Spread kia hta hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading main ap kay account main har currency pair ki two prices chal rahi hoti hain un mainsay aik price ko buying price kaha jata hay aur dusri ko selling price kaha jata hay lehaza buying aur selling price main jo difference hota hay us ko spread kaha jata hay ye kisi pair main kam hoti hay aur kisi main ziayda hoti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex spread money important to us,because its needs for everybody.people now very smart,we are also needs help any other.you are lot size and spread money between needs must be so,spread using important to us.
      tania
      • #18 Collapse

        forex trading main spread buyer or seller k darmihyan jo differance hota hai us ko kahty hain ye spread differant brokers k apss differnart hota hai or koch broker aisy b hain jo bina spread k bhi kam karwaty hain so is liye spreed koye specific nahin hota har broker ha
        • #19 Collapse

          Waise tu spread sa murad woh wali amount hai jo broker ap ko buying ya selling karty hoie as a commission charge kartay hain. different broker ka spread b different hota hi aur almost har currency pair kay liye yeh alag hota hai aur broker nay currency pair kay hisab say set kia hota hai.
          • #20 Collapse

            dear buy aur sell k darmiyan jo difference hota hy os ko kehte hain k wo spread hy aur ye zarori hota hy har broker ka apna spread hota hy kch log spread ki jaga commission ko setkarte hain...
            • #21 Collapse

              g bhai spread ap broker ka commision keh skty hain yani msal kay toor pe aik pair ha Eur/usd aur ap apny mt4 ma dkhy gay kay eski buy aur sell ki price ma fraq ho ga ye zyada b ho skta ha aur kam b ho skta ha aur major pairs pe ye kam he hota ha esy he spread kehty hain aur hm jo b broker use kr rhy hain wo yaha se he apni earning krty hain yani spread se unki earning hoti ha.
              • #22 Collapse

                Spread tou bropker ka commission hota hai. har broker ka different hota hai. es lye ap jo bhe pair trade ky lye open kray tou es mai say har pair ka spread different hota hai.
                • #23 Collapse

                  Dear acha sawal ha spread currency k darmiyan jo farq hota ha ur ko hum spread bolte hein eurusd ma 3 ka spread ha har currency ka apna spread hota ha hume is ma menat krni chaiye
                  • #24 Collapse

                    is main hum short term main bi trade kar skty hain aur long term main bi trade kar skaty hain aur pips k darmiyan fasly ko spread kahty hain so hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur earn karein gay it is best job
                    • #25 Collapse

                      spread bid and ask price main jo farq hota hai us ko kehte hain
                      spread asal main broker ka commission hota hai aor ache broker ki pehchan bhi hai k spread kam se kam ho taa k client ko easy feel ho
                      • #26 Collapse

                        spread ka matlab hota hai wo ammount jis k baad apko apka profit milta hai kuch pairs ka spread ziada hota hai kuch ka kam hota hai ziada spread waly pairs per ziada ter professionals hi trading kerty hain kion baki traders ki equity kam hoti hai is liye wo high spread pairs py trade nahi ker paty
                        • #27 Collapse

                          spread basically ye hota hai k ap jab trade yani k olot size open karte ho to open karte hain apki trade pehle minus main hote hain wo basicaly kisi bhe currency ka spread hota hai aur spread sab se zaida gold ka hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Spread kia hta hai?

                            is forex main hard work karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur pips ko dekh k hi hum achy say trade kar skaty hain aur hamain market main information hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain market main trend ko use karein gay ta k earn ho saky ga
                            • #29 Collapse

                              Re: Spread kia hta hai?

                              hamain pips ko dekh k hi trade karni h gi tab hi hum run kar skaty hain aur hamain si ki movemnt ko dek k hi trade karni ho gi ta k earn karnhy main bi koi prblm na ho saky gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain ta k loss km ho saksty hain it is bet job for all
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Spread kia hta hai?

                                is forex main pips ko use kar k hi hum achy say trade kar skaty hain tab hi hum real main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain is forex main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade kar k hi hum market main planing karni ho gi tab hi hum profit hasil karna hog a

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X