Do Not Hesitate Or Double Minded In Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han trading karty time double minded kabi b nahi hona chaye agar hamy 1 website se news milti hay to koi or website read kar k ham double minded ho sakty hey jes ki waja se hamy loss face karna pard sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      g forex esa kaam hai jab hum duble minded hu jey tu loss hi hota hai or duble mind hu kr behtr yahi rehta k koi b trade open na jry tubi hun kamyab hu skty hain or duble minded hu loss hi hota hai
      • #63 Collapse

        humain is main sabar say kam karna ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky or humain practice kar kay hard work kar kay market main trade karni ho gi
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #64 Collapse

          g bhai forex trading mien ap apna trading system bohat hi ziyada simple rakhen aur is mien ap trading lete hue kabhi bhi double minded nahi hon is mien ap bs rule sko follow karen.
          • #65 Collapse

            sahi keh rahy hay agar hum forex trading main double mind reh kar trading karen gay to es chakar main humay bohat ziada loss ho sakta hay so humay chahiey keh fresh mind kay sath trading karen
            • #66 Collapse

              G Han forex trading main trading k doran kabi bi ap ko confused ni hona chahiy blky baht ziada confidence sy ap ko forex trading karni chahiy tab Ap ko forex trading main bahut ziada profit ho GA aur ap forex trading main bahut ziada kamyabi ho GI
              • #67 Collapse

                Agar ap forex market main trade open kerty huey double minded ho jaty hain tou apko forex market main trade kerty huey loss hi hota hai jesy forex market main little variations tou hoti hi rehti hain so apko trade open kerny sy pehly trend ko read ker lena chahiay aur phir same direction main trade open kerni chahiay
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                  Agar ap forex market main trade open kerty huey double minded ho jaty hain tou apko forex market main trade kerty huey loss hi hota hai jesy forex market main little variations tou hoti hi rehti hain so apko trade open kerny sy pehly trend ko read ker lena chahiay aur phir same direction main trade open kerni chahiay
                  ge han bhai hmein apne trading mein kabhe double mind nhe hona he aur hm apne forex trading mein market ke sahih trend ko istemal krein aur apne trading mein mistakes na krein aur apne trading mein hmein ihtiat ke zarorat hote he aur hm apne forex trading mein ache mind se apne trading mein acha profit hasil kr skte hien
                  • #69 Collapse

                    mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur trade karny say pahly is main achi si planing karni ho gi tab hi hum is forex main trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main proft hasil karein gay
                    • #70 Collapse

                      G han hamen ghabrana bilkul nahi chahye kyo k es kuch faida nahi ho ga aur hum mein sy aksar log doubleminded hoty hain k order buy karon ya sell karon jis ki waja sy wo koi sahe faisla nahi kar paty so market ko deakho aur us hisab sy order open kar do
                      • #71 Collapse

                        Ji aap Nahi Yahan Par double minded Nahi Hona aur nahi confused hona hai aap Jab fully analysis Karke market ko Apne order coupon Karte Hain To definitely aap ke andar confident Aaj Aata Hai Jab aap analyse Karke market Mein Apna order open nahi karte tab aap doublemint ho Jate Hain aur confuse hojate Hain isliye confusion se bachne ke liye aap market ko full analyse Karke Apne order ko open kare
                        • #72 Collapse

                          Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k Do Not Hesitate Or Double Minded In Forex Trading se kaya murad ha please koi senior member mojy is k baray may batay jaldi se jaldi
                           
                          • #73 Collapse

                            Hello friends kasy ho saab log ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k insta forex par Do Not Hesitate Or Double Minded In Forex Trading se kaya murad ha please mujhe Uske baare mein Bataye ga koi senior member
                             
                            • #74 Collapse

                              bilkul ap ko trade kartay huway kabhi bhi hesitate nahe hona chaiye aur kabhi bhi ap double mind mat ho ess taraha sey ap ko loss hoga hamesha achi tarah judge karkay tarde karain double mind mei ap kabhi best decision nahe krogay
                              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                              PLEASE VISIT HERE
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
                                friends agr aap ne forex trading main kamyab hona hai tu other tings k sath kabi bi hickichao mat or na he double mind ho kr trade mat krna kiyun k aisa krny se aap loss he krvao gy
                                Hum Jab Dekho Reshma trading Kare Toh Hame chahiye ke hum Pareshan Na Ho Aur double minded hokar trade Na Kare Agar Hum Aise Karenge toh Hame loss hi hoga Kyunki Hum Apni trading ke baare mein Hundred percent sure nahi honge
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X