forex me loss ki waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    my dear g forex trading may loss ki sub say badi waja ya hay kay jo forex trading may lalalch kartay hay vo is may kabhi kamyab nhi ho sakty hay kukay jub tak na on ka knowledge kam i ga or na hi koe experience jub tak vo forex trading may lalach ko door nhi kary gay or is may honest ho kar kam nhi kary gay jub tak vo is may profit earn nhi kar skaty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading me loss ke waja kafi ho skate hay app forex trding me jo hay forex jab trading karte hay ap ka experience nahi hota pp work karte hay trade aur trade lambi karte hay volum level zida laga dete hay jald bazi karte hay jis ke waja se loss hota hay je
      • #18 Collapse

        salam mery bhai forex me loss ki wajha ye ho sakti h ke ap trading with out knowledge or experience ke investment ker k trading kerte hen or rat o rat ameer hona chahte hen or phir apne lalach ki wajha se loss uthate hen or apna time or investment dono zaya kerte hen un se bara bewakuf koi nahi hota.......................thanks
        • #19 Collapse

          bhai jahan tk mei janta hun forex ek bhout bardhi market hai jis mei loss ek bhout bardhi tenshion hai es mei ziyda tre loss her trader greedy ki waja sy krta hai ya phr apni gulti ki waja sy i think..
          • #20 Collapse

            dear brother forex trading bussiness mein loss honay ko both say reason hoty hai jasay lack of expirince lack of knowledge lack of confidence etc.
            • #21 Collapse

              G haan yeh sub waja hoti hain forex mein jiss ki waja say humein forex mein loss ho jata hai humein forex mein pehly learning karni chahiye phir hi us kay bad humein acha experience milta hai jiss ki waja say hum forex mein without loss earning kartey hain
              • #22 Collapse

                bhai jan loss ki bohat si wajohaat hoti hain . us main sub se ziada bari waja experince na honay ki hay . ager apkay pas experince nahi hai to yaqeenan apko loss ho ga .pehlay ap experincer hasil karo then real treading
                • #23 Collapse

                  Dear Forex men loss ki wajah trading ki kam knowledge hy and jo hy us ki sub sy bari waja lalach karna hy . agr Forex emn koi lalach karta hy to apna sara balance kho bethta hy so humen lalach sy bachna chahye and patience paida karna chahye trading k dooran.
                  "The Best Way To Find Yourself Is To Lose Yourself In The Service Of Others"
                  Buy/Sell Exchange $: +92-308-3035935

                  Join us for Trading Signals & Analysis

                  For Registration: Click Here
                  Monthly Bonus Limit: 250$
                  Per Post Bonus: 0.20$
                  Note: Copy & Paste Not Allowed, if You do Copy Paste Then You Will Be Banned Shortly.
                  • #24 Collapse

                    forex me loss ki waja bs yahi he k log forex me kbi kbi dil se kam nai karte r vo forex ko serios nai lete r forex me knowledge hasil kare bina vo forex join karlete he jise unhe bht loss hota he.
                     
                    • #25 Collapse

                      forex main loss ki waja ye hai k humain kbi b copy paste ni krna chaye r nahi ek hi thread main 2 3 bar posts krni chayain kyun hum bht kuch loss kr sakty hain ju k hamre lie nuqsan de sabit hu skta hai
                      • #26 Collapse

                        forex men loss ki sub sy bari waja over confidence he jis sy trader bht loss uthata he, market ko analyze na karna or phir ghair zaroori lots open karny sy bhi loss ho jata he,
                        • #27 Collapse

                          ji mery kahayal main forex ki loss hony ki kai waja hain aur is main koi aik nhi hai is main experince bhi ho skta hai k ap ko experince na ho aur ap trade kry aur is main lalach bhi ho skta hai k ap aik se ziada din main trade kry
                             
                          • #28 Collapse

                            dhekhy ager hum khud chaye na to forex pak se bach sakty hai mger nahi hum log to ulty h kaam karty hai jis ki waja se proper loss ho jata hai issi liye humey bas confidences ka sath trade karna chaye.
                             
                            • #29 Collapse

                              kam ilmi or kam practice loss ki bari wja hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading ma loss ki mean wajh hai knowledge aur exprince ka na hona aur trade ma greed emtion aur bet ko na control karna keo ka ye sab thinks loss ki hai agar hum acha kama karye gay to hamye loss nahe ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X