a smart work
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    exactly Forex aik very nice works ha, woh iss lehaez say keh es mei app jeb chaeho apnee mrzee sy kaam krty hao koe rokni tokni waala nahi hotaa aapko aap easily jiss times kaam karo no ristrection human khd king hotaa hai, so mere khayal mein Forex es the very good online kaam.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      meiry thinking me is kee hawalay her kisee kee apnee apnee ray ha, kyu ki Forex tradings ki karobar main baaz traders esy very nice kam samjtey hen aor baaz nahin samjtey hen.
      • #408 Collapse

        Gee gee yaqeenan darust kahaa ha, aap nay main aap ke baat sey darust trhaen sey zehmaet krtaa hoon keh yei kaam etna easy nahi ha, ess main zabrdast aur ess kaam main hard honaa prata ha
        • #409 Collapse

          waao kitna smart work hain k har waqat computer per bhetna parta hai aur posting krtay raho dekhnay mein iss taraha laagta hain k pata nhi k hum kitny baday buisnessmen hain aur yeh nhi pata k hum paison ko kitna dabotay hain.
          • #410 Collapse

            forex trading aik best earning source hai is pore world ki is business me kamyabi hasil karne ke lye is ko learn kara jata hai jese jese hame is business ke bare me experience or knowledge milne lagti hai us se ham ko motivation bhi hasil hoti hai or yeh ke hamari kamyabi bhi is me jald se jald barhna shuru ho jati hai is lye jitna ho smartly or mind ko present rakh kar is me kaam karna chahiye .
            • #411 Collapse

              Forex markit haqikat mei eak shandar works hai, kiun kei hm kahen sy bhi aur kissi bhi wakat ess karobar ko joinig kar skty hein aur ess sy good profits kamai kr skty hein.
              • #412 Collapse

                yes dear forex trade ak bout asha job hai lekin is bat ka bout kiyal rakna chiye k is me bout
                mehant ki zaroret hoti hai agar mehant na ki jahe to ye job humary liye bout mushil hai
                • #413 Collapse

                  koi bi kam karna hai is main focus kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main planing karni ho gi aur phar hi hum market main achy trader hon gay aur kamyab ho saky gay it is bst
                  • #414 Collapse

                    hamain is kam k bary main information hasil karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say hamain kam karny main bi faida ho skay ga
                    • #415 Collapse

                      trader ko kum waqt main zada paisa bana lainy kay liay is market main smart kaam ki zarort hoti hai jis surat main ye khud kay liay paisa bana saqty hain is liay her ik ko is main kaam is tara say krna hai
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #416 Collapse

                        Kam to ya bhot hi acha hy smart bhi hy pr is my hamy hard work bhot hi krna parhta hy is my hamy lenring bui jari rakhni parhti hy tab hi hamy is my faida hota rehta hy lerni g chorty hi is my liss shoro ho jata hy
                        First LEARN Then You Can Remove The "L"
                        • #417 Collapse

                          Han g bhai jan ao thek keh rahay hain forex ka business hard work nahi hai blky is main traders ko smart work krna prta hai q k he aik technical business hai is main traders ko technical tor pai kam krna prta hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #418 Collapse

                            Bro! aj kal log hard work ki jaga smart work ko prefer kartay hain aur forex trading say ziada smart work nahi ho sakta kiun iss main siraf aik cheez ki zaroorat hai wo hai LEARNING.jo ap ko demo account say mil jae gi ,iss kay ilawa ap signals pay bhi depend kar saktay ho lekin pehle signals ko demo account main zaroor confirm kar lia karen.
                            • #419 Collapse

                              yes forex hard work nahee hai lekin jab tak is ko seekh kar naa kia jaae ham is se kuch hasil nahee kar sakte hain is liye forex ko learn karne k baad hi trading start karna chaye phir ye itna hard nahee lagta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                forex jab aap start karty hen to sb sy pehly aap forex ky bary main knowledeg hasil karty hen raat din is ky bary main informatin collect karty hen us waqat wo apka hard work hota he lykin jab apko kafi had tak experince ho jata he to phir aap forex par work start karty hen wo apka smart work hota he.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Sno
                                avatar Tcaz
                                Working...
                                X