Mayoosi ka Daman kabhi na Choro!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mere bhai mere mashwara ap se yeh hai ke ap kabi apne dost ke upar depend na kare aur partnership par to forex ka kam bilkul na kare bus agar ap ke pas choti investment bhi hai to ap khud hi aik small account khole aur trade kare muje to apne upar pora bharosa hai aur mai hamesha apne decision khud hi leta ho aur instaforex ne to really humhe aik best platform diya hai earning ka and i am very thankful to instaforex for give me a such nahi platform for earning.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mayoosi nahi rne chaye trading main qun ke is main kabi loss or kabi profit milta ha or ye hmare experience pe depend krta ha ke hum kis tra trading kr rhe hain, agr first time loss hota ha to learning jari rakho success ho gai next time.
      • #18 Collapse

        oh acha friend mere saath esa kuch nhe hoa he me 9th class ki student hon mene shok me yeh businesss join kiya he or yaha work bhi bhot zada easy he esliye mujhe zada problem nhe hoti he.
        • #19 Collapse

          is baary my yahe kahoon ga mayoosi kisi masly ka hall nahi hota...mayoos hony sy koe faida nahi hota. balky bandy ki kaam kerny ki himat khatam ho jati ha. wo kisi field my kamyaab nahi ho sakta
           
          • #20 Collapse

            je han humay mayus nahe hona kabhi bhi ye cheez galat hay himat jari rakho bas forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
            • #21 Collapse

              koe bhi kaam ya karobar shuru kia jay to us my is baat ka factor mojood hota ha kisi time py aisa waqt bhi aa sakta ha jahan py profit zero ho jata ha balky balance bhi dangerous level py chala jata ha us wakt karobar ko kaisy jaari rakha ja sakta ha. ta k mayoosi sy bacha ja saky
                 
              • #22 Collapse

                Jb ksi b cheez men loss hota hai ek mayoosi c hoti hai forex tarding men mayooos nhn hona chaiye hai kyun k agar hm pehli e nakami pe mayoos hogye to loss recover nhn hoga
                • #23 Collapse

                  apki thread ka topic hi ghalat he mayoosi ka daman koi kyun pakre mayuusi to kufur he mayoos nhi hona chahye insan ko kbhi bhi allah talla mayoos loogo ko pasand nhi kerta.
                  • #24 Collapse

                    main bhi kabhi live trading nahi ker sakta tha mere pass koi bhireal investment nahi the ke main forex per invest karo.phir mujh pakistan forex forum ke bare mai pata chala shukaar hai ke mujhe live trading kerne ko mile.thanks.
                    • #25 Collapse

                      dear friend ap dil sy jb posting stat kr do gy or hard working stat kr do gy to in sha Allah ap zaror kamyab ho gy or is kam my boht zyada mehnt hy kabi b mayoos ni hona is sy ye ap bs apna sara dyhan is my do is sy boht zyada faida hota hy or mehnt ka pahl b har hal my milta hy or ap ye na samjho k ap ko kuch ni milna ye galt hy ap bs posting krty raho bs .
                      • #26 Collapse

                        froex trading my bhi koe waqt aisa aa sakta ha k jahan py hamara accout zero ho jay to hamy mayoos nahi hona chahey balky himat sy kaam laiyty hoy trading kerty rehna chahey
                         
                        • #27 Collapse

                          girls ko or b bhot kam hot hein kbhi gher ka kbhi bancho ke denkh baile karn is liye wo zayed achi se tarde ko smgn nhe sakt hein or tarder be achi nhe bana sakt hein forex pher boys zayed achi tarder bana sakt hein
                          • #28 Collapse

                            bhai ma bi 106$ ki invest ki thi or sara loss kar dia tha 7 days ma magar ma na har nahi mani or is kam ko learn kia or ab tak learn kar raha hon or har nahi mani kiu ka hama har manini bi nahi chahia
                            • #29 Collapse

                              aap ko tab he hoge jab aapko is mein loss hoga to matlab is ka yeh thori hai k aap yeh kaam he chordo aap next time k liay tayyari karo aap mehnat karo. get good result
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Hard work is the main thing and actually the key of actually each and every work including trade here in forex so never take it light and perform your duties with seriousness and full concentration this hard work will take you towards the success.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X