forex me loss ki waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Re: forex me loss ki waja?

    Forex main loss honay ki waja aik hi hay aur wo hay forex main sahi knowledge aur practice na hona. ager koe trader forex ko achay say seekhta nahi hay aur wo apnay ap ko forex main intna nahi lagata ya time pas kerta rehta hay to wo forex ko seekhna nahi chahta aisay log bad main jab live trading main jaen gay to us ka loss ho jata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Re: forex me loss ki waja?

      forex trading aik acha buisness ha jis mein ap ko hardwork krna parta hain.mara khayal sa forex trading mein loss ki main waja is ka bara mein knowldge ka no hona or without experince is pa kam krna kyun boht sa log asa hota hain jo new hota hian to without any knowldge or expeirnce ka wo kam start kr daita hian so isi waja sa un ko loss ka samna krna parta hai.
      • #573 Collapse

        Re: forex me loss ki waja?

        Dear mery khyal main forex trading main loss ke sab sy bari waja jald bazi hai
        ku ky ham jab markeet open karty hain to jaldi sy trade laga dety hain ky markeet es tarf ja rahi hai likn esa nhi ho
        jab loss ho jata hai to ham markeet anylises nikalna shoro kar dety hain ky loss ku hova bad main kehty hain yar trade galt lag gai the
        jab ky ye kam pehly karna chaiy sab sy pehly markeet open krain ua ky bad markeet ky anylises nikalin indicators chak krain us ky bad trade lgain to app je trade sahi rahy g
        jab tak ham apni galtion ko cover nhi krain gy to jitna b knowladge ho ya expirance ho hmary kesi kam nhi ay ga apni galti ko cover krain
        • #574 Collapse

          Re: forex me loss ki waja?

          Trading ek aisa platform jis main lost or profit to hona he hona hai koi b aisa nee trader ni hota jo aty he profit leny lag jaye shuru man lost hota hai phir insan seekh jata hai forex trading main lost ki main waja ye hoti hai k new traders ko ua k basic ka ilam nahe hota k kesy trade lagani hai kesy kaam work karna hai wo baghair kisi learning k kaam start kar dety hain or apna lost kar bethty hain jo un ki naakmai ki main waja banti hai
          • #575 Collapse

            Re: forex me loss ki waja?

            Forex me loss ki subsay main reason trader ka greedy bun Jana. K jub bhi trader greedy bun jata hy to wo boht Zyada trade open ker deta hy Jiski wja sy usay subsay Zyada nuqsan uthana prta hy
            • #576 Collapse

              Re: forex me loss ki waja?

              is ma aik to wja ya ha kay aap ko is ma knowlged nhe ha to is liay aap ko is ma loss ho jata ha our aik wja ya be ho sakte yha kay aap ko is ma mstak karmnay sabe loss hota ha is ma aap ko loss ko kam karnay kay liay is ma mahnat karne cahay knowlged hasil karne cahay is ma aap ko stop loss ka use karna cahay is ma aap ko hardworking our experinec hasil karna cahay
              • #577 Collapse

                Re: forex me loss ki waja?

                loss sya bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur loss say bach k h hum sucess ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga it is best job
                • #578 Collapse

                  Re: forex me loss ki waja?

                  hamain is forex main loss say bachny k liye learning kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain si forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain faid aho saky ga
                  • #579 Collapse

                    Re: forex me loss ki waja?

                    forexmai losski 1 waja he ha k logo ko forex ka koi pta ni hota wo bgair learning k trading start krte haorlosskr bthte ha forex mai kamzabika 1 he raz hak wo ha k ap mehnat kre ache trah se forex kolearnkre sath sath demopr ache trah se practice kre
                    • #580 Collapse

                      Re: forex me loss ki waja?

                      As-Salaam-Alaikum dear friends aapne bahut acchi baat sher ki hai hi Forex Mein loss ki vajah tu bahut zyada hai Lekin jo sabse Ahem Hai Yeh hai hi ki knowledge or experience ki Kami ki vajah se Zyada loss Ho sakta hai hi jo new member Hote Hain wa Forex ki learning Kiya bagair trading ko start kar dete Hain bagair soche samjhe aur Jis wajah se unko loss ho jata hai isliye Hamein loss Se bachne Ke Liye learning Hasil karna bahut Zaruri Hai hi Phir he earning Hasil kar sakte hain Taake loss se bache cekan
                      • #581 Collapse

                        Re: forex me loss ki waja?

                        Mere khayal mein frocks mein jo loss hota hai woh hum apni mistake ki vajah se karte hain jaise ke lalach jyada karna emotional ho jana overtrading kar dena overconfidence ho jana risk bahut jyada Lena jaldbaazi kar na sabar Na karna ye sab hamari apni mistake hai jiski wajah se hota hai hamara profit jarur hota hai lekin loss ki wajah se hua humko dete Hain aur trade laws may close karte hain losco cover karna hai to stop loss take profit ke sath ja pending order ke sath chat karen
                        • #582 Collapse

                          Re: forex me loss ki waja?

                          g haan bhai jaan ghame as main loss greed ki waja se hota hai as liy hame as main greed bnahi karna chahuiy aor as main greed nahi karna chahiy greed karen gey tu ham ko as main loss ho sakta hai aor agar ham as main km greed kare gee tu ham ko as main loss ho gaa agar ham ko as main loss ho gaa tu ham as main agee ache se kam nahi kar sake gee q k bohat se aese bhi log hain jinoh ne as main kam karte hoe as main loss ki waja se as ko chor dya hai as kar koi janta hai kee greeed kabhi bhi fade mand nahi hai as liy greed se bbachna chahiy hai ham ko
                          • #583 Collapse

                            Re: forex me loss ki waja?

                            market main trade kar k hi hum acha bonus hasil kar skaty hain aur loss sya bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain is forex main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karien gay aur hamain is forex main trned ko use karna ho ga ta k earn karein gay
                            • #584 Collapse

                              Re: forex me loss ki waja?

                              is forex main hard work karni ho gi ta k earn kar k hi hum sucss ho sakty hain aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hums ucess ho sakty hain aur hamain market main ifnormation hasil kar k hi hum kamayb ho sakty hain ta k loss km ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Re: forex me loss ki waja?

                                is forx main loss say bachny k liye learning karni hogi tab hi hum sucs sho skaty hain aur hamain markt main knowldge ho ga tab hi hum sucses ho sakty hain tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum sucss ho sakty hain it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X