phir Kisi profit ki grade mein email or so jata hai grid ko control karne ka sirf ek Tarika Hai Ke Hum Thode profit pe sacrifice kare
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #366 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
              in my opinion greed is a part of modern life in a forex market we can earn more profit in short time,so accoroding to human,s nature we become greedyand try to earn more and more.the only way to control his greed ia by gaining expirence and knowledge in forex trading.
              greed aik bemari ki trha hota hai or jab traders ko profit hota hai to wo sochty hain k unko profit ho jai or phr wo ziada profit bnany k chakar main loss main chalay jaty hain
              • #367 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: erumabbasi پيغام ديکھيے
                in my opinion greed is a part of modern life in a forex market we can earn more profit in short time,so accoroding to human,s nature we become greedyand try to earn more and more.the only way to control his greed ia by gaining expirence and knowledge in forex trading.
                Mere Khayal Mein To Hum Apne Lala ko isliye control nahi kar sakte Kyunki Har Koi Chahta Hai Ke Hame Jyada Se Jyada profit Ho lekin Yeh traders ki ek bahut badi mistake Hoti Hai unko small profit banana chahiye
                • #368 Collapse

                  Brother is main koi sheq nhen keh trading main loss ki aik wajhan lalach bhi hey leken isky ilawa bhi bahut se anasir hain jinki wajhan se hum trade ko close nhen kerty aor loss uthaty hain. Lalach key ilawa hum apny analysis per over confidence ki wajgan se bhi loss hota hy.
                  • #369 Collapse

                    market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur jab tak is ko control nai karty hain so hamain is k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karein gay ta k is sya loss kam ho
                    • #370 Collapse

                      market main rules ko follow kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur greed ko avoid kar k hi hum achy say proft hasil kar sakty hain aur market main knwoldge hasil kar k hi hum achy say kamyab ho sakty hain aur hamain is forex main loss say bach sakty hain
                      • #371 Collapse

                        Re: why we can't control greed

                        aap ko is ma kamyab honay kay liay is ma mahnat karne ho ge is ma aap ko knowlged sa kaam karna ho ga is ma aap ko ache trah sa kaam karnay kay liay is ma lalach nhe karna cahay our is ma jab aap greedy ko control kar laty ha is ma aap ko success hasil jalde mile jate ha
                        • #372 Collapse

                          Re: why we can't control greed

                          hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur market main kam kar k apni har zaroat ko pora kar skaty hain ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur sucess ho sakty hain it si best
                          • #373 Collapse

                            Re: why we can't control greed

                            sab insaan shru sey he laalchi hy aur wo laalach main aa key boht ziada loss kar jaata hy forex jab tak aap greed ko control nahen karo gey us waqt tak aap is main kaamyab nahen ho saktey aap laalach main aakey over trading kartey ho aur loss bhe ho jaata hy is leiy greed sey bachna chaheiy
                            • #374 Collapse

                              Re: why we can't control greed

                              hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur har koi achy say trade lga sakta hai so hamain is forex main kam akr k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain aur is forex main earn ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Re: why we can't control greed

                                Greed sey bachna chaheiy.e har koi chata hai k wo jald az jald ammer hjaye kamyab hjaye lekin agr aik insan kamyabi ka raaz jan lai to wo greed se door hjata hay greed ki jaye gi to shuru sy he lalach mai lg jaty hain aur ye cheex jald he loss mai ly k chli jati hai ye kafi harmful hoti hai. emotional hona aur greed karna is the part of Hume nature hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X