forex trading ma loss ka andesha rehta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Yes dear forex trading main jo bnda hamesha loss ko madenazar rakhta hai kay lain kay aap phir sahi trading kar rahay hain kiun kay loss ka dar aap ko soch samaj kar trading karnay ki ijazt zaroor daita hai or aap phir achi trade laga patay ho or acha patience ka muzahira kartay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      is main trade karny k liye hard work karni ho gi aur knowldge hasil kar k hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum acha earn karein gay aur trend ko use kar k hi earning karein gay
      • #573 Collapse

        g han is main loss bi ho sakta hai aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi na k greed say kam lena ho ga ta k loss kam ho skay aur profit hasil kar k hi hum achi earn kar k sucess hon gay
        • #574 Collapse

          forex trading main humay loss tab he hota hay jab hum esko sahi say seekh kar shuru nahi karty so humay chahiey keh forex trading ko sahi say seekh kar run karna chahiey tab he hum esmain kamyab hon gay
          • #575 Collapse

            Forex business mai loss ka bohat zada andesha hota hai likan ap es andesha say bach bhe sakty ho. likan agr ap es market mai planning say kam krtay hotou ap es market mai profit earn kr sakty ho. aur loss bohat kam ho gy.
            • #576 Collapse

              loss nuksan humy kisi b kaam say ho saqta hai hum agar ik trader nahi to koi or kaam kr rhy hain to mumkin hai jin ki vaja say her ik traders ko is market say kuch kama saqty hain yehi sub say zada in kay liay zarori hota hai
              I LOVE PAK FORUM
              • #577 Collapse

                zahir si bat hai kah jab ap forex meijn trading karta hain to loss ka chance to rhta he hai is mein jab tak ap full expert ni ban jata ap ko loss ka dar raha ga jab ap aik dafa is mein expert ban jayain ga tab ap ko loss ka khtra ni raha ga .
                • #578 Collapse

                  Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (: bhai apki baat mein kuch haqeeqt b hai lekin itny traders tukky se hi kamyab nahi ho rahy is mein proper knowledge or experience ho to market ki movement ko easily smjha ja skta hai..
                  • #579 Collapse

                    jee pyary bhai forex trading mn ye hauf to hamesha sar py sawar rehta h k kahin loss na ho jay. but profit aur loss to business ka hissa hota h is sy gharbrana ni chahye. agar ye dar ly kr beth jaen gy to business ni kr sken gy. profit bhi to isi business mn he hota h
                    • #580 Collapse

                      hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur trend ko use karny main koi mushkil na ho saky aur greed ko avoid karny main koi bi mushkil na ho skay aur greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty hain aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade karny k kabil hon ga
                      • #581 Collapse

                        G han forex main currency rates bar bar uper nechy ja rhy hoty hain is lie time to time market to dekna zarori hota hy. or nuqsan ka andesha to hota hi hy is sy bachny k lie hamen market k sath touch main rena hota hy.
                        • #582 Collapse

                          Ji haan Forex Mein loss ka andesha to Hota hai hai Forex Main Agar loss hai toh Forex Mein profit Bhi Tu Hai agar aapko Lo se dar hai to aap Forex mein kabhi accha kaam nahi kar sakte accha kaam karne ke liye aap ko Apne Dar Par Kabu karna hoga phir aap sahi tarah se kaam bhi kar sakte hain aur Forex profit bhi Hasil kar sakte hain
                          • #583 Collapse

                            No fear forex

                            forex mei hume yeh hume kis tarah krty hain hume pata huna chaiey k hume no fear huna chhaiey aur hume wihtout fear hume forex mein trading krni chhaey jo k buhat zarori hai so thanks
                            • #584 Collapse

                              Bhai yehi to wo chez hy jis par control hasil kareney k ley hardworking ki zarurat hoti hy. Forex ko jitna ziada learn kia jaey ga loss ka chances utney hi kam hotey jaen gy. Agar hamen market k mutalaq analysis na kia ho to market ki zara zara movement main hamen loss ka andesha rehta hy lekin agar hamen confirm ho to esa nhi hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                jab bhe hum market main enter hoty hain to pher us main humean loss ka dar to rheta hai par us ko hum stop loss laga k minimize ker sagty hian our pher us ko recoer ker sagty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X