"You dont learn if you dont fail "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    failures are stepping stone of success.. for the success failure are essential because we learn a lot from failures.. to become a good forex trader you should learn basics of forex deeply and should practice a lot on demo account... in this way you can become a good trader..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      ji han main apki is baat se totaly agree karta hon ke agar humen lose nahen hoga to hum market ko thek trah se read nahen kar saken gay aur na hi hamen is ki asal sorat e hall ka ilam hoga isliye lose hone se hi hamen forex market ka experience hoga aur hum is se waqif hongay
      • #138 Collapse

        han g yah bat to hai k agr ham jab tak fail na ho gy us time tak ham ko market main faida nahe ho ga. q k jab ham ko loss hota hai to us k bad ham yah daikhty hai k yah loss q aya or next time ham us loss se apny ap ko save rakhny ki koshish karty hai or ham is traha se ham forex ko learn kar laity hai or experience barhta jata hai .
        • #139 Collapse

          g han learning bahot zarori hay agar trading me ham ne fail nahi hona to hamy forex business ki proper education or expernice hasil karna chaye.
          • #140 Collapse

            market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main kam kar k hum apnni har zarorat ko pora kar skay gay aur hamain market main kam karny k liye demo main practice karni ho g itab hi hum run karein gay it is best
            • #141 Collapse

              absolutely you are right and i agree with you ,many of us do so they trade and then they fail due to their mistakes and lack of knowledge and they do not learn from their mistakes and do not get ponder on their mistakes that's why they fail again and again.
              • #142 Collapse

                sir forex ma agar ap sochty ha k ap forex ko begar learn kiye profit hasil kr sakty ha to soryy asa nai ho sakta ha apko forex ko learn krna chahiye tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty ha qk forex ma bhot say log fail hoty ha to apko un ma say nai bana ha apko mehnat krni chahiye
                • #143 Collapse

                  trading mai failure ka samana har traders ko kisi na kisi stage per kana he parhta hai. traders ko iss kay liye apny ap ko mentally tiar b rakhna hota hai. trading mai failure ke waja say traders ko apni mistakes ko note karny aur samjh kar in ko door karna ka mouqa b milta hi.
                  • #144 Collapse

                    yes dear forex member may bhi baaqi sab members ki tarah aap say agree keta hu orm ye forex may rule hay kay if you loose nothing you gain nothing or sab se zyada experience loss se hi assil hota hay mera pechlay month account wash hoa tha or is se mainay bohat seekha jo shayad kabhi na seekhta
                    • #145 Collapse

                      Of course janab failure be first step hote hai success ki kiu k agar aap fail nahe honge tho aap struggle nahe karenge jes say aap seek nahe sakte es leye jab jab aap fail honge otna he aap struggle karoge ache trading k leye aor ache techniques ko learn karne k leye so maire mutabik loss ya failure ik qisam k ladder ka kam karte hai apko successfully banane k leye
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #146 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
                        learn from own past failure in trading is good because i think the biggest mistake every trader make is often repeat the same mistake in trading, that is why mistake/loss is also can be a great teacher.


                        "Agree Or Not Agree"
                        JEE main aapki bahut se bilkul agri karta hoon Akshar Patel traders ke saath Aisa Hota Hai Ke Jab tak unko lost nahi hota wo log learning nahi karte Aur Jawan ko Bar Bar loss hota hai to uske baad wo learn Karke trade Karte Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #147 Collapse

                          Dear forex members ye baat bilkul theek hai k hum hamaisha apni ghaltion/loss se hi sekkhty hain ye sab se acha teacher hai kion k jab hum ko loss hota hai phir hum ko yad rehta hai k hum ne ye ghalti ki thi aur ainda aisi ghalti nahi kerni. Loss se ghabrana nahi chahiye kion k issi se ap seekhty hain.
                          • #148 Collapse

                            bohat acha sawal ha ma ap ka sath agree karta hu ager hum ko successful hona ha to per hum ko fail ho na para ga jis sa hum ko kuch sabak mela to per hum ko experience hoga es leya hum ko ager fail hota ha to per hum ko chahaye ka hum again try kara to per hum ko acha experience or sath sath ma hum ko achi earning be hoge.............
                            • #149 Collapse

                              dear friends, i agree...insan us wakt tak kisi bat ko value nai deta jab tak usau loss na ho,,,jab insan ko loss hota hay to woh mehnat karta hay aur loss ko recover karnay ki koshish karta hay...esi tarah forex main bhi jab trading main loss ata hay to phr trader forex ko zayada mehnat k sath learn karta hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                insaan ghalti karkay he seekhta hay esliye humey forex mei mistakes se guzrna hota hay jiskay through hum fail hotay hain loss kartay hain but eska matlab anhe kay kabhi success nahe milay gi jo khaamiyan milen lss karnay ki mistakes hon unko apni trading sey khatam karain gay trading aap ki improve hoti jay gi

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Sno
                                avatar Fahad5
                                avatar Iqra5
                                Working...
                                X