Forex Trading Halal hai ya Haram
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Halal hai ya Haram
    Forex trading halal hai ya haram.is bare me koi Fatwa hai to zaror bataein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nhn maloom k forex halal hy ya haram yeah kisi mufti say puchna paray ga
    • #3 Collapse

      mer bhi forex trading haram business ni ha q k is ma ap ko profit b ho jata ah or loss b ho jata ah is liye ap ko chaye k ap forex par kaam karn or hard work karn is sy ap koacha profit earn hotra ah or kbi kbi loss b ho jata ah or risky business ha ap forex trading ko par time jobb kr sakte ho
      • #4 Collapse

        dear es mein all member apni mehnat sy kam karty hein es liye mehnat ki qamai halal hai es mn hamein loss or profit 2no he hoty hein..
        • #5 Collapse

          je forex buisness hala ha.. is mn hm mehnat kr k kmaaty hain.. yeh hraam nhi ho skta... insan jitna b kmata ha apni mehnat say kmata ha phr hraam kun or kasy ho skta ha ye buisness
          • #6 Collapse

            My friend it is a legal business and we are doing trading business and I think it is a genuine business in the world and we have to understand that this business is totally halal for Muslims and all other religions and we are not making fools to others by doing trade.
            • #7 Collapse

              Dear brother forex trading bilkal halal hai.yeh b aur jobs ki tra hai jin mai hum mehmat karty hain aur pasay kamtay hain bilkal wasay he hum forex trading main mehnat kar k pasay kamtay hain to yeh bilkal halal hai
              • #8 Collapse

                Yeh aik business hy aur is main loss bhi hota hy aur profit bhi hota hy. Hum mehnat kar key profit hasil kartey hain. Jis tarah log gold ka ya stock market ka kam kartey hain yeh bhi waisay hi hy. Bus yeh online business hy. Meray khayal main to is main koi haraj nahi hy. Jis kam main profit yaqeeni na ho aur loss ka andesha bhi to woh kaisay ghalt ho sakta hy.
                • #9 Collapse

                  dykhy fatwa to to almeey din hi dy sakta hy ap un sy rajoo kry un sy pochy our phir jo reasult niklta hy bary mhrbani us sy dooroo ko bi mutlla kry and boht bar bot sy logoo ny is bary may kaha ye hala hi hy kuy ky hum mehnaat sy earn kr rhy hy koi free may proft nhi dyta method easy hy to isy dobblemind mat kry
                  • #10 Collapse

                    I think forex trading halal hai qk is me profit and loss dono hota hai..r hm agr gorex me paisa invest b krty hn to hme koi aik fix raqm nai milti...is lye mjhy lgta hai forex trading halal hogi..waise ap ksi aalim se b maloom krlen..r yahn hme b btayen.maine to jo parha apny point of view se apko btadiya.jis kam me profit and loss ka andaza na ho wo halal hi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Mre kheyal se to haram ni ho gi q k is main hm mehnat krti hn r jitni hm mehnat krty hn usi hisab se earning hoti hai koi shortcut ni hai jis se earning brhai ja sky r phir is main logon ko profit b milta hai r loss b ho jta hai lakin is k bre main sahi to koi mufti hi bata skta hai k ye halal hai ya haram hai
                      • #12 Collapse

                        yes forex ka jitwa jari hova hain k forex halal hain forex main apko invest karni hoti hain and pher aaap forex main stop loss and take profit use karte hain like shop. shaop main jisa k hu logo ko pata nhe hota hain k ye chez loss main sell hogi ya profit main asi tara forex main merket ka pata nhe hota hain k ye merket loss main closs hogi ya profit main and is main humhain loss and profit dono milte hain jis say hum sab ko pata hain k jis kaam main b loss and profit dono ho vo halal hain
                        • #13 Collapse

                          Dear depend karta hi k pa es ko kese karte ho q k forex mai halal b ap k hath mai hai aur haraam b ap k hath mai hai es liye bina tension ap ko es business ko seekhna hai tab he ap acha kam kar skte ho lehaza ap ko mehant b karni haiye ta k ap ko idea ho jay ek ye business ap kese kar skte ho aur kese apni traidng ko behtar taha se faida de skt eho...
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Halal hai ya Haram

                            ye ek small bussiness hai ismein app working krahe hooo na hi soud pe kaam krahe hooo aur ismein jo hmari earning hai wo hmari mehnt pe arahi haiii aysa nahi hai kay hm ayse hi loss aur profit krahe hain basically its not haram..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Halal hai ya Haram

                              Forex ik business hai jis mai ap apni amount invest kar k earning kar rahy hoty hain ager ap Forex trading account mai swap ka option chose karain gay tu as a muslim yeh haram ho jaye gi lekin ab tuap ko swap free account diya ja raha hai jis mai haram ka koi chakar nahi hai. ap har tarha se es ko sure ho k trade kar sakty han.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X